Showing posts with label 2013 poetry collection. Show all posts
Showing posts with label 2013 poetry collection. Show all posts

Thursday 3 April 2014

Best two line Poetry

Collection of best 2 two line urdu Poetry for Broken Hearts
I hope You Will Like my collection of best urdu Poetry



Wo mujh se bichr kar kab tak nhi roya
Koi to hamdard he jo usy rony nahi deta


Mery Ban Jao


Itni shidat Aansuon me pehly kabhi naa thi
Dekha Apny Naseeb ko to sare aam ro diye


Mery Ban Jao


Jo Bhi manga wohi manga jo muqadar me na tha
Apni har aaik tamana se shikayat he mujhy


Mery Ban Jao


Badal jaaty hain


Na muhabat na dosti hamay kuch raas nahi
Sub badal jaty hain Hmary dill me jaga banany k bad


Mery Ban Jao


Ghame zindagi ghame do jaha Ghame jawedaa
Meri Har nazar teri muntazir teri har nazar mera imtaha
»»  read more

Tuesday 7 May 2013

Nahi tha zor uski sitam nawaziyon ka







Ye bhiga mosam Barasty hoy
Hamari aankhon ko bhi Barsa gaya

Or Is Bhigy mosam me ko bhula
bhatka Achanak yaad aa gya

Mery Ban Jao

Nahi tha zor uski sitam nawaziyon ka
Magar mujhe bhi hosle mery khuda se mile

Meri Amma khu khti hai bar bar mujhse
Wo muhabat hi kia jo iltijaa se mile

Mery Ban Jao

Mujhy tum se shikaayat he
K tum umar bhar mujhko

Khabar ye bhi na hony di
Tumhain mujh se muhabat thi

Mery Ban Jao

Tumhain rusva karun aisa tu hargiz ho nahi sakta
Tuhari yaad hi dill ko boht be chain rakht hy

Tumhain pany ki aik mohum si umeed rehti hy
Mai apni sargazishton se tumhain agah kar betha

Mery Ban Jao

Udaas nahi hona kyonki my saath hu
Saamne na sahi par aas paas hon

Palko ko band karo jab bhi dill me dekhoge
Main har pall tumhary sath sath hon

Mery Ban Jao





»»  read more

Bhrosa bhi zarori hai magar subka nahi karna






Wafa ruswa nahi karna suno aesa nahi karna
Main pehly he akela hon Mujhy tanha nahi karna

Judai bhe jo aa jaay tu dill chota nahi karna
Boht masroof ho jaana mujhy socha nahi karna

Bhrosa bhi zarori hai magar subka nahi karna
Muqadar phir muqadar he kabhi daawa nahi karna

Jo lkha he whi hoga  kabhi shikwa nahi karna
Meri taqmeel tum se he mujhy aadha nahi karna

Haqeeqat he milan apna isy sapna nahi karna
Humy tum yaad rehty humay tum bhola nahi karna

Mery Ban Jao

Hum tery bin ab reh nahi sakty tery bina kia wajood mera
Tujhse juda gar ho jaayenge to khud se hi ho jayn ge judaa

Kunke tum hi ho ab tum hi ho
Chain bhi mera dard bhi mera Meri aashki ab tum hi ho

Mery Ban Jao

Tery hathon ki karamat ki to kiya baat hai ay MAA
Mujhe to tery qadmoon ki matti bhi shifa deti hay.





»»  read more

Mujhe hukam hua kuch or mang us ke siva





Best Urdu Poetry Collection

Mujhe hukam hua kuch or mang us ke siva

Mai Dast-e-Dua se uth gya k dua kuch bhi nahi usky siva

Mery Ban Jao

Kar dijiye maaf agar ho gayi ho koi khata

Is Kadar meri chahat ka imtahan na lijiye

Kyn ho khafa ye bayan to kijiye

Kar dijiye maaf Agar ho gayi koi khata

Yun yaad na karke saza to na dijye

Mery Ban Jao

Aaj wo lamhy yaad aagaye jab hum khush rehty thy

Aaj usi hum rahi ny rula diya jo humain  hasatey they

Mery Ban Jao

Aaj meny talash kiya us ko apny aap me

Wo mujhy har jaga mila ik meri taqdeer k siwa

Mery Ban Jao

Zindagi me kisi ka sath kafi hai

Hatho me kisi ka hath kafi he

Dur ho ya paas fark nahi parta

Pyar ka to bas ehsas hi kaafi he

Mery Ban Jao

Tanhaiyon me muskurana ishk he

Ek baat ko sub se chupana ishk he

Yon to need nahi aati raat bhar

Magar soty soty jaagna or jaagty jaagty sona ishk he

Mery Ban Jao

Zarori to nahi jo khushi de usi se pyaar ho

Sachi muhabat to aksar dill torny waly se hi hoti he

Mery Ban Jao



»»  read more

Yadain aksar hoti hain satany k lye




Yadain aksar hoti hain satany k lye

Koi roth jata he phir man jany k liye

Rishty nibhana koi mushkel to nahi

Bas dilon me pyaar chahiye use nibhane ke liye

Mery Ban jao

Teri zulfon se judaai to nahi mangi thi
Qaid maangi thi rihaai to nahi mangi thi

Meny kya jurm kia aap khafa ho bethy
Pyaar manga tha khudaai to nahi mangi thi

Mera haq tha teri ankhon ki chalakti me Par
Cheez apni thi parayi to nahi maangi thi

Chahnewalon ko kabhi tony sitam bhi na diya
Teri mehfil main ruswaai to nahi maangi thi

Dusmani ki thi agar wo bhi nibhata zalim
teri hasrat me bhalai to nahi mangi thi

Mery Ban Jao

Ishq to baazi hai taash ki
Toot te banty vishwaas ki

Mery Ban Jao

Dheery dheery Door hoty gaye
Waqat ke aagy majbor hoty gaye

Shak ma humny aesi chot khai
Hum bewafa or wo bekasoor hoty gaye

Mery Ban Jao

Me kisi ko kia ilzaam don apni mot ka sahil
Yaha to staany waly bhi apny thy dafnaany waly bhi apny

Mery Ban Jao

Zuba khamosh dill gumsum magar ye aankh nam kyon hai
Jo apny hi na ho sake unhain khoneka kya gham hai

Mery Ban Jao


»»  read more

Juda ho kar bhi dono jee rahe hain aaik mudaat se



Chupa raha hai kisi karb ko kisi gham ko

Jo hans raha hai musalsal wo shaks jhoota he

Mery Ban Jao

Juda ho kar bhi dono jee rahe hain aaik mudaat se

Kabhi dono hi kehty thy k aisa ho nahi sakta

Mery Ban Jao

Kitne masoom khuahish he mery dil ki

Chahta hai ke muhabat bhi kare or khush bhi rahy

Mery Ban Jao

Tum mujhy bhool bhi jaao to yeh haq hai tumko

Meri baat or hai maine to muhabat ki hai

Mery Ban Jao

Jhuki palko se uska didaar kiya

Sab kuch bhula kar uska intizaar kia

Wo jan hi nahi paay jazbaat mere

jise dunya me mene sabse zyada pyaar kia

Mery Ban Jao

Wo shakhas mujhi ko jeet ke haara hai or bas itna hi zindagi ka khasara hai or bas

Kaise kahoon k us ka iraada badal gaya
sach to yehi hai us ne pukara hai or bas

dunya ko ismy dard ki shidat kaha mily
aankhon se toota taara hai or bas

lafzoon main dard hijar ko mehsoos kar ke dekh
Kehne ko main ne waqat guzaara he or bas

Ab in main koi khuwab sajaany nahi mujhe
aankhon kointezar tumhara he or bas

main ne kaha ke khuaab main dekhi hain baarishain

Us ne kaha k ak ishaara hai our bas

Mery Ban Jao

»»  read more

Tum bewafa ho kar bhi kitny achay lagty ho


Hrf-e-Tsalli to sirf aaik takaluf hay
Jiska dard usi ka dard
Baaqi sab tamasha hain

Mery Ban Jao

Aaftain jaise intizar main thein
Tery jaty hi sub ne ghair liye

Mery Ban Jao

Ik rat ka aalam or hum pe aalam-e-Tanhaai
Hum ko to le dobe ga Tera behad yaad aana

Mery Ban Jao

Tum bewafa ho kar bhi kitny achay lagty ho
Kuda jaany tum main wafa hoti to kya hota

Mery Ban Jao
Har gham ko khushi me badlti he dosti
Har ansu ko hasi my badalti hai dosti

Kuch log samajh nahi paty ke
Andheri raat ka diya hai dosti

Mery Ban Jao

Kasy tumny kareeb se rakeeb nana diya
Kuch harf jaga badl lety hain waqt aany say pehlay

Mery Ban Jao

Judaai par hi kaym hai nizaam-e-Zindagani bhi
Bichar jata hai sahil se galy mill mill ke paani bhi
»»  read more

Sunday 5 May 2013

Bas ek khayaal is dosti ka he


Sath chalny me jo maza hota
wo humain bhi kabhi mila hota

yeh hi hasrat rahi hamari faqat
sath apny koi chala hota

Mery Ban Jao

Ab agar aao to jaany k liye mat aana
sirf ahsan jatany k liye mat aana

Maine palkoon pe tamannaain sajaa rakhi hain Dill par umeed ki sou rasmain jala rakhi hain

Ye haseen shamain bhujany k liye mat aana
Pyaar ki aag me zangeer pigal sakti he

Chahne walon ki takdeer badal sakti he
Hn be bas ye batany k liye mat aana

Mujhko milney ki agar nahi he tumko chahat Koi

Tum sirf Rasmain nibhany ke liye mat aana.

Mery Ban Jao

Bas ek khayaal is dosti ka he
Warna boht gila teri berukhi ka tha

Mujhko laga me bhi teri zindagi me hon
par ye to koi dhoka meri sadgi ka tha

Mery Ban Jao
»»  read more

Tuesday 1 January 2013

2013 poetry collection

Hi dosto Happy New Year umeed he twenty 12 apka acha guzra hoga umeed he apny kafi kuch hasil kia hoga and hmari to bus yhi dua he k sub log pyaar muhabat se khushi se zindagi guzarain or Har gham ko bhula ke jiyan.

Kuch Ghazlain Jaty hoy 2012 ke naam bye bye 2012

Na wo din rhy na wo mehfalain na wo jaan se aziz log
waqat cheen ke le gya mujse mery apny kha se kha

Mery ban jao

Wo khta tha Qabuliyat ka ak waqt hota he
Heraan hu me usy kis paal nhi manga

Mery ban jao

Na jany dekh ke unko ye Q hoa ahsaas
Ke mery dill py unhain ikhtiyar aj bhi he

Mery ban jao

Jiski talash he usko pta hi nhi
hmari chahat ko usne smjha hi nhi
hm pochty rhy ki kya tumhe humse pyar he
wo khte rhe k unhain pta nhi

Mery ban jao
 
Kaisy kahn k apna bna lo muje
bahon me apni sma lo muje
 
Bin tumhare aik pal bhi kat ta nahi
tum aa ker muji se chura lo mujy
 
Meri sab se geri khuhish ho pori
tum agar pass apny bula lo mujhy
 
ye kaisa nasha hai jo behka rha he
tumhara hn me to sambhalo muje
 
Najany phir kaisay guzry gi zindagani
agr apny dill se kabhi nikalo muje
 
Mery ban jao
 
Jany Q wo sanson ki dor totne nhi deta
bas qadam or chalny kewaste dekar mujhe rokny nhi deta
 
bat khta he wo muj se hans hans kar ji leny ki
ajeeb shakhs he muj ko cfhain se rony nahi deta
 
mujh se kehta he main to mar jao ga tmhary bina
main zinda hon ab tak wo mujhy marny nhi deta

Mery ban jao


»»  read more