Friday 4 April 2014

Aal Raza Poetry

Aal Raza Poetry

Allah Nazar Koi thikana nahi aata
Aany ko chaly aaty hain Jana nahi aata


Kh doon to mzy par ye fasana nahi aata
Thron to palat kar ye zamana nahi aata


Yon roz hoa karty thy besakhta chakar
Aab aaj bulaya he to jaana nahi aata


Tadbeer si tadbeer duaon si duaain
Sab aata he taqdeer banana nahi aata


Mery Ban Jao


Hamain un ki taraf se mana liya dill ko
Wo karty azar to ye or bhi garan hota


Samajh to ye k na samjhy khud apna rang junu
Mizaj ye k zamana mizaj daa hota


Bhari bhar k din hain khayaal aa hi gya
Ujar Na jaata to pholon me aashna hota


Dimagh arsh py he tery dard ki thokar se
Naseeb hota jo sajda to me kha hota


Mery Ban Jao



0 comments:

Post a Comment