Showing posts with label Allama Iqbal. Show all posts
Showing posts with label Allama Iqbal. Show all posts

Tuesday 6 May 2014

Allama Iqbal urdu poetry

Tujhy yaad kia nahi he


pakglob.com
Tujhy yaad kia nahi he mery dill ka wo zamana
Wo adab khe muhabat wo nigh ka taziyana

Ye btany asr hazr k bny hain mdrasy main
Na aday kafrana na trashe azadana

Nhi is khuli fiza main koi ghosha e faraght
Ye jha ajab jaha he na qafas na ashiyana

Rag tak muntazir he teri barish karm ki
Ik ajam k me kadon main na rhi he mgana

Mery Hum safeer Isy Bhi asre bhar samjhy
Inhain kia khabar k kia he ye noway ashqana

Mery khak o Khun se tuny Ye Jaha kia he paida
Silae sheed kia he Tab-o-Tab jawedana

Teri banda parwari se mery din guzar rhy hain
Na gila he doston ka na shikayat-e-zamana


Gulzare hast by Allama Iqbal

www.webpakistani.com


Gulzare hast o bodna begana war dekh
He dekhny ki chiz is bar bar dekh

Aaya he to jaha main milae sharar dekh
Dan de na jay hasti Napaydar dekh

Mana k Teri deed k qabil nahi hon main
To mera shok dek mera intazar dekh

Kholi hain zok deed ne aankhin teri agar
Har rbgzr main naqash kafe pay yar dekh

Sitaron k jaha or bhi hain


Sitaron k jaha or bhi hain
Abhi ishk k imtaha or bhi hain

To shahen he parwas he kam tera
Tery samny asmaa or bhi hain

Agar kho gya ik nasheman to kia gham
Maqamat ao o fgha or bhi hain

Isi roz o shab main ulaj kar na reh ja
K tery zaman o muska or bhi hain

Gye din k Tanha tha is anjuman main
Yaha ab mery raz daan or bhi hain


Jab Ishk sikhata he aadaab khud aagahi 


Jab Ishk sikhata he aadaab khud aagahi
wurdu.files.wordpress.com
Khilty hain gulamon par israr shnashahi

Atar ho Romi ho Razi ho Ghazali ho
Kuch hath nahi aata be aa shr gahi

Ae taer lhoti is rizq se mot achi
Jis rizk se aati ho parwaz main kotahi

Dar o skandar se wo mard faqeer ola
Ho jis ki faqiri me boy asd Ilahi

Aayn jawa marda haq goy wo be baqi
Allah K sheron ko aati nhi Robahi


peoples views on allama iqbal by Malik Jee
»»  read more

Sunday 4 May 2014

Allama Iqbal Famous ghazal nisha yahi he

Nisha Yahi He


Nisha Yhi he zamany main zinda qomon ka
K suba o sham badalti hain un ki taqdeerain

Kamal sdeeqo Murawat he zindagi un ki
Maf karti he fitrat bhi un ki tqseerain

Kalandrana adaain sikandrana jalaal
Ye Umatain hain Jaha me Barhana shmsherain

Khude se mard khud aagah ka jamal o jalal
K ye kitaab he baqi tamam tafseerain

Shikwa eid ka munkir nahi hon main lekin
Qabul haq hain faqat mard k takbeerain

Haqeem meri noaon raz kia jaany
Waray aqal hain ahle junu ki tadbeerain

»»  read more

Thursday 24 April 2014

Allama Iqbal, Allama Iqbal Poetry, Allama Iqbal Islamic Poetry

Allama Iqbal Islamic Poetry, Allama Iqbal Best Poetry

Allama Iqbal


Iqbal Tery Des Ka Kia Haal Sunaon


Iqbal Tery Des ka kia haal sunaon
Be baqi o haq koi gabrata he momin

Maqari o robahi pe itrata he momin
Jis rizk se parwaz me kotahi ka dar ho

Wo rizk bary shok se khata he momin
Kirdar ka guftar ka amal ka momin

Qayl nahi aesy kisi janjal Ka Momin
Sarhad ka he momin koi panjab ka momin

Dhondy se bhi milta nahi Quran Ka Momin
Iqbal tery des ka Kia Hall sunaon.





Noor-Jahan-sings-Kalam-e-Iqbal-Live-on-PTV-Har... by musabkalimawan
»»  read more

Allama Iqbal, Allama Iqbal Poetry, Allama Iqbal Pictures Poetry, Poetry by Allama Iqbal, Iqbal Poetry, Poetry Collection of Dr Allama Iqbal, Iqbal Poetry Collection,







Allama Iqbal, Allama Iqbal Poetry, Allama Iqbal Pictures Poetry, Poetry by Allama Iqbal, 
Iqbal Poetry, Poetry Collection of Dr Allama Iqbal, Iqbal Poetry Collection, 
»»  read more

Allama Iqbal, Allama Iqbal Poetry, Allama Iqbal Pictures Poetry, Urdu Poetry by Allama Iqbal, Iqbal Poetry,

Hamam o kabotar ka bhoka nahi main
K hay zindagi baaz ki zahidana
»»  read more

Tuesday 22 April 2014

Allama Iqbal Poetry

Allama Iqbal Poetry


Agar Lho he badan main na to khuf he na hiras
Agar laho he badan main na to dill he be waswas

Musalman ko Muslman kar diya


Musalman ko muslman kar diya toofan e maghrib ne
Talatum hye darya hi sy hai gohar ki serabi

Kh do Gham-e-Husain manany walon ko


Keh do ghame husain manany walon ko
Momin kabhi sheed ka matam nahi karty

»»  read more

Sunday 13 April 2014

Islamic Urdu Shayari

Parwany Ko Charaagh He Bulbul ko phool bas
Sadeeq K liye he khda ka rasool bas


Allama Iqbal
------------
Mery Ban Jao
------------


Hasi aati he mujhy hasrat Insaan par
Guna karta he khud lanat bhejta he Shetan par


Allama Iqbal
------------
Mery Ban Jao
------------


Sajdy To sab ne kiye tera Naya Andaaz He
Tu ne wo sajda kia jis par khuda ko naaz he



------------
Mery Ban Jao
------------


Masjed K samny tujhy Matam nahi qabool
Dety ne sar Husain to parhta namaz ko



------------
Mery Ban Jao
------------


Nigahe Ishk wo Masti Me wahi awal Whi aakhr
Whi quraan Wahi furqaan Wahi yasee whi Taha


-------------
Mery Ban Jao
-------------
»»  read more

Allama Iqbal Shayari

Zindagi Insaan Ki Ik Dam K siva kuch bhi nahi
Dam Hawa ki mojh he Ram K siwa kuch bhi nahi

             Gul tabasam kh rha thaa zindgaani ko magar
             Shama boli Garyae Gham K siwa kuch bhi nahi

Raaz Hasti raaz he jab tak koi mehroom na ho
Khil gya jis dam to mhrm k siwa khuch bhi nahi

            Zayreene Qaabaa Se Iqbaal Ye pochay Koie
            Kiya Harm ka Tohfa Zam Zam K siwa Kuch bhi nahi




Allama Iqbal Best Shayari
---------------
Mery Ban Jao
---------------



Dill Se jo baat nikalti he asar rahkti he
Par Nahi taqate parwaaz magar rakhti he

    Qdsi alasal he rfat py nazar rakhti he
        Khaq Se Uthti He Garoon Py Nazar rakhti he

Ishk tha fitna gro sarkash o chalak mara
Aasman chir gya nala be baak mara

    Peer grodon ne kha sun k khain he koi
    Boly siyaary sar arsh brain he Koii

Chand Khta tha Nahi ahle zamee koi
Khkashan khti thi posheeda khi koi

        Kuch jo samjha mery shikwy ko to rizwaan samjha
        Mujy janat se nikaala hoa insaan samjha


Allama Iqbal Best Shayari
---------------
Mery Ban Jao
---------------



Daryaa-e-Ishk Me Apna Maqaam peda kar
Naya zamana nay suba shaam peda kar

     khuda Agar dill fitrat shinaas de tujhko
     Sakot lala o gull se qalam peda kar

Uthana Sheesha Gar In Firang K ahsaas
Safaal hin se mina o jaam peda kar
                                     
         Me shakh taak hon meri ghazal he meraa samar
     Mery Samar se my lala Fam Peda Kar
   
Mara tareeq umri nhi faqeeri he    
khudi na beej ghreebi me naam paida kar
                                 



Allama Iqbal Best Shayari
---------------
Mery Ban Jao
---------------
»»  read more

Thursday 6 February 2014

Khuda to milta hai...


Khuda to milta hai, Insaan hi nahin milta,
Yeh cheez woh hai jo dekhi kahin kahin meine.!
»»  read more

Jin ke angan mein Ameeri ka shajar lagta hai...

Jin ke angan mein Ameeri ka shajar lagta hai,
Un ka her aaib bhi zamany ko hunar lagta hai.!

(Shajar:Tree)(Aaib:Weakness)
»»  read more

Wednesday 5 February 2014

Allama Iqbal, Urdu Poetry By Iqbal, Allama Iqbal Poetry, Urdu Poetry,


Ye Maal-o-Doulat-e-Dunya, Ye Rishta-o-Pewand
Butan-e-Weham-o-Guman, La Ilaha Illallah.
»»  read more

Saturday 1 February 2014

Ho Mera Kaam Garibon Ki Himayat Karna, Allama Iqbal Poetry, Iqbal Peotry,


Ho Mera Kaam Garibon Ki Himayat Karna
Dardmando Se Zaifon Se Mohabbat Karna.
»»  read more

Allama Iqbal Poetry from Bal e Jebril, Allama Iqbal, Allama Iqbal Poetry, Best Poetry of Allama Iqbal,


Tu Meri Raat Ko Mehtaab Se Mehroom Na Rakh
Tere Paimane Mein Hai Mah-e-Tamam Ae Saqi.
»»  read more

Bang e Dara, Allama Iqbal Poetry from Bang e Dara, Iqbal Peotry, Allama Iqbal,

 
Tujhe Woh Shakh Se Torain! Zahe Naseeb Tere
Tarapte Reh Gye Gulzar Mein Raqeeb Tere,
»»  read more

Allama Iqbal BEst Poetry, Allama Iqbal Urdu Best Poetry, Urdu Best Poetry Allama Iqbal,


Mumkin Hai Ke Tu Jis Ko Samajhta Hai Baharan
Auron Ki Nighahonmein Woh Mousam Ho Khazan Ka.
»»  read more

Best Of Allama Iqbal, Best Poetry of Allama Iqbal,


Nazar Aye Ga Issi Ko Ye Jahan-e-Dosh-o-Farda
Jise Aa Gyi Mayassar Meri Shoukhi-e-Nazara.
»»  read more

Allama Iqbal, Allama Iqbal Poetry, Iqbal Poetry,


Haan dikha de ae tasawwar phir woh subah o sham tu
dorh piche ki taraf ae ghardish e ayyam tu.
»»  read more

Friday 31 January 2014

Allama Iqbal Urdu Peotry, Allama Iqbal, Urdu Poetry By Allama Iqbal,


Raton Ko Chalne Wale Reh Jaen Thak Ke Jis Dam
Umeed Un Ki Mera Toota Huwa Diya Ho.
»»  read more

Iqbal Poetry, Allama Iqbal Poetry, Allama iqbal Heart Touching Poetry, Urdu Poetry By Allama Iqbal,


Khird-Mandon Se Kya Puchon Ke Meri Ibtida Kya Hai
Ke Main Iss Fikar Mein Rehta Hun, Meri Intiha Kya Hai

Khudi Ko Kar Buland Itna Ke Har Taqdeer Se Pehle
Khuda Bande Se Khud Puche, Bata Teri Raza Kya Hai.
»»  read more

Allama Iqbal Urdu Poetry, Allama Iqbal Poetry, Allama Iqbal, Iqbal Poetry,

Aaeen-e-Jawanmardan, Haq Goyi-o-Bebaki
Allah Ke Sheron Ko Ati Nahin Roobahi.
»»  read more