Showing posts with label Sad poetry of Mery Ban jao. Show all posts
Showing posts with label Sad poetry of Mery Ban jao. Show all posts

Wednesday, 2 April 2014

Najaany Phir bhi teri zarorat kam nhi hoti two line urdu poetry

Bin tumhary kabhi nhi aai
Kia meri Neend Bhi Tumhari He


Mery ban Jao


hamari Bekhudi ka haal wo pochy agar
To kehna hosh bas itna he k tumko yad karty hain


Mery Ban Jao


Tanhai ne das liya tha zaid
Jab tum na the



Mery Ban Jao


Izhar-e-Tamana Hi toheen-e-Tamana he
Tum khud hi samjh jaao me naam nhi longi


Mery Ban Jao



Boht kuch Tujh se barh kar bhi muyasar tha
Najaany Phir bhi teri zarorat kam nhi hoti
»»  read more

Sunday, 25 November 2012

Dilon ke tarazoo me toolo to faqeer hain ham (Mery ban jao)

Har janam me Rab se manga tuje
Na milo to baat or he

Tara ban k bhi dikhty rhy ge
Toot gya to bat or he

(Mery-ban-jao)

Ham ne apni udaasi ka is tarha bharam rakha
Rabty kam kar diye or magroor khlany lagy

(Mery-ban-jao)

Mitti ka jisam le k pani ke ghar me hn
Manzil he mot meri or me safar me hn

Ho ga Qatal mera Ye maaloom he lekn Khabar nhi
Me kisi Qatel ki nazar me hn

(Mery-ban-jao)

Dilon ke trazoo me toolo to faqeer hain ham
Mager lafzo me hm se nawab nhi koi
»»  read more