Showing posts with label Mohabbat. Show all posts
Showing posts with label Mohabbat. Show all posts

Tuesday, 4 March 2014

Two Lines Urdu Poetry Collection 2 lines Urdu Poetry

Welcome to a huge Collection of 2 lines urdu poetry I hope You like it.

Dekhta hon k koi parsaan nahi gareebon ko

Sochta hon mujhy jeeny ka haq he bhi k nahi

Mery Ban Jao

Meny Ilaj-e-Ishk jo pocha tabeeb se

Dhemy lehjy me bola Subha Doper Sham Zehr piya karo

Mery Ban Jao

Manzalaon is tarha satao hamain k tum ko pany ki justaju na rhy

Mery Ban Jao

Uth kar to aa gye hain teri bazm se magar

Kuch dill hi janta he kis dill se aay hain

Mery Ban Jao

Pani sasta he to iska tahafaz kesa

Khoon Mehnga He to har sher me Behta q he

Mery Ban Jao

Meri hesiyat ka andaza tum ye jan kar kar lo

Hum kabhi unky nahi hoty jo har kisi k ho jay

Mery Ban Jao

Is dunya k log bhi kitny ajeeb hain sary khilony chor kar jazbaat se khelty hain

Mery Ban Jao


Nahi nafrat mujhy zamany ki khushiyon se abaas

Such kaho to khuda yaad aata he boht dard milny k baad

Mery Ban Jao



Sirf chry ki udasi se bhar aay anso

Dill ka aalam to abhi aap ney dekha hi nahi

Mery Ban Jao

Koi Aaseeb he Is haseen Sher par

Sham roshan he magar suhani nahi

Mery Ban Jao

Wo jo bichra to meny jana log mar kar bhi jiya karty hain

Mery Ban Jao

Shikwy shikayaton ki nahi yeh zarf zarf ki baat he

Tery wehmo Guman me bhi Hum Nahi Or tu lafz lafz humy yaad he

Mery Ban Jao

Jhoti musaraton ko ye hadsa suna do

Hum Kham ki talkhiyon pay Imaan la chuky hain

Mery Ban Jao

Khusk tinkon se ghar bana rhy ho Mohsin

Ye janty bhi ho mizaj-e-yar aag jesa he

Mery Ban Jao

Meri takmeel main hain shamil kuch tery hissay

Hum agar tum se na milty tu adhory rh jaty

Mery Ban Jao

Wo hamari ghazal perh kar pehlu badal k boly Koi qalam cheny is sy ye to jaan ly chala he

Mery Ban Jao

Teri sorat ko daikhny waly apni ankhon se pyar karty hain

Mery Ban Jao

Teri talab ki hd ney asa janoon bakhsha

Hum khud ko bhol bethy tujhy yaad karty karty

Muhabat jeet jayegi ager tum maan jo to

Mery dill main tumhi tum ho ye akhr jaan jao to

Mery Ban Jao

Tot sa gya he meri chahton ka wajood

ab koi acha b lagy to ham izhar nahi karty

Mery Ban Jao

Such hy insan ki khuahishat ki koi had nahi meri un ginat khuwahishat dekho wo wo or bas wo

Mery Ban Jao

Yn to har rng ka mosam mera waqif he magar

Raat e tanhaiyan mujhe kuch alag hi janti hain

Mery Ban Jao

Pagal pan ki sari lakerain mery hath me ku
Jis ko chahon me hi chahon me hi chahon q

Mery Ban Jao

Urty hoy Parindon ko koi qaid nhi kar sakta
Jo apny hoty hain wo khud hi lot aaty hain

Mery Ban Jao

Sirf Aik hi bat Sekhi he un husn walon se hum ne
Haseen jis ki jitni ada he WO itna hi be wafa he

Mery Ban Jao

Nem shab dua-e-lab Tahajad Ki Ibadaton me
Khuda gawa he me ne tujhy manga he Fajar ki azano tak

Mery Ban Jao

Tumhari Duaon se shayed hojay mery liye aasaniyan peda
Bas yhi soch kar mujhy apni har dua me yaad rakhna

Mery Ban Jao

Tofan se Guzar kar bot mutmain they ham
Sahel pe doob jay gi kashti kabhi socha na tha

Mery Ban Jao

Uski Yaad Kuch Is tarha mery Dill se lipti he
K jesy kisi phool par titli ko neend aa jay

Mery Ban Jao

Ae khuda Likh do usy meri Qismat me
Meny Khoya to boht kuch he usy pany k liye

Mery Ban Jao

»»  read more

Monday, 10 February 2014

Muhaban Un logo se karo jo neki kar k faramosh kar dety hain

Ak din sony ne lohy se kaha
hum dono hi lohy ki hathori se pety jaty hain
par tum itna chilaty q ho

Loha: jab apna hi apny ko marta he to dard
ziyada hota he....

Mery Ban Jao

Muhabat un se rakho
Jo neki Kar k faramosh kar dety hain

Mery Ban Jao

Koi he? jo samjhy meri taqdeer ka dukh
me ne bachpan me saha he qatal hmshir ka dukh

Bain karty hoye khny lagi kashmeer ki ma
Binte kashmeer hi jany bas kashmeer ka dukh...
»»  read more

Sunday, 4 November 2012

Tm mohabat bhi mosam ki tarha nibhaty ho

Hi friends aaj ki Best Ghazal jo me aplogo k sath share krny ja rha hn ye meri favorite ghazal he Ager Pasand aay to Pliz isy Share krain facebook pay or apny doston se thanks.

Tum mohabat bhi mosam ki tarha nibhaty ho
Kbhi barasty ho kbhi 1 bond ko tarsaty ho

Pall me khty ho zamany bhar me faqat tumhary hain
Pall me Izhar-e-Muhabat se mukar jaaty ho

Bhari Mehfel me dusmano Ki tarha milty ho
Or duaaoon me Mera Naam liye Jaaty ho

Dyaar-e-Ghair Me mujy Talaash karty ho
Milon to paas se Chupchaap Guzar Jaaty ho

Lakh Mosaam ki tarhaa Rang Badalty raho
Aaj to kh do toot k shidaat se hmay chahty ho.

Ager aap kuch or best Ghazal Talash krna chahty hain to yha py click krain ye link apko google k search page py le jay ga.

Also Like

Kuch best websites he jha py aap kafi urdu poetry parh sakty hain usky link me yha share kr rha hn
Urdu Poetry Colletion
Ranjish dot Com
»»  read more

Friday, 6 April 2012

Armanono Janaza - Abasin Yousafzai



Nan Me Da Khpalo Armanono Janaza Weste Da,
Da Khpal Kitaab Na Me Janana Sta Nama Weste Da.

Ma Da Farhad Da Mohabbat Qesa Jawandy Sataly,
Ma Da Janan Pa Foladi Zrra Ke Wala Weste Da.

Charta Che Bali Ve Pa Shama Sri Lambe No Halta,
Laka Patang Da Khpal Zarrgi Na Ma Lamba Weste Da.

Os Da Tapey Ya Da Qurban Awaz La Kami Rashi,
Badbakht Pukhtuna Ta Kho Da Kali Na Hujra Weste Da.

Yao Sta Da Meene Da Gunha Na Tubagar Na Shoma,
Nor Ma Da Tolo Gunahono Na Tuba Weste Da.

Poet: Abasin Yousafzai
»»  read more

Thursday, 5 April 2012

Da Yo Nazar Somra Tawan Ghwarri - Rahmat Shah Sail



غـــــزل
ديونظرڅومــــــره تــاوان غــــــواړې
زړه رانه غواړې که ګريوان غــواړې
ماله په ستـــــرګو کښې ازغي راکـوې
ما نه نغمې د ګلستـــــــان غــــــــواړې
خداې دي په خپـــــل زړه پسې وژړوه
په باران واؤړې چــــه بـاران غـواړې
زړه!ګـــــورې د نازبه دې یونه شمـــه
که دغـــــرورسره جــــانان غــــواړې
محبت څــــــه دی جـــــواري دزړونـو
خوبونه نه بائلې خــــــوبـان غــــواړې
په دې ګرانې کښې دخپـــــل سرپه بدل
ديارديدن څــــومـره ارزان غـــــواړې
ســـــــــائله" ته تکميل د کـوم ارمــان له"
ژوند د لمبـــو دبيــــــــــابان غــــواړې

Pa Roman Pukhto Leek Ki

...
Da Yo Nazar Somra Tawan Ghwarri
Zrra Rana Ghwarri Ka Grewan Ghwarri

Mala Pa Stargo Ki Azghi Rakawe
Mana Naghme Da Gulistan Ghwarri

Khudai De Pa Khpal Zrra Pasi Wojarrawa
Pa Baran Waworry Chi Baran Ghwarri

Zrra Gwari Da Naaz Ba De Yo Na Shama
Ka Da gharor Sara Janan Ghwari

Mohabbat Sa De Jawari Da Zrrono
Khobona Baili Khoban Ghwarri

Pa De Granai Ki Da Khpal Sar Pa Badal
Da Yaar Dedan Somra Arzan Ghwari

"Saila" Ta Takmel Da Kom Arman La
Jwand Da Lambo Da Bayaban  Ghwarri

Poet: Rahmat Shah Sail

Pa Video Ki Da "Amjad ShahZad" Pa awaz

....
»»  read more

Wednesday, 4 April 2012

Pa Khafgan Ke Ye La Hussan Yew Pa Zar She





Pa Khafgan Ke Ye La Hussan Yew Pa Zar She,
Somra Khwand Kave Che Khkulay Marawar She,

Mohabbat We Da Kamzoro Khalqo Dasi,
Laka Gul Che Da Mashoom Pa Lass Ke War Shi,

Yawa Meena Za Bethola Warkawama ,
Nor Hisab Satam Janana Za Da Harr She,

Pa Ma Dasey Kaifiat She Che Ta Rashey,
Da Shakai Rojey Pa Wrazey Che Akhtar She,

Hagha Zay Hagha Manzar De Da Kato We,
"Abasin" Che War Dakhil Pa Samandar She.

Prof. Abasin Yousafzai

»»  read more