Showing posts with label Piyar SMS. Show all posts
Showing posts with label Piyar SMS. Show all posts

Friday 21 November 2014

Piyar, Muhabbat Shayari With Piyar Muhabbat Shayari Images


Jo dil ky aainy mein ho wahi hai piyar ky qabil
Warna deewar ky qabil to har tasveer hoti hai...!!!





Khobsurat sa aik pal qissa ban jata hai
Jany kab kon zindagi ka hissa ban jata hai
Kuch log zindagi mein milty hain aisy
Jisny kabhi na tootny wala rishta ban jata hai...!!!





Ham ny har saans muhabbat py fida ki hai
Har dua main teri chahat ki iltija ki hai
Tum kiya karo gy muhabbat ki intiha
Ham ny to ibtida hi intiha sy ki hai...!!!





Aagaz e ishq to khob tha yaro kiya kahon
Pahly to thi dil lagi ab dil py ja lagi...!!!





Gulab jaisa badan phool sa nikhar us par
Umand ky aayi hai ab ky baras bahar us par
Wo kal ki raat bhari dair mery pas raha
Aajab tarha sy uterta raha khumar us par...!!!





Meri zindagi to firaaq hai
Wo azal sy dil mein makeen sahi
Wo nigaah e shoq sy door hain
Rag e jaan sy laakh qareen sahi...!!!





Zehar sy bhi ziyada khatarnaak hai ye muhabbat
Agar koi isy chakhly zindagi bhar mar mar ky jeeta hai...!!!





Umer ki raah mein rasty badal jaty hain
Waqt ki aandhi mein insan badal jaty hain
Sochty hain tumhain inta yaad na karein lekin
Aankh band karty hi irady badal jaty hain...!!!

»»  read more

Wednesday 23 April 2014

Piyar Ka Pyara Rishta Shayari SMS Yeh Pyara Sa Jo Rishta Hai


Yeh Pyara Sa Jo Rishta Hai
Kuch Mera Hai, Kuch Tera Hai,

Kahin Likha Nahi, Kahin Parha Nahi
Kahin Dekha Nahi, Kahin Suna Nahi,

Phir Bhi Jana Pehchana Hai
Kuch Mera Hai, Kuch Tera Hai...!!!


»»  read more

Monday 21 April 2014

Pyar ki Judai Urdu Shayari Tammana Se Nahi Tanhai Se Darte Hain


Tammana se nahi tanhai se darte hain
Pyar se nahi ruswaai se darte hain,
Milne ki to bohat chahat hai
Par milne ke baad judaai se darte hain...!!!


»»  read more

Saturday 19 April 2014

Piyar Love Mohabbat Ishq Shayari SMS Pyar Main Uss Ke Kahin Toot Na Jaon Ghazal


Pyar main uss ke kahin toot na jaon
Yaad main uss ki kahin kho na jaon,

Uss ke honton ke till se, darta hai dil
Beikhtiyari se kahin choom na jaon,

Kabhi na dekh paya nazer bher ke usse
Nighahon ki gehrai me kahin doob na jaon,

Bahon me uss ki guzre zindagi apni
Iss hasrat ke sath kahin mar na jaon...!!!


»»  read more

Hindi Pyar Shayri SMS Apne Dil Me Tumhare Pyar Ki Dastaan Likhi Hai


Apne Dil Me Tumhare Pyar Ki Dastaan Likhi Hai
Naa Thodi Naa Bahut Tamaam Likhi Hai,
Kabhi Humaare Liye Bhi Duaa Kar Liya Karo
Kyon Ke Humne Apni Har Ik Saans Tumhare Naam Likhi Hai...!!!


»»  read more

Tuesday 15 April 2014

Shikwa Shayari Hindi SMS Two Lines Dil Ki Baat Kehti Hon Buraa Tu Na Mano Gay

Shikwa Shayari Hindi SMS Two Lines Dil Ki Baat Kehti Hon Buraa Tu Na Mano Gay Alone Girl By Poetrysync

Dil Ki Baat Kehti Hon Buraa To Na Mano Gay
Bari Rahat Ke Din Thay Teri Pehchan Se Phely...!!!


»»  read more

Monday 14 April 2014

Love at First Site Urdu Shayari SMS Kuch To Hawaa Bhi Sard Thi Kuch Tha Tera Khayal Bhi

Love at First Site Urdu Shayari SMS Kuch to hawaa bhi sard thi kuch tha tera khayal bhi By Poetrysync

Kuch to hawaa bhi sard thi, kuch tha tera khayal bhi
Dil ko khushi ke sath sath hota raha malaal bhi,

Baat woh aadhi raat ki, raat woh pooray chaand ki
Chaand bhi aik cheet ka, uss pe tera jamaal bhi

Sab se nazer bacha ke woh mujhko kuch esay dekha
Aik dafaa to ruk gaey gardish-e-maah-o-saal bhi...!!!


»»  read more

Friday 11 April 2014

Pyaar Shayari SMS PYAR Ka Matlab KHUSHI aur GHAM Hota Hai

Pyaar Shayari SMS PYAR Ka Matlab KHUSHI aur GHAM Hota Hai Poetrysync

PYAR Ka Matlab "KHUSHI aur GHAM" Hota Hai 
Kissi Ke Liye...!!!
PYAR Ka Matlab "HANSNA aur RONA" Hota Hai
Kissi Ke Liye...!!!
Badqismati Se Kuch Loog Samaj Na Sake PYAR Ko,
Ke PYAR Ka Matlab "JEENA aur MARNA" Hota Hai
Kissi Ke Liye...!!!


»»  read more

Tuesday 25 March 2014

Gham Sad Shayari: Piyar Ke Ujaale Me Ghaum Ka Andhera Kioun Hai

Love Shayari Piyar Ke Ujaale Me Ghaum Ka Andhera Kioun Hai By poetrysync

Piyar Ke Uojale Me Gham Ka Andhera Kiou Hai
Jisko Hum Chahe Wahi Rulata Kiou Hai,
Mere Rabba Agar Woh Mera Nasib Nhi To
Aise Logo Se Hamain Milata Kioun Hai...!!!

»»  read more

Judai Shayari: Woh Aahed Kar Ke Gaya Tha Ky Laot Aaonga

Love Shayari Woh Aahed Kar Ke Gaya Tha Ky laot Aaonga By Poetrysync

Woh Aahed Kar Ke Gaya Tha Ky Laot Aaonga
Main Intzar Na Karti To Aur Kya Karti,
Zaheen Usky Sivaa Kon Tha Mera Hamdard
Main Us Se Piyar Na Karti To Aur Kya Karti...!!!

»»  read more

Friday 21 March 2014

Piyar Shayari: Kyun Hum Kisi Ke Khayalon Me Kho Jaate Hain

Piyar Shayari Kyun Hum Kisi Ke Khayalon Me Kho Jaate Hain By Poetrysync

Kiun Ham Kisi Ke Khayalon Me Kho Jate Hain
Eak Paal Ke Dori Me Kho Jate Hain,
Koi Hamain Itna Bata Do Ke Ham Hi Aise Hain
Yeh Piyar Karne Ke Baad Sab Aise Ho Jate Ha...!!!


»»  read more