Showing posts with label Sad Emotional Loanly. Show all posts
Showing posts with label Sad Emotional Loanly. Show all posts

Friday, 11 April 2014

Urdu Love Poetry

Tumhari Aankh Se dill Tak safar karna he bas hamko
Ye kitni khobsurat manzilon ka rasta hoga


Urdu Love Poetry

-------------------------
MERY BAN JAO
-------------------------


Mat kaho mujh izhar muhabat zaba se bayan karny ko
Suna he zamany se k hoty hain kaan divaron k bhi

Hony do ye qisa byan aankhon se SAHER
K ye kar deti hain har baat khamoshi se bhi



Urdu Love Poetry

-------------------------
MERY BAN JAO
-------------------------


Tu lakh mery piyar se munker sahi
Teri Khushboo he meri sanson me


Urdu Love Poetry

-------------------------
MERY BAN JAO
-------------------------

Saza ye di aankhon se cheen li neendain
Qasoor ye tha k jeeny ke khuab dekhty thy


Urdu Love Poetry

-------------------------
MERY BAN JAO
-------------------------


Tuny kuch bhi na kaha ho jaesy
Mery hi dill ki sada ho jesy

Yun teri hi yaad se ji gabraya
Tu mujhy bhul gya ho jesy

Is tarha tujh se kiye hain shikwy
Mujh ko apny se gla ho jesy

Youn Har ik naqash py jhukti he jabee
Tera hi naqash kfe paa ho jesy

Tery Honton ki khafi se larzish
Ik haseen sher hoa ho jesy


Urdu Love Poetry

-------------------------
MERY BAN JAO
-------------------------

»»  read more

Wednesday, 9 April 2014

Shayari on love

Awal Awal ki dosti he abhi
Ik ghazal he k ho rhi he abi

Me bhi shre wafa me no ward
wo bhi ruk ruk k chal rhi he abi

Me bhi aesa kha ka zikar shinas
wo bhi lagta he sochti he abhi

Dill ki warftgi he apni jaga
Phir bhi kuch ahtiyat si he abhi



Shayari on love
---------------------------------
MERY BAN JAO
---------------------------------

Dosti Kia He?

Kia khabar dosti kia he
Ye roshni bhi he andhera bhi he
Khuahishon ka bara jazeera bhi he

Boht anmol ik hera bhi he
Dosti ik haseen khuab bhi he
Paas se dekho to serab bhi he

Dukh milny pay ye azaab bhi he
Or ye piyar ka jawaz bhi he
Dosti yon to mayajal bhi he

Ik Haqeeqat bhi he khyaal bhi he
Kabhi farqat kabhi washaal bhi he
Kabhi zameen kabi falak bhi he

Dosti jhoot bhi he sach bhi he
Dill me reh jay to khisak bhi he
Kabhi ye har kabhi jeet bhi he

Dosti saaz bhi dosti sangeet bhi he
Sher bhi nazam bhi geet bhi he
Wafa kia he wafa bhi dosti he

Dill se nikli dua bhi dosti he
Bas itna samjh lo
Piyar ki intaha bhi he.


Shayari on love
-----------------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------------


Jis din aap zami par aay
Wo aasman bhi khob roya tha

Aakhir usky aanso thamty bhi kesy
Usny hamary liye Apna sabse pyara sitara jo khoya tha



Shayari on love
-----------------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------------


Na jany wo kon kera habeeb hoga
Tere hathon me jiska naseeb hoga

Koi tmhain chahe ye koie bari bat nahi
Jisko tum chaho wo khush naseb hoga


Shayari on love
-----------------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------------


Mujh se bichar kar mujh ko rula kar udaas tha
Meri tarha wo khud ko jala kar udas tha

Aese ajeeb dard ke pehre thy chaaro soo
Ab ke wo mery sher me aa kar udaas tha


Shayari on love
-----------------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------------


Hasi hasi me ktno ko hasa diya
Hasi hasi me kitny ghamon ko chupa liya

Has kar gya koi hm par is qadar
k umar bhar k liye humy hasna bhula diya

Shayari on love
-----------------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------------


Yaad me teri aahe bhrta he koi
Har sans k saath tujhe yad karta he koi

Mot sachi he ek roz ani he
lekin teri judaai me roz marta he koi

Shayari on love
-----------------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------------


Kisi Ki chahat pr dill se amal karna
Dill tute na unka itni fikar karna

Ye zindagi khas he sabky liye
Par aap jinky liye khas hain unki kadar karna


Shayari on love
-----------------------------------
MERY BAN JAO
-----------------------------------
Shayari on love

»»  read more

Friday, 4 April 2014

Emily Dickinson Poetry

I never saw a moor
I never saw the sea


Yet Know I how the heather looks
And what a wave must be


I never spoke with God
Nor visited in heaven

Yet Certain am I of the spot
As if the chart were given


Emily Dickinson





--------------------------------
Mery Ban Jao
--------------------------------



You left me sweet two legacies
A legacy of love


A heavenly father would content
Had he the offer of


You Left me boundaries of pain
Capacious as the sea


Between eternity and time
Your Consciousness and Me


Emily Dickinson


---------------------------------
Mery Ban Jao
---------------------------------



I think That I shall never see a poem lonely as a tree
A poem lovely as a tree
Poems were made by fools like me
But only God Can Make A tree


Emily Dickinson

----------------------------------
Mery Ban Jao
----------------------------------
»»  read more

Wednesday, 2 April 2014

Zindagi Se Zid Karna Chor Do

Zindagi se zid karna Chor do
Kuch Sily is jaha k liye nahi hoty


Sabhi Khuahishain Is jaha me pori hony Lagy
To phir Agly jaha k liye kia baqi reh jay ga?


Mery ban jao


Sirf Chehry ki udasi se bhar aay aanso
Dill ka aalam to abhi apny dekha hi nahi


Mery Ban Jao


Dill me utarny k liye serhi ki nahi
Achy Ikhlaq Ki Zarorat hoti he


Mery Ban Jao


Mj sy dor ho to khud ko smbhaaly rkhnaa
Log pochain ge ku pareshan ho tum
Kuch Nigahon se kehna zuban py taly rakhna

Na khoney dena mery bety lamhon ko
Meri yadon ko bary piyar se sambhaly rakhna
Tum lot aao gy itna yaqen he mujhko

Mery liye kuch waqt nikaly rakhna
Hmny kuch naya dekha he tum me phir
Mery Liye apny andaz niraly rkhna


Mery Ban Jao

»»  read more

Tuesday, 4 March 2014

Two Lines Urdu Poetry Collection 2 lines Urdu Poetry

Welcome to a huge Collection of 2 lines urdu poetry I hope You like it.

Dekhta hon k koi parsaan nahi gareebon ko

Sochta hon mujhy jeeny ka haq he bhi k nahi

Mery Ban Jao

Meny Ilaj-e-Ishk jo pocha tabeeb se

Dhemy lehjy me bola Subha Doper Sham Zehr piya karo

Mery Ban Jao

Manzalaon is tarha satao hamain k tum ko pany ki justaju na rhy

Mery Ban Jao

Uth kar to aa gye hain teri bazm se magar

Kuch dill hi janta he kis dill se aay hain

Mery Ban Jao

Pani sasta he to iska tahafaz kesa

Khoon Mehnga He to har sher me Behta q he

Mery Ban Jao

Meri hesiyat ka andaza tum ye jan kar kar lo

Hum kabhi unky nahi hoty jo har kisi k ho jay

Mery Ban Jao

Is dunya k log bhi kitny ajeeb hain sary khilony chor kar jazbaat se khelty hain

Mery Ban Jao


Nahi nafrat mujhy zamany ki khushiyon se abaas

Such kaho to khuda yaad aata he boht dard milny k baad

Mery Ban Jao



Sirf chry ki udasi se bhar aay anso

Dill ka aalam to abhi aap ney dekha hi nahi

Mery Ban Jao

Koi Aaseeb he Is haseen Sher par

Sham roshan he magar suhani nahi

Mery Ban Jao

Wo jo bichra to meny jana log mar kar bhi jiya karty hain

Mery Ban Jao

Shikwy shikayaton ki nahi yeh zarf zarf ki baat he

Tery wehmo Guman me bhi Hum Nahi Or tu lafz lafz humy yaad he

Mery Ban Jao

Jhoti musaraton ko ye hadsa suna do

Hum Kham ki talkhiyon pay Imaan la chuky hain

Mery Ban Jao

Khusk tinkon se ghar bana rhy ho Mohsin

Ye janty bhi ho mizaj-e-yar aag jesa he

Mery Ban Jao

Meri takmeel main hain shamil kuch tery hissay

Hum agar tum se na milty tu adhory rh jaty

Mery Ban Jao

Wo hamari ghazal perh kar pehlu badal k boly Koi qalam cheny is sy ye to jaan ly chala he

Mery Ban Jao

Teri sorat ko daikhny waly apni ankhon se pyar karty hain

Mery Ban Jao

Teri talab ki hd ney asa janoon bakhsha

Hum khud ko bhol bethy tujhy yaad karty karty

Muhabat jeet jayegi ager tum maan jo to

Mery dill main tumhi tum ho ye akhr jaan jao to

Mery Ban Jao

Tot sa gya he meri chahton ka wajood

ab koi acha b lagy to ham izhar nahi karty

Mery Ban Jao

Such hy insan ki khuahishat ki koi had nahi meri un ginat khuwahishat dekho wo wo or bas wo

Mery Ban Jao

Yn to har rng ka mosam mera waqif he magar

Raat e tanhaiyan mujhe kuch alag hi janti hain

Mery Ban Jao

Pagal pan ki sari lakerain mery hath me ku
Jis ko chahon me hi chahon me hi chahon q

Mery Ban Jao

Urty hoy Parindon ko koi qaid nhi kar sakta
Jo apny hoty hain wo khud hi lot aaty hain

Mery Ban Jao

Sirf Aik hi bat Sekhi he un husn walon se hum ne
Haseen jis ki jitni ada he WO itna hi be wafa he

Mery Ban Jao

Nem shab dua-e-lab Tahajad Ki Ibadaton me
Khuda gawa he me ne tujhy manga he Fajar ki azano tak

Mery Ban Jao

Tumhari Duaon se shayed hojay mery liye aasaniyan peda
Bas yhi soch kar mujhy apni har dua me yaad rakhna

Mery Ban Jao

Tofan se Guzar kar bot mutmain they ham
Sahel pe doob jay gi kashti kabhi socha na tha

Mery Ban Jao

Uski Yaad Kuch Is tarha mery Dill se lipti he
K jesy kisi phool par titli ko neend aa jay

Mery Ban Jao

Ae khuda Likh do usy meri Qismat me
Meny Khoya to boht kuch he usy pany k liye

Mery Ban Jao

»»  read more

Friday, 14 February 2014

Neend or tum kha pey rehty ho

Neend or tum kha pey rehty ho

Dono q raat bhar nahi aaty

Mery Ban Jao

Unhain apna nahi sakta magar itna bhi kia kam he

K kuch mudat haseen khuabon me kho kar ji lia meny

Mery Ban Jao

Tum yaad na kar k bhi achy lagty ho

Khuda jaany tum yaad karty to kia hota

Mery Ban Jao

Samjh kar rehmdill tum ko diya tha hum ne dill apna

Magar Tum bala nikly Ghazab Nikly Sitam nikly

Mery Ban Jao
»»  read more

Sunday, 31 March 2013

Bichra he jo ik baar to milty nhi dekha


Bichra he jo ik baar to milty nhi dekha

Ik bar jisy chat gai dhoop ki khuahish

Phir shakh py us phool ko khilty nhi dekha

yak lakht gira he to jarain tak nikal aai

jis pair ko aandhi me bhi hilty nhi dekha

kis trha meri roh hari kar gya aakhr

wo zhr jisy jisam me khilty nhi dekha

Mery Ban Jao

Lo apna jaha dunya walo hum is dunya ko chor chaly

jo rishty naaty jory thy wo rishty naaty
tor chally

kuch sukh k sapny dekh chaly kuch dukh k sapny jheel chaly

taqdeer ki aandhi gardish ne jo khail khilaay khail chaly

har chiz tumhari lota di ham le k nhi kuch sath chaly

phir dosh na dena ay logo hum dekh lo khali hath chaly

ye rah akeli katti he yha sath na koi yaar chalay

Us paar na jany kia paay us paar to subkuch haar chaly

Mery Ban Jao
»»  read more