Tuesday, 30 April 2013

(IQBAL) Iqbal's best shayari


Ghongi ho gai aaj kuch zabaan khty khty
Hichkicha gaya Me khud Ko Muslmaan Khty khty

Ye baat nhi k mujhy rab par yaqeen nahi
Ba dar gaya khud ko saheb-e-Eemaan Khty khty

Tofeeq na hoi Mujhy ik waqt ki namaz ki Chup howa Muwazn Azaan khty khty
Kisi qafir ne jo pucha k ye kia ye (Maheena)

Sharm se paani haath se gir gaya (Ramzaan)
Khty khty

Meri almaari me gard se ati kitaab ka jo pocha Me gir gaya zmee py Quraan Khty khty
Ye sun kar chup saad li ikbaal us ne Yon lagaa jessy RUK gya Wo mUjhy Hewaan Khty khty

(IQBAL) Iqbal's best shayari

Mery Ban Jao

Choti se zindagi he
Har bat main khush raho

Jo chehraa paas na ho
Uski aawaaz me khush raho

Koie ruthaa ho tumsee
Uske is andaaz main khush raho

Jo lout ke nahee any waly
Un lamhon ki yaad main khush raho

Kal kisne dekha hai
apny aj main khush raho

Khushiyon ka intazaar kisliye
Dusron ki muskan main khush raho

Ku tarapty ho har pal kisi ke saath ko
kabhi to apne aap main khush raho

Chhoti si to zindagi he
Har haal main khush raho

Mery Ban Jao


Parwaz he dono ki usi ik fiza me
Gir kis ka jaha or he shahen ka jaha or

Alfaz o mafi me tfawat nahi lekin
Mula ki aza or Mujahid ki aza or he

Mery Ban Jao

Jinhy me dhondta tha asmano me zameeno me
Wo nikly mery zulmat khana dill k maqeeno me

Haqeeqat apni aankhon par numayan jab hoi apni
Maqa nikla hmary khana dill k maqeeno me



Aagr koch aashna hota mzak jaba saai se
to snge aastan kaba ja milta jabeeno me

Kuch apna bhi nazara kia he to ne a majno
K Lela ki trha to khud bhi he mahmal nasheno me

Maheeny wasal k ghryon ki sorat urty jaty hain
magar ghryan judai k guzri hain mahino me

Mujhy Roky ga to ay na khuda kiya gharq hony se
K jin ko dhobna ho dhob jaty hain safeno main

Chupaya husan ko Apny qalem ulla se jis ne
Whi naz aafreen he jalwa pera naznino me

jala sakti he shama kashta k mojh nafs un ki
Ilahi kia chupa hota he ahle dill k seeno me

Tamana dard dill ki ho to khidmat kar faqeeron ki
Nhi milta ye gohar badshon k khazino me

Mery Ban Jao

0 comments:

Post a Comment