Tuesday 4 March 2014

Best Urdu Quotes

Admin Faisal

Ropaya Ikhlaqiyat nahi sikhata Ye sirf bhagna sikhata he sirf apny pechy or is race me shamil hony k bad insaan sary asool or zabty ak taraf rakh deta he

Mery ban Jao

Agar aap uthty bethty Logo ko parakhny lagy to aap ko itna waqt nhi mily ga k un se muhabat kar sakain

Mery Ban Jao

Rozana Logon ka is dunya se Rukhsat hoty rehna Zinda Rehny walon ke liye Boht bari Naseehat he

Mery Ban Jao

Bardasht Bozdili nahi balky zindagi ka ak ahm asool he jis dill me bardasht he wo kabhi bhi har nahi sakta

Mery Ban Jao

Hazor Pak SAW ne farmaya K tum me se koi sahakhs Us waqt tak Kamel Iman Wala nahi ho sakta Jab Tak K apny Musalman bhai k liye Wo pasand na kary jo wo apny liye karta he

Mery Ban Jao

Qadr Karni He to zindagi me kar Mayat uthaty waqt to nafrat karny waly bhi ro party hain

Hum har halat me samjhota kar lety hain Hum sirf insano se samjhota nhi karty

Mery Ban Jao

Rishty tab hi qayem hoty hain jab dill me hon

Mery Ban Jao

Zindagi k safar me agar Umeed k phool na ho to zindagi be mani se ho jay Umeed hi to zindagi k dukhon ki tareqi me chand ki manid roshan he...

Mery Ban Jao

Khamosh insan khamosh pani ki tarha gehry hoty hain Khamoshi khud aak raaz he or har saheb-e-israr khamosh rehna pasnd karta he khamoshi Dana ka zewar he or Ahmaq ka Brham

Mery Ban Jao

Agr tum pani me doob rhy ho or tumhain yaad aa jay k waqat Namaz he to Namaz Ki niyat kar lo

Mery Ban Jao

Its very Easy to say BUSY when someone needs YOU
But Its very painful to hear BUSY when YOU need someone!!!

Mery Ban Jao

0 comments:

Post a Comment