Showing posts with label Udaas Poetry Broken heart. Show all posts
Showing posts with label Udaas Poetry Broken heart. Show all posts

Saturday 12 April 2014

Kehti he dunya kab tak jiyo ge mar ku nahi jaaty

Ishk ki rah me sath sath chly thy dono
Hum to barbaad hoye aap kha tak pohnchy


Mery Ban Jao

Na Meri Dua ne Safar kiya na mere aansu ne asar kiya
Thak gya main tujhy mag mag ke mery hath bhi mery hont bhi


Mery Ban Jao


Ku shakh pe bethy ho ur ku nahi jaty
Ae wada faramosh sudhar q nahi jaaty

Kab Se bethy ho mery ghar ki chokhat py
Kis nagri se aay ho ghar ku nahi jaty

Me to gham-e-tanhai me hon khamosh betha
Ae badlo garjty q ho baras ku nhi jaty

Ab to ye aalam he devangi me ae dost
Kehti he dunya kab tak jiyo ge mar ku nahi jaaty


Mery Ban Jao


»»  read more

Friday 14 February 2014

Wo, hamsafar, tha, magar, us, se, hmnawai, na, thi,

Wo hamsafar tha magar us se hmnawai na thi
K dhoop chaon ka aalam raha judaai na thi

Adawatain theen taghafil tha ranjashain theen magar bicharny waly me subkuch tha bewafai na thi

Bicharty waqat un ki aankhon me thi hamari ghazal

Ghazal bhi wo jo kisi ko kabhi sunai na the

Mery Ban Jao

Sapurd-e-Khak kar dala kisi k aankhon ki masti ne

Hazaron saal jee lety jo kisi se piyar na karty

Mery Ban Jao

Wo yaad kary ga jis din meri muhabat ko
wo roy ga phir se mera hony k liye

Mery Ban Jao

Waha tak sath chalty hain jaha tak saath mumkin he jaha halaat badlain ge waha tum bhi badal jana

Mery Ban Jao

Haseen aankhon ko parhny ka abhi tak shok he mujhko

Muhabat me ujar kar bhi meri aadat nahi gai

Mery Ban Jao

»»  read more

Tuesday 11 February 2014

Tum bhi kar k dekh lo muhabat kisi se

Tum bhi kar k dekh lo muhabat kisi se
Jaan lo gy k hum muskurana ku nahi bhul gye

Mery Ban Jao

Chala gya wo magar usy kia khabar us k liye
Kisi ki aankhain Kitni dair tak shabnami si rahi

Mery Ban jao

Aandiyan mery taaqab me chali aati hain
Me ne basti me jo ik shama jala rakhi he

Mery Ban Jao

Ye sari umar kisi aashftgi me raygaan kar di
Usi ko yad rakha he jisy dill se bhulana tha

Mery Ban Jao

Nafraton Ki dunya me piyar na kar
Ruh fana ho jati he lekin wafa nahi milti

Mery Ban Jao

Tery Qareeb reh k bhi dill mutmain na tha
Guzri HE mujh Py ye bhi qayamat kabhi kabi
»»  read more

Sunday 31 March 2013

Mujhy galy se laga lo boht udaas hon me


Koi waqt purana yaad aaya koi door suhaana yaad aaya
Or chaak se diwaaron par kuch likh kar jaana yaad aaya

Tera milna neem ki chaaon me or sar rak dena kaandy par
mera ye khna koi dekh na ly teri wo gabrana yaad aaya

kabhi aesa bhi hota tha k me tuj ko chorny jaata tha
jab waapas aany lagta tha tera haath hilaana yaad aaya

wo waqt gya lamhy beety ab har jaaneb tanhaai he
ab ak he manzar aankhon me tera chor k jaana yaad aaya

Mery ban jao

Mujhy galy se laga lo boht udaas hon me
Gham-e-Jaha se chura lo bht udaas hon me

ye intazaar ka dukh ab sha nhi jaata
tarap rahi he muhabat rha nhi jaata
Tum apny paas bula lo rha nhi jaata

Har aak sans me milny ki piyaas palti he
sulag rha he badan or roh jalty he
bacha sako to bacha lo boht udaas hon me

Batak chuka hon boht zindagi ki rahon me
mujhy ab aaky chupaa lo apni bahon me
mera sawaal na talo boht udaas hon me

Mery Ban Jao
»»  read more