Showing posts with label Mohsin Urdu poetry. Show all posts
Showing posts with label Mohsin Urdu poetry. Show all posts

Monday, 5 May 2014

Romantic urdu poetry 2

Bharkayn Meri Piyas ko aksar teri aankhain


Bharkayn Meri Piyas ko aksar teri aankhain
Shra mera chehra he samandar teri aankhain

Phir kon bla dad tabsumm inhain de ga
roy gi mujh se bichar kar teri aankhain

Bojal nazar aati hain bazahir mujhy lekin
Khlti hain boht dill me utar kar teri aankhain

Ab tak meri yadon se mtay nhi mtta
Bhigi hoi sham ka manzar teri aankhain

Mumkin ho to ik taza ghazal or bhi kh lon
Phir Orh na lain khuab ki chadar teri aankhain

Yon dekhty rehna usy acha nahi Mohsin
Wo kanch ka pekar he to pathar teri aankhain


Mohsin
»»  read more

Friday, 14 February 2014

Mohsin, Urdu Poetry, Best Urdu Poetry

Hum ne suna tha dost  wafa karty hain

Mohsin

Jab humney kia bhrosa to riwayat hi badal gai

Mery Ban Jao

Tujh se lafzon ka nahi roh ka rishta he Mera

To meri sanson me tehleel he khushbo ki tarha

Mery Ban Jao

Log mujh ko bhi dua ka kehty hain

Kis qadar RAB ne mery aeeb chupay hoy hain

Mery Ban Jao

Usky naram hathon se Phisal jati hain chizain

Mera dill bhi laga he haath us k khuda khair kary

Mery Ban Jao

Apny saman ko bhandy hoy is soch me hon

Jo kahi k nahi rehty wo kaha jaty hain

Mery Ban Jao

»»  read more

Thursday, 30 January 2014

Umeed jin logon se thi Wo bhi tanha kar gye mohsin

Dill majboor ho rha he tum se baat karny ko
Bas zid ye he k guftagu ka aaghaz tum karo

Mery ban Jao

Aagah he apni mot se koi bashar nahi
Samaan he so bars ka pal ki khabar nahi

Mery Ban Jao

Umeed jin logon se thi
Wo bhi tanha kar gye mohsin

Aaj kis ko kahian k tum mery apny ho

Mery Ban Jao

Zara si ranjish par log chor dety hain daman
Umar beet jaati he dill k rishty banany me

Mery Ban Jao


»»  read more

Thursday, 25 July 2013

Ajeeb Be basi ka aalam he dill k anganme Mohsin


wo apnay hi hoty hain
jo lafzon se maar dety hain

warna ghairon ko kia khabar
K dill kis baat pay dukhta he

Mery Ban Jao

Ajeeb Be basi ka aalam he dill k anganme
Mohsin
Taras Gay hain tery saath guftagu k liye

Raat bhar jaagain ge isi Hisaab me hum
Muhabat tum ko he nahi he thi nahi thi


Mery Ban Jao

Sub so gaye hasi khushi haal-e-Dill Suna kar
Mera Koi nahi k tum se pochy k q jaag rahy ho

Mery Ban Jao

Tamasha roz karty ho wafaon ka jafaaon ka
Zara thro mery dill me muhabat sikh jaao ge

Mery Ban Jao
»»  read more