Showing posts with label Sad Love SMS. Show all posts
Showing posts with label Sad Love SMS. Show all posts

Friday 7 November 2014

Sad Love Shayari, SMS 4 Line Shayari With Sad Images


Bari udaas hai zindagi tery bin
Nahi kuch mery paas tery bin,
Andhera ho ya ho ujala
Aata nahi raas kuch bi tery bin...!!!




Dard jitna hai meri nigahon mein
Na dy khuda kisi ki raahon mein,
Bitana chahaty they zindagi jinki baahon mein
Shayad mot bhi na mil paaye gi unki panahon mein...!!!




Kitna ajeeb apni zindagi ka safar nikla
Saary jahan ka dard apny muqaddar nikla,
Jisky naam apni zindagi ka har lamha kar diya
Afsos wahi hamari chahat sy bekhabar nikla...!!!




Matlab kiya howa berukhi ka
Hai kon mujrim teri is khushi ka,
Umeed thi jis sy piyar ki ay khuda
Bujh gaya wo charag kabhi ka...!!!




Mot ky baad yad aa raha hai koi
Matti meri qabar ki utha raha hai koi,
Ay khuda do pal ki zindagi or dy dy
Meri qabar sy udaas ja raha hai koi...!!!




Piyar jab milta nahi to hota hi kiun hai
Agar khawab sach nahi hoty to insaan sota kiun hai,
Jab yahi piyar aankhon ky saamny kisi or ka ho jaye
To phir ye pagal dil itna rota kiun hai...!!!




Piyar karty ho mujh sy to izhaar kar do
Apni mohabbat ka zikar aaj sary aam kar do,
Nahi karty agar piyar to inkaar kar do
Ye lo mera maasom dil isky tukry hazar kar do...!!!




Usky liye saari dunya sy muhabbat ki thi
Yaad aata hai mainy bhi muhabbat ki thi,
Usko chor ky hansty howey ghar aa kar
Itny roye they ky aankhon ny bi shikayat ki thi...!!!

»»  read more

Thursday 5 June 2014

Wafa aur Bewafai Shayari SMS in Urdu Pictures


Najany kiun itna yaqeen ha teri WAFA par ay Dast,
Warna husan waly to khud sy bhi WAFA nahi karty...!!!




Sada jo dy tujh ko kabhi WAFA keliye,
Khafa na karna us ko kabhi khuda keliye...!!!




Suna ha muhabbat karny waly,
Ab WAFA ki shart sy aazad hai...!!!




Tarz-e-WAFA ko is ki kiya naam don main ab,
Khud door ho gaya ha mujh ko qareeb kar ky...!!!




Teri WAFA ky taqazy hi badal gaye,
Warna mujhy aaj bhi tum sy ziyada aziz koi nahi...!!!




Toot kar bhi dharakta rahta hai,
Dil sa koi WAFADAR nahi dekha...!!!




WAFA aur khata mein farq itna ha Zahid,
Khata kar kisi sy hoti ha aur WAFA kisi sy nahi...!!!




WAFAEIN dar haqiqat mein bari anmol hoti hain,
Kabhi apni WAFAOUN ka sila maanga nahi karty...!!!




Wahi apni tarz-e-WAFA rahi wahi unki mashk-e-jafa rahi,
Woh zulm karty hain is tarha jaisy hamara koi khuda nahi...!!!




Woh behijab aa gaye bazam-e-WAFA mein robaro Zaid,
Har gaah hain woh robaro phir bhi unhi ki justajoo...!!!




Yon to hain WAFA ki beshumar nishanian,
Magar sab sy niraly hain tery khat...!!!


»»  read more

Tuesday 3 June 2014

Urdu Sad Poetry/Shayari Lines Wallpapers for Facebook


Ranjishein.
Meri zaat py woh lamha giran guzray ga,
Tujh sy hat kar jo yahan guzry ga
Halki halki ranjishein to samajh mein aati hain,
Lekin kesy tery bin mera jahan guzray ga...!!!




Rabta.
Toot jata ha waasta khud sy,
Tujh sy jab raabta nahi hota...!!!




Meri khushiyan tumhain buhat aziz thi na,
Jab hi unhain bhi apny sath ly gaye ho tum...!!!




Bhegi Palkain.
Mery aanso bhi tumhain na khareed saky,
Logn ki muskurahon ny tumhain apna bana liya...!!!




Qalam sy likh nahi sakta zuban sy kah nahi sakta,
Meri daastan ka dosto bayan kuch aisa hai...!!!




Rony ki waja batoun ya sony ka sabab,
Ab aik hi shakhs ko kitny ilzam don...!!!




Sar par aasman na rahy pairon mein zameen na rahy
Jab sy ham tery shahar ky makeen na rahy
Zinda hoga har wo shakhs jis ky dil mein tu raha Abbas
Hum tery dil mein na rahy to kahein na rahy...!!!




Sikka bana ky jab sy uchala gaya mujhy,
Main teri haar jeet mein takseem ho gaya...!!!




Usky liye jeeti thi, Usi py marti thi
Usky rooth jany sy behad darti thi
Woh is baat py mujhy chorr gaya
Main uski khushyon keliye us sy larrti thi...!!!



»»  read more

Saturday 10 May 2014

Sad Shayari and Images for Facebook Post in Urdu

Urdu Shayari Picture for Facebook Timeline Post Status.

Love shayari Tumhary wasty rakhy hain mainy do tohfy

Tumhary wasty rakhy hain mainy do tohfy
Dil ibtida keliye jaan intiha keliye...!!!



Sad shayari kitny majbor hain taqdeer ky hathon na usey pany oakat na usey khony ka hosla

Kitny majboor hain taqdeer ky hathon
Na usey pany ki oakat na usey khony ka hosla...!!!



Sad shayari main dhoop mein tha to usny sukarr li shakhein

Main dhoop mein tha usny sukerr li shakhein
Wo be lihaz mery hath ka lagaya howa...!!!



Sad shayari mery hosly ka kamal tha ky jawaban main khamosh raha

Mery hosly ka kamal tha k jawaban main khamosh raha
Warna jawab aisy they ky sawal hi paida na hoty...!!!



Sad shayari nazar andaz karny ki waja kuch to bataty ab main khud mein kahan kahan burai dhondon

Nazar andaz karny ki waja kuch to bataty
Ab kahan kahan main khud mein burai dhondon...!!!



Sad shayari shahar ki ronaqein marny lagi hain tera aana zarori ho gaya ha

Shahar ki ronaqein marny lagi hain,
Tera aana zarori ho gaya ha...!!!



Sad shayari tum is shahar ky husn e sulook sy wakif nahi faraz

Tum is shahar ky husn-e-sulook sy wakif nahi faraz
Ye to apny mohsin ko bhi sar-e-aam saza dety han...!!!



Sad shayari unglian meri wafa py na uthana logo jis ko shak ha wo mujh sy nibhah ky dekhy

Unglian meri wafa py na uthana logo
Jis ko shak ha, wo mujhsy nibhah kar ky dekhy...!!!



Sad shayari aqal kahti ha khamosh rahon zabt karon

Aqal kahti ha khamosh rahon zabt karon
Junoon kahta ha uth ghunghro pahan, dhool urra...!!!



Sad shayari dil ko karachi samajh rakha ha tum ny

Dil ko karachi samajh rakha ha tumny
Aaty ho, jalaty ho, chaly jaty ho...!!!



Sad shayari hath thamy howy tanhai ka raks karta tha akela koi

Hath thamy howey tanhai ka
Raks karta tha akela koi...!!!



Sad shayari jan tan sy nikal gai lekin tu nahi mery dhiyan sy nikla

Jan tan sy nikal gai lekin
Tu nahi mery dhiyan sy nikla...!!!



Sad shayari karo phir sy koi wada kabhi na bicharny ka

Karo phir say koi wada kabhi na bicharny ka
Tumhain kiya farq parrta bicharny mein mukarny mein...!!!



Sad shayari khuda ky wasty wapis kar do bina dil ky dil nahi lagta

KHUDA ky wasty wapis kardo
Bina dil ky dil nahi lagta...!!!



Sad shayari kinar-e-aab khara khud sy kah raha koi

Kinar-e-aab khara khud say koi kah raha ha koi
Gumaan guzarta ha ye shakhs dosra ha koi...!!!



»»  read more

Saturday 19 April 2014

Sad Bewafai SMS Shayari Ghazal Mera Naam Tak Jo Na Ley Saka Hindi


Mera naam tak jo na ley saka
Jo mujhey Qarar na dey saka,

Jisey ikhtiyaar to thaa magar
Mujhey apna pyaar na dey saka,

Wohi shakhs meri talash hai
Wohi dard meri hayat hai,

Jo Chala gaya mujhey chhor kar
Wohi aaj tak merey pass hai...!!!


»»  read more

Friday 11 April 2014

Bewafai Shayari SMS Zamana Kiaa Kaheyga Aap Key Tarz-e-Tagaful Par

Bewafai Shayari SMS Zamana Kiaa Kaheyga Aap Key Tarz-e-Tagaful Par By Poetrysync

Zamana Kiaa Kaheyga, Aap Key Tarz-e-Tagaful Par,
Tumhein Meri Tabahi Ki Qasam, Rok Hansi Apni...!!!



»»  read more

Heart Shayari SMS Dil Ki Khwaishon Ka Kafila Hi Ajeeb Hai Na

Heart Shayari SMS Dil Ki Khwaishon Ka Kafila Hi Ajeeb Hai Na By Poetrysync

Dil Ki Khwaishon Ka Kafila Hi Ajeeb Hai Na?
Aksar Wahin Se Gujarta Hai Jahan Rasta Na Ho...!!!


»»  read more

Thursday 27 March 2014

Sad Mohabbat Hindi Shayari SMS: Taqdeer Ne Jaise Chaaha Dhal Gaye Hum

Sad Mohabbat Hindi Shayari SMS Taqder Ne Jaise Chaaha Dhal Gaye Hum By Poetrysync

Taqdeer Ne Jaise Chaaha Dhal Gaye Hum,
Bahut Sambhal Ke Chale Phir Bhi Phisal Gaye Hum,
Ham To Kisi Ko Bhula Na Sake Phir Bhi
Sab Ko Laga Ky Badal Gaye Humm...!!!

»»  read more

Saturday 22 March 2014

Sad Love Heart Shayari: Aye Dil Meri Shikast-e-Wafa Par Na Muskura

Sad Love Heart Shayari Aye Dil Meri Shikast-e-Wafa Par Na Muskura By Poetrysync

Ay Dil Meri Shikast-e-Wafa Par Na Moskura, 
Tu Bhi Sharek Hai Mere Hal-e-Tabahi Me...!!!


»»  read more

Friday 21 March 2014

Love Shayari: Jitni Shiddat Se Mujhe Zakhm Diye Hain Uss Ne

Love Shayari Jitni Shiddat Se Mujhe Zakhm Diye Hain Uss Ne By Poetrysync

Jitni Shiddat Se Mujhe Zakham Diye Hain Us Ne 
Itni Shidat Se To Maine Usey Chahaa Bhi Nhi Tha...!!!


»»  read more