Showing posts with label 2013 poetry collection Urdu Poetry. Show all posts
Showing posts with label 2013 poetry collection Urdu Poetry. Show all posts

Saturday 22 March 2014

Ye na thi hmari qismat k wisaal-e-Yaar hota

Ye na thi hmari qismat k wisaal-e-Yaar hota
Agar or jeety rhty yahi intazar hota

tery wady py jiye to ye jaan jhot jaana
K khushi Se mar na jaaty Agar aetbar hota

Teri nazki se jaana k bandha tha ahd boda
Kabhito na tor sakta agar istawar hota

Koi mery dil se pochy tery nemkash ko
ye khlsh kha se hoti jo jigar k paar hota

Ye kaha ki dosti he k bany hain dost nasy
Koi chara saaz hota koi gham kasaar hota

Rage sang se tabakta wo laho k phir na thamta
Jesy gham smajh rahy ho ye agar shrar hota

Gham agarche jaa gasal he py kaha bachain k dill he
Gham-e-Ishk gar na hota gham rosgaar hota

kho kis se me k kia he Shab-e-Gham buri bala he
Mujhy kia bura tha marna Agar Aik bar hota

hOwy mar ke ham jo ruswa hoy q na gark-e-Darya
Na kabhi janaza uthta na kahi mazar hota

Usy Kon dekh sakta K yagana he wo yaqta
Jo doi ki bo bhi hoti to khi do char hota

Ye masayel-e-Tsawaf ye tera Biyan GHALEB
Tujy Hum wali samjhty jo na bada khuar hota

Mery Ban Jao



Google          Facebook         Twitter         Yahoo           bing          
»»  read more

Tuesday 11 February 2014

Ishk ki nagri me Mafi Nahi Kisi ko bhi

Ishk ki nagri me Mafi Nahi Kisi ko bhi
Ishk Umar Nahi dekhta bas ujaar deta he

Mery Ban Jao

Allah k khof se girny wala ak aanso beshak chota ku na ho
Is me itni taqat hoti he k wo samandar k barabar gunah mita deta he.

Mery Ban Jao

Bewafa Waqt tha tum thy ya muqadar mera?
Baat itni he k anjaam judai nikla

Mery Ban Jao

bana lo usy apna jo tumhain dill se chahta ho
Khuda ki Qasm bari mushkel se mila karty hain ye chahny waly

Mery Ban Jao
»»  read more

Saturday 11 May 2013

Qismat ki laqeeron pe aetabar karna chor diya




Qismat ki laqeeron pe aetabar karna chor diya

Jab Insan Badal Sakte hain To ye Lakerain Q nahi

Mery Ban Jao

Ishk ke nashy me dooby to ye jaana Hum ne Faraz

Ke dor me tanhai nahi hoti tanhai me dor hota he

Mery Ban Jao

Kash me teri aankhon me pani ban jaon

FARAZ

Or Tu kabhi na roy mujhe khoney k dar se

Mery Ban Jao

Mery bas me hota to rakh leta tujhy apny dill me chupa kar

K Tujhy sab dekhty hain Or Mujh se ye dekha nahi jaata

Mery Ban Jao


»»  read more