Showing posts with label AweSom GhaZals. Show all posts
Showing posts with label AweSom GhaZals. Show all posts

Friday, 2 May 2014

Parakhna mat parakhne se koi apna nahi rehta,

Parakhna mat parakhne se koi apna nahi rehta,Kisi bhi Aaina me dair tak chehra nahi rehta...Baray logon se milne me hamesha fasla rakhna,Jahan darya samandar se mila, darya nahi rehta...Tumhara Shehar to bilkul naye andaz wala hai,Hamare shehar me bhi ab koi hum sa nahi rehta...Mohabbat aik khushbu hai hamesha saath chalti hai,Koi insan tanhai...
»»  read more

Thursday, 24 April 2014

Udaas Shamein, Ujaad Rastey, Kabhi Bulayen To Laut Ana;

Udaas Shamein, Ujaad Rastey, Kabhi BulayenTo Laut Ana;Kisi Ki Ankhon Mein Ratjagon Ke Azaab Ayen ToLaut Ana;Abhi Nayi Wadiyon, Naye Manzron Main RehLo Magar Meri Jaan;Yeh Saarey Aik Aik Karke Jab Tum Ko ChhodJayen To Laut Ana;Naye Zamanon Ko Qurb Orrhey, ZayeefLamhey, Niddhaal Yadein;Tumharey Khawbon Ke Band Kamron Mein LautAyen To Laut Ana;Agar...
»»  read more

Friday, 18 April 2014

Bhoole Na Kisi Haal Me Aadaab-e-Nazar Hum.

Bhoole Na Kisi Haal Me Aadaab-e-Nazar Hum. Mur Kar Na Tujhe Dekh Sake Waqt-e-Safar Hum. Ay Hussn! Kisi Ne Tujhe Itnaa Tu Na Chaaha. Barbaad Huwa Tere Liye Kon Magar Hum. Jeene ka Hamein Khud Na Mila Waqt Tu Kya Hai. Logon ko Sikhlaate Rahe Jeene Ka Hunar Hum. Ab Tere Taalluq Se Hamein Yaad Hai Itna. Aik...
»»  read more

Wo Jis Markaz Se Thay Mansoob Us Se Hat Chuke Hain..

Wo Jis Markaz Se Thay Mansoob Us Se Hat Chuke Hain.. Idhar Kuch Din Se Hum Har Raabtey Se Kat Chuke Hain.. Isi Mehdood Safhey Par Likhein Apni Kahaani.. K Hum Doonon Taraf Se Haashiyon Mein Bat Chuke Hain.. Bharam Rakha Huwa Hai Dhoop Mein Saaye Ne Apna.. Wagarna ! Hum Qad-o-Qaamat Mein Kab k Ghat Chuke Hain.. Wohi...
»»  read more

Surkh sharabon jesi ankhen phool ki pati jaise hont.

Surkh sharabon jesi ankhen phool ki pati jaise hont. Gul ko dho de jesy shabnam us Larki k waisy hont. Aankh uthaye tu tarpa de boly tu dehkaye aag. Uff toba ye kesi ankhen uff toba ye kesy hont. Aksar dhoonda karty hen hum phir kar sheher ki sarkon par. Mast katora c wo ankhen mast bnaany waly hont. Kitni pyari...
»»  read more

Tuesday, 15 April 2014

Dhoop Ho Chaaon Ho Tum Saath Nibhaiya Karna

Dhoop Ho Chaaon Ho Tum Saath Nibhaiya KarnaMeray Chehray Pey Sada Palkoon Ka Saeya Karna,Raah Dekhun Gi Tumhaari Main Sar-E-Shaam YoonhiKabhi Jaldi Kabhi Dair Say Aaya Karna,Daant Lena Sar-E-Mehfil Koi Baat NahinPhir Akaley Main Gale Laga Kay Mnaaya Karna,Jaan Jaon Gi Main Khushbu Say Tumhaari Tum KoTum Peechay Say Meri Aankhoon Ko Chupaya...
»»  read more

Tuesday, 8 April 2014

Tum Hi Se Subaah Ho Meri,

Tum Hi Se Mera Chaand Khilay, Tum Hi Se Chaandni Milay, Tum Hi Se Subaah Ho Meri, Tum Hi Se Meri Shaam Dhalay, Tum Hi Se Mehkay Har Kali, Tum Hi Se Her Phool Khilay, Tum Hi To Apnay Ho Meray, Tum Hi Se Hain Sub Gilay, Tum Hi To Chaahat Ho Meri, Tum Hi Se Mera Dil Mil...
»»  read more

Sunday, 30 March 2014

Aisi lagi udaas sar-E-shaam ZINDGI

Aisi lagi udaas sar-E-shaam ZINDGI Jaise kisi ki aankh ka ilzam "ZINDGI" Apny jahan mein dekha teray baad kuch nahi, Hum ne laga di aaj tery naam "ZINDGI" Jis k bina ye saans mujhe DooBti lagi, Ja k ussy bhi DhoonD kisi shaam "ZINDGI" Ye piyaar dard na ban saky jis k nashy mein, Mujhko...
»»  read more

Youn Tere Husun Ki Tasveer Ghazal Mein Aaye,

Youn Tere Husun Ki Tasveer Ghazal Mein Aaye,Jaise Balqees Sulaiman K Mehel Mein Aaye,Jabar Se Aik Howa Zaiqa-e-Hijar-O-Wisal,Ab Kahan Se Wo Maza Sabar K Phal Mein Aaye,Hamsafar Thi Jahan Farhad K Taishe Ki Sada,Wo Maqamat Bhi Kuch Sair-o-Jabal Mein Aaye,Ye Bhi Aaraish-e-Hasti Ka Taqaza Tha K Hum,Halqa-e-Fikr Se Maidan-e-Amal Mein Aaye,Har...
»»  read more

Thursday, 27 March 2014

Sitaara Ban K Sulgta Raha Hoon Jis K Liye

Elawah Iss K Mohabbat Ne Kiya Diya Hai MujheJala K Taiz Hawa Mein Bujha Diya Hai MujheSitaara Ban K Sulgta Raha Hoon Jis K LiyeUsi Ne Khaak Mein Aa Kar Mila Diya Hai MujheMein Yaad Rakhta Nahi Hoon Mein Us Ko Yaad NahiMein Bhool Jata Hoon Us Ne Bhula Diya Hai MujheFana Ka Aakhri Jhonka Guzar Chuka Hai SahibK Loh-e-Dil Se Kisi Ne  Mitta...
»»  read more

Wednesday, 26 March 2014

Dabi Dabi Si Woh Muskurahat; Labon Pe Apney Saja Saja Ke,

Dabi Dabi Si Woh Muskurahat; Labon Pe Apney Saja Saja Ke,Woh Narm Lehje Me Baat Karna; Adaa Se Nazren Jhuka Jhuka Ke,Woh Aankh Teri Shararti Si;Woh Zulff Maathey Pe Naachti Si,Nazar Hatey Na Ek Pal Bhi;Main Thak Gaya Hoon Hata Hata ke,Woh Tera Haathon Ki Ungliyon Ko;Mila Ke Zulfon Main Khho Sa Jana,Haya Ko Chehrey Pe Phir Sajana,Phhool Chehra...
»»  read more

Monday, 24 March 2014

Jab Tera Dard Mere Saath Wafa Karta Hai..

Jab Tera Dard Mere Saath Wafa Karta Hai..Ik Samandar Meri Aankhon Se Baha Karta Hai..Uss Ki Batain Mujhe Khushbu Ki Tarah Lagti Hain..Phool Jaisey Koi Sehra Main Khila Karta Hai..Mere Dost Kii Pehchan Yahi Kaafi Hai..Woh Har Ik Shakhs Ko Daanista Khafa Karta Hai..Aur Tu Koi Sabab Uss Ki Muhabbat Ka Nahi..Baat Itni Hae Kay Woh Mujh Se Jafa...
»»  read more

Wisal Mosam Guzar Gaya To Khyaal Ban Kar Mila Karaingy

Wisal Mosam Guzar Gaya To Khyaal Ban Kar Mila Karaingy Bichar Gay Hum Agar To Phir Maah_o_Saal Ban Kar Mila Karaingy Kitab_e_Ehd_o_Wafa K Ek Ek Warq Pe Apni Khabar Milegi Hum Ehl_e_Ulfat Mohbaton Ki Misaal Ban Kar Mila Karaingy Hazar Lamhon Ki Ho Musafat Dilon Ki Dharkan Sunai Degi Guzrty Lamhon Ki Har Sada Me...
»»  read more

Sunday, 23 March 2014

Kia mila us ko Mohabbat mein judayee de kar,

Kia mila us ko Mohabbat mein judayee de kar,Jis ko paya tha Sar-e-Aam khudayee de kar,Is ka gham ab to mujhe reza reza karta hai,Thak gai Rooh bhi ab is ko duhaayee de kar,Aaj bikhra hoon mein tootey huay taarae ki tarah "WASi"Aaj wo khush hay mujhe khud se rehayee de kar......
»»  read more

Kaati Hai Gham Ki Raat Bare Ehtraam Se

Kaati Hai Gham Ki Raat Bare Ehtraam Se,Aksar Bujha Liya Hai Charaghon Ko Shaam Se,Roshan Hai Apni Bazm Aur Isse Ehtemaam Se,Kuch Dil Bhi Jal Rahe Hai Chiragho'n Ke Naam Se,Muddat Hui Hai Khoon-E-Tamanna Kiye Magar,Ab Tak Tapak Raha Hai Lahoo Dil ke JaaM Se,Subh-E-Bahar Humko Bulati Rahi Magar,HuM Khelte Rahe Kisi Damakti Shaam Se,Har Saans...
»»  read more

mujhe bujha de, mera dard mukhtasir kar de

mujhe bujha de, mera dard mukhtasir kar demagar diye ki tarah mujh ko mo’atbar kar demeri talaash ko benaam-o-besafar kar demain tera raasta chhoRuu to dar-ba-dar kar dejudaaiyoN kii ye raateN to kaatnii ho'ngiikahaaniyoN ko ko’ii kaise muKhtasir kar detere Khayaal ke haathoN kuch aisaa bikhraa hoonke jaise bachaa kitaabein idhar-udhar kar...
»»  read more

Saturday, 22 March 2014

Lakh doori ho magar ehad nibhate rehna..

Lakh doori ho magar ehad nibhate rehna..Jub b barish ho mera soog manate rehna...Tum gaye ho to sari shaam ye adat tehri..Bus kinare pe khare hath hilate rehna..Jane is dil ko ye adab kahan se aaye..Us ki rahoo me nigahoo ko bichate rehna..ek modat se ye maamool howa hai ab to..Aap hi roothna aap hi manate rehna..Tum ko maaloom he Saqi, ye...
»»  read more

Tumhe Jab Kabhi Mile Fursatein Mere Dil se Bojh Utaar Do

Tumhe Jab Kabhi Mile Fursatein Mere Dil se Bojh Utaar Do,Main Bahut Dino Se Udaas Hoon Mujhe Ek Shaam Udhaar Do,Mujhe Apne Roop Ki Dhoop Do, K Chamak Sake Mere Khad-o-khal,Mujhe Apne Rang Mein Rang Do Mera Sara Zang Utaar Do,Kisi Aur Ko Mere Haal Se Koi Gharz Hai , Na Hi Wasta,Mere Dil pe Haath Rakho Zara , Meri Dhadkano Ko Qaraar Do,Tumhe...
»»  read more

Chhoti See Shikaayat Par Mounh Morh Key ChaL Deina

Chhoti See Shikaayat Par Mounh Morh Key ChaL DeinaYeh Kaisii MOHABBAT HeyYeh Kaisi RaFaQat HayGar Paas-e-WAFA Rakhh Kar Tum Maan Barha DaiteyBeLous RaFaaQat ParEmaan Barhaa DeitayMain Fakhar Say Phirr KehtaaTum Jaan-e-RafaaQat HoTum Baab E MOHABBAT HoTehreer-e-SadaaQat HoYeh Sab Hey MaGar Tabb BheeHay Mujh Ko YaQeen Abb BhiiJo Kuchh Bhii...
»»  read more

Sunday, 16 March 2014

Bhool Sakta Hai Unhein Koi Bhi Aise Kaise .

Bhool Sakta Hai Unhein Koi Bhi Aise Kaise ..Loog Es Dil Mein Bassa Karte Hen Kaise Kaise ..Jaan Le Kar Bhi Agar Khush Nahi Hoone Wala ..Koi Batlaaye Wo Phir Maanega Waise Kaise ..Hansste Hansste Wo Judai Ko Bhi Seh Jaaega ....Zinda Reh Paaenge Lekin Mere Jaise Kese ..Wo Tu Anmol Hai,Naayaab Hai Ikloatta Hai ..Us Ki Tashbiyaa Karein Hum Kisi...
»»  read more