Wednesday, 2 April 2014

Husn walon ko kiya zarorat he sawarny ki Two Line Poetry

Fna Ishk Ki manzil Magar Tabinda
Dard-e-Ji se hoy kai danishmand paida


Mery Ban Jao


Teri Khamosh aankhon ki ghrai me kho jana chahta hon
Ik niga freeb hi de mujhy me amar hona chahta hon


Mery Ban Jao[


Husn walon ko kiya zarorat he sawarny ki
wo to sadgi me bhi qyamat ki ada rakhty hain


Mery Ban Jao


Husan se takmeel Ishk Ishk Se takmeel husan
Ik kami tery baghair ik kami mery baghair


Mery Ban Jao


Meri Muhabatain bhi ajeeb then mera faiz bhi tha kamal par
kabhi sabkuch mila bna talab kabhi kuch na mila sawal par


Mery Ban Jao


Pocha jo un se chand nikalta he kis tarha
zulfon ko rukh pe dal k jhatka diya k yon


Mery Ban Jao



Jis ki poja ko muhabat kehta he aaj ka falsafa
Yhi dor hazar ki muhabat he to me jahel hi acha


Mery Ban Jao


0 comments:

Post a Comment