Showing posts with label Dil Poetry. Show all posts
Showing posts with label Dil Poetry. Show all posts

Saturday 31 May 2014

Very Sad Dil Urdu Shayari/Poetry Pictures for Facebook Status


Sunana chahata hun hal-e-DIL jis aik jumly mein,
Bikhra jata ha wo jumla kabhi yakja nahi hota...!!!




Nishani jo tujhy di thi juda hoty howey mainy,
Pahan kar aa phir wahi kangan tujhy DIL yaad karta hai...!!!




Mukhtasar itna ky do harfon sy ban jaty hain DIL,
Aur wasee itan ky is mein do jahan ky raaz hain...!!!




Kisi ko deta ha takleef kisi ka na hona bhi Abbas,
Zarori to nahi DIL dukhany keliye koi DILDAR hi ho...!!!





Kisi ka dard ho DIL-e-beqrar apna hai,
Zaid, hawaa kahain ki seena fanqaar apna ho...!!!



Usny pocha kiya bana DIL ka,
Mainy bhi kah diya dharakta ha...!!!




Woh jinhain ham ny sonpi hain DIL ki dharkanein,
Woh apna aik pal deny py hazar bar sochtay hain...!!!




Zindagi jeeny keliye.

Zindagi jeeny keliyeArman zaroori hai
Har khushi paany keliye,
Imtihan zaroori hai,
Par zaid chahry par aik muskan zaroori hai...!!!




Suno.

Abb kuch dinon se haal easaa hai
Koi kitni bhi zillat de
Koi jitni bhi ronat sy humain roonde
Bura bilkul nhi lagta
Glla koi nhi hota
Sakoon mehsoos hota hai


»»  read more

Best Dil/Heart Shayari in Urdu, Images Collection for Facebook Posts


Aur kiya dekhny ko baqi hai,
Aap sy DIL laga ky sab dekh liya...!!!




Kahny do in logo ko ye log to bary anjany hain,
Is DIL ka haal to is DIL me basny waly bhi na jany hain...!!!




Abb woh umangein hain na woh DIL,
Kon ab tujh ko yaad kary...!!!




Ehl-e-DIL bhi ajeeb hoty hain.

Aap apny raqeeb hoty hain
Whl-e-DIL bhi ajeeb hoty hain
Raahaton sy guraiz gham sy farar
Zaid baaz lamhay ajeeb hoty hain...!!!!




Dard ka kahna cheekh utho DIL ka takaza wuzaa nibhao,
Sab kuch sahna chup chap rahna kam ha izzat daro ka...!!!




Dard phir DIL mein utha hai.

Dard phir DIL mein utha hai sanbhalo mujh ko
Ik naya zakham mila ha lo sanbhalo mujh ko
Meri aankhon sy zaid jo uth ta ha dhuwan
Phir koi khuwab jala ha lo sanbhalo mujh ko...!!!




DIL mein aany ka raasta to ha jany ka nahi
Isliye jab koi jata ha to DIL torr ky jata ha...!!!




DIL wajood ky andar sar patakh patakh ky rota hai,
Koi beech raah mein chor jaye to buhat dard hota ha...!!!




Jis nagar bhi jao qissy hain kambakht DIL ky,
Koi ly ky ro raha ha koi dy ky ro raha ha...!!!



»»  read more

Saturday 24 May 2014

Dil Shayari/Poetry Images in Urdu Sad Mood Vol-02



Najany kiun magar phir bhi mera DIL karta hai,
Wafa ko aag lag jaye Muhabbat bhaarr mein jaye...!!!




Tumhary baad baqi aur to sab theek ha lekin,
Jahan DIL tha kabhi pahly wahan ab dard hota ha...!!!




Uff toba uski nazron ka khumar uff toba,
Yaqeen karo DIL na dety to jaan chali jati...!!!




DIL dukhaya karo ijazat hai,
Bhool jany ki baat mat karna...!!!




Tum to apny ho tumhain DIL sy nikalein kesy,
Ham to dushman ko bhi beghar nahi hony dety...!!!




Hazar khof hon lekin zuban ho DIL ki rafique,
Yahi raha azal sy qalandro ka tareeq...!!!




Kisi ny mol na poocha DIL-e-shikasta ka,
Koi kharid ky tota piyala kiya karta...!!!




Aankhon mein raha DIL mein utar kar nahi dekha,
Kashti ky musafir ny samundar nahi dekha...!!!




Aik wo cheiz jisy DIL ki khushi khaty hain,
Kahein bazar mein mil jaye to lety aana...!!!




Kitni mushkil sy cherri ha DIL ny tark-e-taluq ki guftago,
Ab shab neend mein meri aankhon par dastak na dena...!!!



»»  read more

Wednesday 14 May 2014

Dil Ki Shayari Image Collection in Urdu for Facebook Posts Vol-02

There are: Dil me Mohabbat Ka Maqam Urdu Shayari Photo, Dil Sochta hai Urdu Shayari Images, Dil Urdu Shayari Bewafai Wallpaper, Dil ji pe Aajaey Urdu Shayari Image, Dil ki Zid Urdu Shayari picture, Dil Ka Rona Apna Aap Khona Urdu Shayari photo, Dil pe War or Dil Pe Raj Urdu Shayari, Dil me Chupana Urdu Shayari, Dil na hota Dil Pe na Fida hota Urdu poetry, Dil me Jaga Banana Urdu image, Dil Ka Aalam Udas Chehra Urdu Shayari, Dil Ko Barda Kijeay Urdu Shayari, Dil or Zehan Se Nhi Nikalty Urdu Shayari, Dil me Ghar Kar Lena Urdu Shayari.



Dil urdu shayari dil mein rah kar dil dukhaty ho apna maqam dekho aur apny kam dekho

Dil mein rah kar... dil dukhaty ho,
Apna maqam dekho... aur apny kam dekho...!!!



Dil urdu shayari dil sochta ha to sochta hi rah jata hai ye jo apny hain kiya sach mein apny hain

Dil sochta ha to sochta hi rah jata hai,
Yeh jo apny hain kiya sach mein apny hain...!!!



Dil urdu shayari dua bad nahi deta faqat itna hi kahta hun ky jis py aajye tera dil wo bewafa nikly

Duaa bad nahi deta faqat itna hi kahta hun,
Keh jis py aajye tera Dil wo Bewafa nikly...!!!



Dil urdu shayari gair ky dil mein gar utarna tha mery dil sy to utar gaye hoty

Gair ky dil mein gar utarna tha,
Mery dil sy to utar gaye hoty...!!!



Dil urdu shayari har baat teri maanon na mumkin hai zid chorr dy ay dil tu ab bacha nahi raha

Har baat teri maanon na mumkin hai,
Zid chorr dy ay dil tu ab bacha nahi raha...!!!



Dil urdu shayari kai bar ye soch ky dil mera ro diya tumhain pany ki chahat mein mainy apna aap kho diya

Kai bar ye soch ky dil mera ro diya,
Tumhain pany ki chahat me mainy apna aap kho diya...!!!



Dil urdu shayari kamal ki fankari hai usmein war bhi dil py aur raaj bhi dil pay

Kamal ki fankari hai us me,
War bhi dil py
Aur raaj bhi dil pay...!!!



Dil urdu shayari mery bas mein hota to rakh leta tujhy apny dil mein chupa kar ky tujhy sab dekhty hain aur mujh sy ye dekha nahi jata

Mery bas mein hota to rakh leta tujhy apny dil mein chupa kar,
Keh tujhy sab dekhty hain aur mujh sy yeh dekha nahi jata...!!!




Nna dil hota na dil rota na dil dil sy juda hota.
Na tum itny haseen hoty na dil tum py fida hota...!!!



Dil urdu shayari na muhabbat na dosti hamein kuch raas nahi sab badal jaty hain hamary dil mein jaga banany ky baad

Dil urdu shayari na muhabbat na dosti hamein kuch raas nahi,
Sab badal jaty hain hamary dil mein jaga banany ky baad...!!!



Dil urdu shayari sirf chahry ki udasi sy bhar aaye aanso dil ka aalm to abhi aap ny dekha hi nahi

Sirf chahry ki udasi sy bhar aaye aanso,
Dil ka aalm to abhi aap ny dekha hi nahi...!!!



Dil urdu shayari yeh ishq ha ziyada jaga ghairta nahi thoda sa apny dil ko bara kejiye janab

Yeh ishq ha ziyada jaga ghairta nahi,
Thoda sa apny dil ko bara kejiye janab...!!!



Dil urdu shayari zindagi sy meri nikal chukay ho to zehan aur dil sy kiun nahi jaty

Zindagi sy meri nikal chukay ho to,
Zehan aur Dil sy kiun nahi jaty...!!!



Dil urdu shayari ghar apna bana lety hain jo dil mein hamary ham sy wo parindy udaye nahi jaty

Ghar apna bana lety hain jo dil mein hamary,
Ham sy woh parindy udaye nahi jaty...!!!



»»  read more

Dil Urdu Facebook Poetry Images Collection Vol-01

Here is Milan Ki Umeed shayari Image, Dil ki Basti Urdu Shayari Bewafai Image, Ishq-o-Khaloos Shayari wallpaper, Raat Ki Yad poetry urdu Image, Dil Ki Dharkan Urdu Shayari Image, Aansu or Yad urdu shaayri Image, Majbori shayari Picture, Chehry ki Wafadari Photo, baat na karna urdu Image.


Dil urdu shayari aaj tak ha dil ko usky lot aany ki umeed aaj tak thahri hoi ha zindgi apni jaga

Aaj tak ha dil ko usky lot aany ki umeed,
Aaj tak thahri hoi ha zindgi apni jaga...!!!



Dil urdu shayari aik pal mein jo barbad kar dety hain dil ki basti wo log dekhny mein aksar masoom hoty hain

Aik pal mein jo barbad kar dety hain dil ki basti,
Woh log dekhny mein aksar masoom hoty hain...!!!



Dil urdu shayari baatein to buhat karty ho ishq o khulos ki kabhi apny dil mein bhi to dekho ham hain bhi ya nahi

Baatein to buhat karty ho ishq-o-khulos ki,
Kabhi apny dil mein bhi to dekho ham hain bhi ya nahi...!!!



Dil urdu shayari dar lagta mujhy raat ky us pahar sy utarti ha jab dil mein aangan mein uski yaadein

Dar lagta mujhy raat ky us pahar sy,
Utarti ha jab dil mein aangan mein uski yaadein...!!!



Dil urdu shayari dil bhi mujhy aaj ye kah ky dara raha ha karo yaad usey warna main bhi dharakna chorr donga

Dil bhi mujhy aaj ye kah ky dara raha hai,
Karo yaad usey warna main bhi dharakna chorr donga...!!!



Dil urdu shayari dil ki baat kahta hun bura to nahi mano gy bari rahat ky din they teri pahchan sy pahly

Dil ki baat kahta hun bura to nahi mano gy,
Bari rahat ky din they teri pahchan sy pahly...!!!



Dil urdu shayari dil ki khamoshi sy saanso ky thahar jany tak yaad aaye ga mujhy wo shakhs mar jany tak

Dil ki khamoshi sy saanso ky thahar jany tak,
Yaad aaye ga mujhy wo shakhs mar jany tak...!!!



Dil urdu shayari dil ki zid ny mujhy majboor kiya hai warna ham ghribo ka nawabo sy taluq kesa

Dil ki zid ny mujhy majboor kiya hai warna,
Ham ghribo ka nawabon sy taluq kesa...!!!



Dil urdu shayari dil kisi say tab hi lagana jab dilon ko parhna seekh lo har aik chahry ki fitrat mein wafadari nahi hoti

Dil kisi say tab hi lagana jab dilon ko parhna seekh lo,
Har aik chahry ki fitrat mein wafadari nahi hoti...!!!



Dil urdu shayari dil majabor ho raha ha tum sy baat karny ko bas zid ye ha ky guftgo ka aagaz tum karo

Dil majabor ho raha ha tum sy baat karny ko,
Bas zid ye ha ky guftgo ka aagaz tum karo...!!!


»»  read more