Thursday, 13 December 2012

Kuch khud bhi thy afsurda se

Kuch khud bhi thy afsurda se
Kuch tum bhi hum se rooth gye

Kuch Khud hi zakhm k aadi thy
Kuch sheeshy haath se choot gye

Kuch khud bhi thy hasaas boht
Kuch apny muqadar rooth gye

Kuch tum ko sach se nafrat thi
Kuch hum se na bolay jhoot gye

Kuch logon ne uksaya tumhain
Kuch apny muqadar phoot gye

Kuch khud itny mohtaat na thay
Kuch log bhi hum ko loot gye

Kuch talakh haqiqatain thi itni
Kuch khuaab hi saary toot gye


mery ban jao


Aisa nahi ke humko mohabbat nhi mili
Jise chahty the hmko wo ulfat nhi mili

Milny ko zndagi me kya hmsfar mile
Par unki tbiyat se tabiyat nie nhi mili

Chehro me dusro ke dhndty rhy
surat nhi milli Koi serat nhi mili

Boht dair se aya tu mere paas kya
kho?

Alfaaz dhndne ki bhi mohabat nhi mili
tujko gila rha k twaja na di tuje

lekn hamy khud apni mohabat nhi mile
Har shakhs zindgi me boht dair se mila

koi bhi chiz waqt-e-Zrorat nhi mili
Humko to teri adt achi lagi

Afsoos k tujhse meri adat nhi mili


mery ban jao


Boht khamosh reh kar jo sadain
Mujko deta tha

Bary sundar se jzbon ki wafaain
Mujko deta tha

Kabi jo dard ki aatish sulgane
Mujko lagti thi

Wo apni saans ki mehkti hawain
Mujko deta tha

Usy Me ajnabi samjha magar har
moor pr wo

Apny naam ki saari duaain
Mujko deta tha

mery ban jao

0 comments:

Post a Comment