Showing posts with label Alone Ghazals. Show all posts
Showing posts with label Alone Ghazals. Show all posts

Wednesday 23 April 2014

Sad Mohabbat Hindi Ghazal Haqiqat Jaan Kar Aisi Hamaqat Kon Karta Hai

Sad Mohabbat Hindi Ghazal Haqiqat Jaan kar Aisi Hamaqat Kon Karta Hai

Haqiqat Jaan kar Aisi Hamaqat Kon Karta Hai
Bhala Be Faiz Logon Se Muhabbat Kon Karta Hai,

Batao Jis Ujrat Mein Khsara He Khsara Ho
Bina Sochy Khisary Ki Tijarat Kon Karta Hai,

Humain He Galat Fehmi Thi Kisi Ke Wasty Warna
Zamany Ke Rawajon Se Bagawat Kon Karta Hai,

Khuda Ne Sabar Karny Ki Muje Tofeeq Bakhshi Hai
Ary Gi Bhar Ke Tarpao Shikayat Kon Karta Hai,

Kisi Ke Dil Ke Zakhmon Par Marham Rakhna Zaroori Hai
Magar Es Daor Mein Ye Zehmat Kon Karta Hai...!!!


»»  read more

Monday 14 April 2014

Yad Shayari Ghazal SMS Mat Pocho Yeh Mujse Ke Kab Yad Aate Ho

Yad Shayari Ghazal SMS Mat Pocho Yeh Mujse Ke Kab Yad Aate Ho Alone Sad Boy In Love By Poetrysync

Mat Pochho Yeh Mujse Ke Kab Yaad Aate Ho
Jab Jab Saansain Chalti Hain Bohat Yad Aate Ho,

Neend Me Palkain Hoti Hain Jab Bhi Bhari
Banke Khwaab Baar Baar Nazar Aate Ho,

Mehfil Me Shaamil Hote Hain Hum Jab Bhi
Bheerd Ki Tanhaiyon Me Har Bar Yad Aate Ho,

Jab Bhi Socha Ke Faasla Rakhon Main Tumse
Zindagi Ban Ke Saason Me Samaa Jaate Ho...!!!


»»  read more

Saturday 22 March 2014

Love Sad Ghazal: KHUDA Ne Ankhain Kitni Ajeeb Banayi Hai

Love Sad Ghazal KHUDA Ne Ankhain Kitni Ajeeb Banayi Hai By Poetrysync

KHUDA Ne Ankhein Kitni Ajeeb Banayi Hai 
Jaab Yeh Uthti Hai To Dua Ban Jati Hai, 
Jaab Yeh Jhukti Hai To Hayaa Ban Jati Hai  
Uth Ke Jhukti Hai To Ada Ban Jati Hai,
Jhuk Ke Uthti Hai To Khata Ban Jati Hai 
Yeh Khuolti Hai To Duniya Unhe Rula Deti Hai,
Par Bandh Hoti Hai To Yeh Duniya Ko Rula Deti Hai...!!!


»»  read more

Sad Alone Shayari Ghazal: Yeh Iqrar e Wafa Ka Lafz Meri Zoban Ka Hai

Sad Alone Shayari Ghazal: Yeh Iqrar e Wafa Ka Lafz Meri Zoban Ka Hai

Yeh Iqrar-e-Wafa Ka Lafz Meri Zuban Ka Hai
Yeh Uljha Huwa Kaghaz Meri Dastan Ka Hai,
Joda Ho Ky Bhi Mohabbat Se Koi Jee Sakyga Kaisy
Meri Chahat Me Hosla Ek Chattaan Ka Hai,
Usay Daikh Kar Huwa Hon Madhoosh Jab Sy
Bhol Betha Hon Konsa Rasta Mery Makan Kaa Hai,
Zamanay Ki Tarha Us Ne Bhii Mujhe Ghalat Samjha
Main Kiya Karon Yahi Waqat To Mery Imtihaan Ka Hai,
Mojhy Zameen Par Rehny Ki Aadat Thi Shayad,
Aur Usay Shoq Aasmanon Ki Uraan Ka Hai...!!!


»»  read more