Showing posts with label Dill Broken Heart Poetry. Show all posts
Showing posts with label Dill Broken Heart Poetry. Show all posts

Wednesday, 9 April 2014

Romantic Poetry

Best Romantic poetry Collection by merybanjao.blogspot.com Must read best poetry for broken hearts


Kash Koi is trha bhi waqif ho meri zindagi se
K me barish me bhi roun to mery aanso parh le


---------------------------------------------
MERY BAN JAO
---------------------------------------------


Mujhy logon ki lambi qataron se nahi Matlab
Agar tum dill se mery ho to bas ik tum hi kafi ho



---------------------------------------------
MERY BAN JAO
---------------------------------------------


Yon hi rakhty rhy bachpan se dill saaf apna
Pata nhi tha k qeemat to chron ki hoti he dill ki nahi



---------------------------------------------
MERY BAN JAO
---------------------------------------------


Waqat Yaqsan nhi rehta kabhi Sun Ly Ae dost
kabhi khud hi ro party hain oron ko rulany waly



---------------------------------------------
MERY BAN JAO
---------------------------------------------


Sab hi tareef karty he meri tehreeron ki
Kabhi koi nahi sunta mery lafzoon ki siskiyan



---------------------------------------------
MERY BAN JAO
---------------------------------------------


Tum bin nahi he koi bhi hamaraa
Is baat ka fayda uthaty ho tum



---------------------------------------------
MERY BAN JAO
---------------------------------------------


Wo is andaaz ki mujh se muhabat chahta he
Mery har khuab par apni haqoomat chahta he



---------------------------------------------
MERY BAN JAO
---------------------------------------------


Khulta Kisi pay q mery dill ka mamla
Sheron k intakhab ne ruswa kia mujhy



---------------------------------------------
MERY BAN JAO
---------------------------------------------


Har Gari Achi Aas rakha kar
Achi yaadon ko pas rakha kar


dill mera dhoob dhoob jata he
Yon na aankhain udaas rakha kar

Dill mera dhoob dhoob jata he
Yon na ankhain udaas rakha kar



---------------------------------------------
MERY BAN JAO
---------------------------------------------

»»  read more

Monday, 7 April 2014

love urdu poetry

Hi dear agar aap love poetry ki talash me hain to aap ki talash
yaha khatam hoti he vist our site and read a huge collection of
best love urdu poetry thanks.


Mat kaho mujhy izhar-e-Muhabat zaba se bya karny ko
Suna he zamany se k hoty hain kaan diwaron k bhi


Hony do ye qisa bya aankhon se Shar
K ye kar deti he har bat khamoshi me bhi


Urdu love poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------


Jaty jaty wo mujh ko apni nishani de gya
Umar bhr dhraon ga esi khani de gya

Is se me kuch paa sakon esi kaha umeed thi
gham bhi wo shayed baray mehrbani de gya

sab haway ly gya mery samandar ki koi
Or mujh ko ak karty badabani de gya

Khair me piyasa raha par us ne itna to kia
Meri palko k qataron ko pani de gya


Urdu love poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------


Agar rasta khubsurat hr to maloom karo k kis manzil
ko jata he
Lekin ager manzil khubsurat he to rasty ki parwa mat karo



Urdu love poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------


Mery rag wo pe me sama gya wo shakhs
meri zindagi me cha gya wo shakhs

mery dill se dill mila gya wo shakhs
mujhy khush naseeb bna gya wo shakhs

Mujhy de gya har khushi
meri aankhon se neend chura gya wo shakhs

Jany Kia baat thi us me aesi
Mujhy Muhabat karna sikha gya wo shakhs


Urdu love poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------


Tumhari aakh se dill tak safar karna he bas hum ko
Ye kitni khubsurat manzilon ka rasta hoga


Urdu love poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------


Dekh zindagi is tarha na rula mujh ko
Hum khafa hoy to chor jay ge tumhain


Urdu love poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------


Kisi ke sath na ho aesa hadsa ya rab
K kisi k piyar ko kisi or se piyar ho jay


Urdu love poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------


Tujh se lafzon ka nahi roh ka rishta he mera
Tu meri sanson me tehleel he khushbo ki tarha


Urdu love poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------


Ham ne dekhi hain un aaknho ki mehkti khusbo
Hath se chu kar usy rishton ka ilzam na do

Sirf ahsaas he Usy roh se mehsoos karo
Piyar ko piyar hi rehny do koi naam na do

Piyar koi bol nahi piyar koi aawaz nahi
Ik khushbo he k sanson me rachi rehti he

Na ye rukti he na chalti he
na thrti he kahi

Nor ki bond he sadiyan se bha karti he
sirf ahsaas he is roh se mehsoos karo

Piyar ko piyar hi rehny do koi or nam na do
piyar ko piyar hi rehny do koi or nam na do


Urdu love poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------


Teri aankhon me me ne jo aqs dekha he
Mery Chry ko ki or aayna acha nhi lagta


Urdu love poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------


Aaj bari dair tak wo mujhy dekhta rha mohsin
Na jany q laga k wo mujhy chor jay ga


Urdu love poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------


Wo ask ban kar meri chashmy tar me rehta he
Ajeeb shakhs he pani k ghar me rehta he


Urdu love poetry
-----------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------




Hi dear friend If you want more poetry feel free to search on our
site and enjoy lots of poetry and much more.....
»»  read more

Wednesday, 2 April 2014

Jab Muhabat hi nahi darmiya

Bas yhi aadat us ki mujhy boht achi lagti hai
Udas kar k mujhy khud bhi wo khush nahi rehti


Mery Ban Jao


Or zamanat wafa ki kiya hogi
Tum meri Sans girwi rakh lo


Mery Ban Jao


Mujhy bhi aainy jesa kamal hasil he
Me tot ta hon to phir beshumar hota hon


Mery Ban Jao


Tumhari thi shrarat mehndi se hatheli py nam likhna
Or mujhy ruswa kar diya tum ne yonhi khelty khelty


Mery Ban Jao


Ulja rahi he mujhko Yhi kashmaqas Musalsal Mohsin

Wo aa basa he mujh me ya main us main kho gya hon


Mery Ban Jao


Jab Muhabat hi nahi Darmiyan
wo Rothain kia Hum manay kia


Mery Ban Jao

»»  read more

Tuesday, 25 March 2014

Me tabah hon tery Piyar Me tujhy Dosron Ka khyal he

Naz He takte guftar pa insano ko
Baat karny ka sleka nhi nadono ko


Mery Ban Jao

Me taba hon tery piyar me tujhy dosron ka khayal he
kuch Mery Masly par Ghor kar Meri Zindagi ka sawal he

Mery Ban Jao

Inteha ho gyi intezar ki
Ayi na kuch khabar mery yar ki

Yeh Hamaain he yaqeen bewafa wo nhi phir wajh
kya he intezar ki?????


Mery Ban Jao

Kanch jesy Hoty Hain hum jesy tanha logon k dill
Kabhi Toot Jaty hain kabhi tor diye jaty hain

Mery Ban Jao



Google          Facebook         Twitter         Yahoo           bing          
»»  read more

Tuesday, 11 February 2014

Kahani bataon tumhain udaas logo ki

Kahani bataon tumhain udaas logo ki

Kabhi Ghor karna ye hansty boht hain

Mery Ban Jao

Palkain bhigony lagta he Ab bhi tera khayal

Yadon k sher se tera mosam nahi gya

Mery Ban Jao

Yar se jab tak na hoa milna jabhi tak khair he

Shama se parwana lipta or jal kar reh gya

Mery Ban Jao

Gaye lamhon me dua karny chala jata hon

Mery Mazi me he mdfon muhabat us ki
»»  read more

Ishk ki nagri me Mafi Nahi Kisi ko bhi

Ishk ki nagri me Mafi Nahi Kisi ko bhi
Ishk Umar Nahi dekhta bas ujaar deta he

Mery Ban Jao

Allah k khof se girny wala ak aanso beshak chota ku na ho
Is me itni taqat hoti he k wo samandar k barabar gunah mita deta he.

Mery Ban Jao

Bewafa Waqt tha tum thy ya muqadar mera?
Baat itni he k anjaam judai nikla

Mery Ban Jao

bana lo usy apna jo tumhain dill se chahta ho
Khuda ki Qasm bari mushkel se mila karty hain ye chahny waly

Mery Ban Jao
»»  read more

Sunday, 31 March 2013

Na ham rahy dill lagany k qabel


Na ham rahy dill lagany k qabel

na dill raha gham uthany k qabel

teri yadon ne diye itny zakham

chora na muskurany k qabel

Mery Ban Jao

Qurbat bhi nahi dill se utar bhi nahi jaata

wo shakhs koi fasla kar bhi nahi jaata

aankhain hain k khali nhi rehti laho se

or zakham judaai he k bhar bhi nahi jaata

wo raahat he magar is darbadri me

aesa he k ab dehaan udhr bhi nahi jaata

ham dohari aziyat k giraftaar musaafr

Paaon bhi hain shall
shok safar bhi nahi jaata

dill ko teri chahat pe bharosa bhi bohat he

or tuj se bichrny ka dar bhi nahi jaata

pagal hoy jata hon faraz us se milny ko

itny se khushi se koi mar bhi nahi jaata

Mery Ban Jao

Azabon se nikalna chahta hon

Me sara such ugalna chahta hon

samy ki dor kat ti ja rhi he

Me thora taiz chalna chahta hon

Na aay khuahison ki gird muj par

hawa ka rukh bdalna chahta hon

kai din se ye khud sar ho gai he

ana ka sar kuchalna chahta hon

Kati he girty party umar khaled

me ab thora sambhalna chahta hon
»»  read more