Showing posts with label Mohabat Poetry Dukh. Show all posts
Showing posts with label Mohabat Poetry Dukh. Show all posts

Wednesday, 2 April 2014

Najaany Phir bhi teri zarorat kam nhi hoti two line urdu poetry

Bin tumhary kabhi nhi aai
Kia meri Neend Bhi Tumhari He


Mery ban Jao


hamari Bekhudi ka haal wo pochy agar
To kehna hosh bas itna he k tumko yad karty hain


Mery Ban Jao


Tanhai ne das liya tha zaid
Jab tum na the



Mery Ban Jao


Izhar-e-Tamana Hi toheen-e-Tamana he
Tum khud hi samjh jaao me naam nhi longi


Mery Ban Jao



Boht kuch Tujh se barh kar bhi muyasar tha
Najaany Phir bhi teri zarorat kam nhi hoti
»»  read more

Saturday, 8 February 2014

Muhabat kar k dekhi he muhabat saaf dhoka he

Muhabat kar k dekhi he muhabat saaf dhoka he

Ye Sab kehny ki baatain hain phir kon kisi ka hota he??

Mery Ban Jao

Koi thukra de chahat ko to has kar seh lena
Muhabat ki tabiyat me zabardasti nahi hoti

Mery Ban Jao

Bari Ajeeb he nadaan dill ki khuahish ya Rab
Amal kuch bhi nahi he Or dill talabgar he janat ka

Mery Ban Jao

Dill dukhaya kar Ijazat he
Bhul jaany ki bat Mat karna
»»  read more

Friday, 5 April 2013

Ager mujh se muhabat he



Ager mujh se muhabat he
Mujy sab apny gham de do

In Aankhon ka har ik aanso mujhy mery Qasam de do
Ager mujh se muhabat he

Tuhary Gham ko apna Gham bna lon to Qaraar aaye
Tumhara dard Apny Seeny me chupa lon to qaraar aaye

Wo har shay jo tumhan dukh de
Mujhy mery sanam de do

Agar mujh se muhabat he
Sharek-e-Zindagi ko Q sharek-e-Gham Nahi karty

Dukhon ko baant kar ku in dukhon ko kam nhi karty
tarap is dill ki thori Si mujhy Mery sanam de do

Agar Mujh se muhabat he
In aankhon me na ab mujhko kabhi aanso nazar aay

sada hasti rhy aankhain
sada ye hont muskaay

Mujhy apni sabhi aahain sabhi dardo alam de do
Agar mujh se muhaabat he

Mujy sab apny gham de do
In Aankhon ka har ik aanso mujhy mery Qasam de do

Agar Mujh Se Muhaabat he
Agar Mujh Se Muhaabat he
Agar Mujh Se Muhaabat he


»»  read more