Showing posts with label Wafa Poetry. Show all posts
Showing posts with label Wafa Poetry. Show all posts

Thursday, 5 June 2014

Wafa aur Bewafai Shayari SMS in Urdu Pictures

Najany kiun itna yaqeen ha teri WAFA par ay Dast,Warna husan waly to khud sy bhi WAFA nahi karty...!!!Sada jo dy tujh ko kabhi WAFA keliye,Khafa na karna us ko kabhi khuda keliye...!!!Suna ha muhabbat karny waly,Ab WAFA ki shart sy aazad hai...!!!Tarz-e-WAFA ko is ki kiya naam don main ab,Khud door ho gaya ha mujh ko qareeb kar ky...!!!Teri...
»»  read more

Wafa Urdu SMS Shayari with Images

HISAAB.Kuch to hisaab karo ham sy,Itni WAFAEIN udhar kon deta hai...!!!Buhat sa maan ha tum parSuno! tum paas-e-WAFA rakhna,Sabhi sy tum milo lekinZara sa fasla rakhna,Bichar jana bhi padta haiZara sa hosla rakhna,Who kurb ky lamhyTum aankhon mein saja rakhna,Abhi imkan baqi haiLab py tum duaa rakhna,Buhat nayab hain dekhoHamein...
»»  read more

Saturday, 24 May 2014

Bewafai and Wafa Shayari Wallpaper in Urdu

Bewafai ki har kahani ka,Silsila tum sy ja ky milta ha...!!!Na kar muhabbat pardesi sy inka thikana door hota hai,Yeh BEWAFA nahi hoty uhain jana zaroor hota hai...!!!Shahar bhar mein jisnyRuswa kiya hamein bewafa ky nam parKhud uska damanWafa sy khali tha...!!!Woh BEWAFAI kar ky bhi hamein bury nahi lagty,Afsos ham wafa kar ky bhi unhain...
»»  read more

Friday, 23 May 2014

Wafa and Bewafa Poetry/Shayari Pictures in Urdu

Tum mein wafa nahi ye baat janty hain ham,Magar tumhain koi bewafa kahy to bura lagta ha...!!!Tum ny dekhi hi nahi hamari pholon jaisi wafa,Ham jis par khilty hain usi par murjha jaty hain...!!!Wafadar aur tum, khayal acha ha,Bewafa aur ham ilzam bhi acha ha...!!!Bas aik hi sabak seekha ha zindagi sy,Jitni wafa karo gy utna pareshan raho...
»»  read more

Tuesday, 15 April 2014

Isalmic Urdu Shayari SMS Fanna Kar De Apni Sari Zindgi KHUDA Ki Mohabbat Me

Fanna kar De apni sari Zindgi "KHUDA" ki mohabbat me,Yahi Woh wahid Pyar hai Jis me Bewafai ni hoti......
»»  read more

Monday, 14 April 2014

Dard and Bewafai Shayari in Hindi Image Safar-e-Wafa Ki Raah Me Manzil Jafa Ki Thi

Safar-e-Wafa Ki Raah Me Manzil Jafa Ki ThiKaghaz Ka Ghar Bana Ke Bhi Khawahish Hawa Ki Thi,Thi Jugnuon Ke Shehr Me Taron Se DushmaniMashooq Chaand Tha Aur Tamanna Subha Ki Thi,Tum Ne To Ebadat Ka Tamasha Bana DiyaChahat Namaz Ki Thi Per Aadat Qaza Ki Thi,Maine To Zindagi Ko Tere Naam Likha ThaShayad Mgar Kuch Aur Hi Marzi KHUDA Ki Thi,Dard...
»»  read more

Thursday, 27 March 2014

Sad Bewafai Hindi Shayari: Hamne Waqat Se Bohut Wafa Ki

Hamne Waqat Se Bohut Wafa KiLekin Waqat Hamse Bewafai Kar Gaya,Kuch To Hamare Naseb Bore The,Kuch Unka Humse Jee Bhar Gaya......
»»  read more

Tuesday, 25 March 2014

Wafa Love Shayari: Kabhi Dekha Dhoop Main Kharay Tanha Shajar Ko

Kabhi Dekha Dhoop Main Kharay Tanha Shajar KoAisay Jaltay Hain Wafaon Ko Nibhanay Walay......
»»  read more

Friday, 21 March 2014

Muhabbat Adat Shayari: Uske Saath Rehte Rehte Uski Aadat Ho Gai

Usky Sath Rehte Rehte Uski Adat Ho GaiUs Se Bat Karte Karte Chaahat Ho Gai,Eak Pal Na Mile To Bacheni Se Hoti HaiDosti Nibhate Nibhate Mohabbat Ho Gai......
»»  read more

Thursday, 6 February 2014

Mohabbat Karni Ha To Khuda Se Karo...

Mohabbat Karni Ha To Khuda Se Karo Faraz,Matti K Khilono Se Kabhi Wafa Nahi Milt...
»»  read more

Paikar tha wafa ka...

Paikar tha wafa ka, mohabbat ka khuda tha,Woh shakhss zamaney mein sab se hi juda tha,Chahat ke khazaney they har lafz mein us ke,Daaman mera us ne duaaon se bhar tha,Mujh ko nahin dekha karri dhoop ne chu kar,Baba mera duniya main mujhe aesa jo mila tha,Fikrain na zamaney ki kabhi paas bhi ayin,Hard dard meri hasti se dartaa hi raha tha,Jab taka raha saanson ka basera mere baba,Tab tak main ghamon se bachta hi raha tha,Us shaam...
»»  read more

Yeh kafi hai ke hum...

Yeh kafi hai ke hum dushman nahin hain,Wafaadari ka daava* kyon karain hum..!(daava;cla...
»»  read more

Duniya Ke Sitam Yaad Na Apni Wafaa Yaad...

Duniya Ke Sitam Yaad Na Apni Wafaa YaadAb Mujh Ko Nahi Kuch Bhi Mohabbat Ke Siwa YaadMein Shikwah Ba Lab Tha, Mujhe Ye Na Bhi Raha YaadShayad Ke Mere Bhoolnay Waalay Ne Kia YaadKia Jaaniye Kia Ho Gaya Arbaab-e-Junoo.n KoJeenay Ki Adaa Yaad Na Marnay Ki Adaa YaadKia Lutf Ke Mein Apna Pataa Aap BataaonKijiye Koi Bhooli Howi Khaas Apni Adaa YaadMuddat Howi Ek Haadsa-e-Ishq Ko LaikinAb Tak Hai Tere Dil Ke Dharaknay Ki Sadaa Y...
»»  read more

Friday, 2 August 2013

Iss Dunya Main Wafa Krnay Waalon Ki Kami Nahi

Iss Dunya Main Wafa Krnay Waalon Ki Kami Nahi,Bus Piyaar Hi Us Se Ho Jaata Ha Jissay Qadar Na H...
»»  read more

Duniya Ke Sitam Yaad Na Apni Wafaa Yaad

Duniya Ke Sitam Yaad Na Apni Wafaa YaadAb Mujh Ko Nahi Kuch Bhi Mohabbat Ke Siwa YaadMein Shikwah Ba Lab Tha, Mujhe Ye Na Bhi Raha YaadShayad Ke Mere Bhoolnay Waalay Ne Kia YaadKia Jaaniye Kia Ho Gaya Arbaab-e-Junoo.n KoJeenay Ki Adaa Yaad Na Marnay Ki Adaa YaadKia Lutf Ke Mein Apna Pataa Aap BataaonKijiye Koi Bhooli Howi Khaas Apni Adaa YaadMuddat Howi Ek Haadsa-e-Ishq Ko LaikinAb Tak Hai Tere Dil Ke Dharaknay Ki Sadaa Y...
»»  read more

Yaad aa ke reh gaye hain zamane wafaon ke

Yaad aa ke reh gaye hain zamane wafaon ke,Sholay jala ke chal diye jhonkay wafaon ke,Har ik qadam par talkhii doraa’n ki dhoop thi,They hum bhi us gali mein talabgar chaaon ke,Karte rahe jo chand sitaaron ki rehbri,Kuch log muntazir hain unhi rehnumaaon ke,Har zehen mein parre hain teri zulf ke bhanwar,Har dil ki sarzamee’n mein nishaan tere paaon ke,Be’chaargi zeest ka daaman na bhar saka,Hum ne lutaa diye hain khazaney dua’on...
»»  read more

Thursday, 1 August 2013

Ab Toh Bus Jaan Hi Denay Ki Baari Ha! Mohsin

Ab Toh Bus Jaan Hi Denay Ki Baari Ha! Mohsin,Main Kahan Tak Saabit Kroon K Wafa Ha Mujh Mai...
»»  read more

Monday, 29 July 2013

Hawas naseeb e nazar ko kahien qarar nahi

Hawas naseeb e nazar ko kahien qarar nahi,Main muntazir hun magar tera intazar nahi,Humi say rang e gulistan humi say rang e bahar,Humi ko nazm e gulistan pey ikhtayar nahi,Abhi na cher mohabbat kay geet ay matrab,Abhi hayat ka mahool khushgawar nahi,Tumharey ehad e wafa ko main ehad kya samjhon,Mujhey khud apni mohabbat ka aitbar nahi,Na janey kitney giley is me muztarib hain nadeem,Wo ek dil kisi ka gila guzar nahi,Gurez ka...
»»  read more

Sach Hai Hamee'n Ko Aap Ke Shikway Bajaa Na Thay

Sach Hai Hamee.n Ko Aap Ke Shikway Bajaa Na ThayBe-Shak Sitam Janaab Ke Sab Dostaana ThayHaan Jo Jafaa Bhi Aap Ne Ki, Qaaiday Se KiHaan Ham Hee Kaar Band-e-Asool-e-Wafa Na ThayAaye Tou Yun Ke Jaisay Hamesha Thay MeherbaanBhoolay Tou Yun Ke Goya Kabhi Aashna Na ThayKyun Daad-e-Gham Ham Ne Talab Ki, Buraa KiyaHam Se JahaaN Mein Kushta-e-Gham Aur Kya Na ThayGar Fikr-e-zaKhm Ki Tou Khataavaar Hain Ke HamKyun Mahv-e-Madh-e-Khuubi-e-Teg-e-Adaa...
»»  read more