Showing posts with label Duaa. Show all posts
Showing posts with label Duaa. Show all posts

Saturday 21 June 2014

Khany sy Faragat ky Baad ki Dua in Urdu Tarjuma Image


Khany sy faragat ky baad ki dua:
"Har kism ki tareef Allah hi keliye ha jis ny yeh khana mujhy khilaya aur mujhy yeh (khana) ata kiya bagair meri kisi taqat ky aur bagair meri kisi quwat ky...!!!"
Wazahat: Allah ka nam lekar khana shuro karna aur farig ho kar Allah ka shukar ada karna naimat mein barkat ka baais hai...!!!


»»  read more

Monday 9 June 2014

Islamic Urdu Hadees Woh Dua Jo Kabhi Rad Nahi Hoti


Woh Dua Jo Kabhi Rad Nahi Hoti:
Rasool ALLAH S.A.W ny farmaya hai: Machli waly (Hazrat Younas a.s) ny machli ky pait mein yeh dua ki thi: "Tery siwa koi ibadat ky laaiq nahi ha yaqeenan main hi zalim hon...!!!"
Koi shakhs jab bhi kisi chiez ky bary mein dua karta ha to ALLAH uski dua ko zaroor qabool farmty hain...!!!



»»  read more