Showing posts with label Gham-e-Tanhaai Poetry. Show all posts
Showing posts with label Gham-e-Tanhaai Poetry. Show all posts

Friday 4 April 2014

Ab to ye bhi nhi rha ahsaas

Ab to ye bhi nhi rha ahsaas
Dard Hota he ya nahi hota



Ishk jab tak na kar chuky ruswa
Aadmi kaam ka nahi hota


Toot Parta he daftan jo Ishk
Beshtar derpa nhi hota



Wo bhi hota he ak waqt jab
Masua Masuaa nahi hota


Hay kiya hogya tabiyat ko
Gham bhi Rahat Fiza Nahi Hota



Dill hamara he ya tumhara he
Ham se ye fesla nahi hota


Jis pey teri nazar nhi hoti
Is ki janeb khuda nhi hota


main k be raz umar bhar k liye
Dill k dam bhar juda nhi hota


Wo hamary qareeb hoty hain
Jab hamara pata nhi hota


Dill ko kia kia sakoon hota he
Jab Koi asra nahi hota


Ho k ik bar samna In se
Phir Kabhi Samna nahi hota
»»  read more

Tuesday 11 February 2014

Kahani bataon tumhain udaas logo ki

Kahani bataon tumhain udaas logo ki

Kabhi Ghor karna ye hansty boht hain

Mery Ban Jao

Palkain bhigony lagta he Ab bhi tera khayal

Yadon k sher se tera mosam nahi gya

Mery Ban Jao

Yar se jab tak na hoa milna jabhi tak khair he

Shama se parwana lipta or jal kar reh gya

Mery Ban Jao

Gaye lamhon me dua karny chala jata hon

Mery Mazi me he mdfon muhabat us ki
»»  read more

Na wo din rahy na wo mehflain na wo jaan se aziz log

Jawaz tarke taluk to kuch na tha phir bhi
Bichar gya hon main tujh se teri khushi k liye

Mery Ban Jao

Bas ik shakhs mery dill ki zid me he
Na us jesa chahiye na koi or chahiye

Mery Ban Jao

Hmesha choti choti khushiyon ka achy dill se
istaqbaal karo

Kunky Unhi k pechy muhabaton ka selaab hota he

Mery Ban Jao

Na wo din rahy na wo mehflain na wo jaan se aziz
log
Waqat cheen ley gya mery apny mujh se kaha kaha

Mery Ban Jao

Bhir itni to nahi Thi sher k bazaron me
Khony waly to ne kuch dair to dhonda hota

Mery Ban jao
»»  read more

Hamy rota dekh kar wo ye keh k chaly gye

Hamy rota dekh kar wo ye keh k chaly gye
Rota to har koi he ab hum subke ho jaayn?

Mery Ban Jao

Janty ho muhabat kis ko kehty hain??????
Kisi ko sochna Muskrana Phir Aanso bahana

Mery Ban Jao

Zindagi to kabki khamosh ho gayi
Dill to bas Aadtan Dharakta he

Mery Ban Jao

Muhabat kar sakty ho to khuda se karo
Miti k khilono se kabhi wafa nahi milti

Mery Ban Jao

Tery Ishk me kabi yon hoa k namaz apni kaza hoi
Teri Awaz ne kabhi kabhi mujhy mery rab se mila diya

Mery Ban Jao

Din Khail Me or raat soty hoy Guzar Gayi
Yon hi teri umar Saheb-e-Ghaflat me guzar gai

Mery Ban Jao
»»  read more

Tuesday 5 November 2013

Best two Line Urdu Shayari Collection Kehny ko dill me batain boht si hain

Kuch nahi kharidna teri dukaan se e ISHK
Tere Har Saman Me Milawat He

Mery Ban Jao

Khny ko dill me batain boht si hain
Mukhtasar lafzon me meri akhri khuhahish ho tum

Mery Ban Jao

Khi tum bhi na ban jana mazmoon kisi kitab ka
Log bary shok se parhty hain khaniyan bewafaon ki

Mery Ban Jao

Me doob kar jo ubra to bas itna hi dekha
Oron ki tarha Wo bhi kinary par Khara Tha

Mery Ban Jao

Be Waja Nahi Rota Ishk Me Koi Ghaleb
Jisy Khud Se Barh K Chaha Ho wo Rulata He

Mery Ban Jao

Mujh Se har Bar wo nazrain Chura Leta he Faraz
Me Ne kaghaz Par Bhi bna k Dekhi Hain Aankhain Us Ki

Mery Ban Jao

Uski Hasrat ko Mery Dill Me Likhny Walay
Kash Usko Bhi Mere Muqadar main Likha Hota

Mery Ban Jao

»»  read more

Wah Re Ishk Tera Kia Kehna Ishk Karna He To Dard Sehna Seekho

Woh dill nahi rhe WO jazbe nhi rahy
Apny Bhi is daur main apne Nahi Rahe

Halat-e-Zindagi Par Ghor Kiya to Paya
Rishte Zubaan Ke Rahe Dill Ke Nahi Rahy

Mery Ban Jao


Wah Re Ishk Tera Kia Kehna
Jo tujhy Jaan Le Tu Us Ki jaan Le

Mery Ban Jao

Ishk Karna He To Dard Sehna Sekho
Warna Esa Karo Oqaat Me Rehna Sekho

Mery Ban Jao

Ye Jo har Mor Py Aa milti he mujh se
Ye Badnaseebi Bhi Kahi Meri Diwani To Nahi

Mery Ban Jao

Zamany Ka Sahara To Bzahir Ik dikhawa he
Haqeeqat me mujhy Mera Khuda Girny Nahi deta

Mery Ban Jao

Smait rkhi hain apny dill me uski yaadain
Kbhi tanha hota houn to brra dard deti hain

Mery Ban Jao

»»  read more

Wednesday 5 December 2012

Tera naseeb hai ae dill sada ki mehroomi

Tera naseeb hai ae dill sada ki mehroomi
Na wo Sakhi he na tujhe maangne ki aadt he

(Mery-ban-jao)


Har waqt mera Wehm nhi jata
Ek bar ore kh do ke tum sirf mere ho


(Mery-ban-jao)


Socha tha usy chorh k khush rehny lagenge
Par ab sara zamana Mujhe acha Nhi Lgta


(Mery-ban-jao)


Itna to mery haal par ehsan kiya kar
Ankhon se mera dard pehchan liya kr

kuch sath de sfar me boht thk gya hn me
kuch pal hon tere sath meri man liya kar

Afsany mohabat k adhury na chor tu
jurm-e-Wafa ka mujhse har bayan liya kar

Mudat hui is aas pr thehra hoa hn me
bhuly se kabhi tu bhi mera nam liya kr

Kr apni zaat se wabasta tu mujhe
Ho kar khafa muj se na meri jaan liya kar


(Mery-ban-jao)


Me nahi hn apny wajood me
Mujhe janay kis ne chora liya

Mere sath rehta ha ik shakhs
Koi jado us ne chala diya

Meri rooh me wo sama gya
Muje iskh karna sikha gya

Meri zindagi wo bn gya
Muje jeena us ne sikha diya

Meri zindagi ko badl diya
Mje khush naseeb bana diya

(Mery-ban-jao)
»»  read more