Showing posts with label Mery ban jao. Show all posts
Showing posts with label Mery ban jao. Show all posts

Monday, 14 April 2014

Best Sms Collection

Ye muhabat k haadsy aksar dilon ko tor dety hain
Tum manzil ki baat karty ho log rahon me chor dety hian


Mery Ban Jao


Hasty chehry dekh kar ye na sochna
K isy koi gham nahi ye samjhna k
Is me Gham Sehny ki kitni himat he


Mery Ban Jao


Aetbar or piyar Do aesy Parnday hain jin me Aek Ur jay to dosra khud
hi ur jaata he.


Mery Ban Jao


Achy waqat se ziyada acha dost azeez rakho ku k acha dost bury
waqat ko bhi acha bana deta he


Mery Ban Jao

Tera Behtareen ham nasheen jo tery tamam ayeb jaan kar bhi
Tery sath rahy or wo sirf or sirf Allah He.


Mery Ban Jao
»»  read more

Tuesday, 5 November 2013

Best two Line Urdu Shayari Collection Kehny ko dill me batain boht si hain

Kuch nahi kharidna teri dukaan se e ISHK
Tere Har Saman Me Milawat He

Mery Ban Jao

Khny ko dill me batain boht si hain
Mukhtasar lafzon me meri akhri khuhahish ho tum

Mery Ban Jao

Khi tum bhi na ban jana mazmoon kisi kitab ka
Log bary shok se parhty hain khaniyan bewafaon ki

Mery Ban Jao

Me doob kar jo ubra to bas itna hi dekha
Oron ki tarha Wo bhi kinary par Khara Tha

Mery Ban Jao

Be Waja Nahi Rota Ishk Me Koi Ghaleb
Jisy Khud Se Barh K Chaha Ho wo Rulata He

Mery Ban Jao

Mujh Se har Bar wo nazrain Chura Leta he Faraz
Me Ne kaghaz Par Bhi bna k Dekhi Hain Aankhain Us Ki

Mery Ban Jao

Uski Hasrat ko Mery Dill Me Likhny Walay
Kash Usko Bhi Mere Muqadar main Likha Hota

Mery Ban Jao

»»  read more

Wah Re Ishk Tera Kia Kehna Ishk Karna He To Dard Sehna Seekho

Woh dill nahi rhe WO jazbe nhi rahy
Apny Bhi is daur main apne Nahi Rahe

Halat-e-Zindagi Par Ghor Kiya to Paya
Rishte Zubaan Ke Rahe Dill Ke Nahi Rahy

Mery Ban Jao


Wah Re Ishk Tera Kia Kehna
Jo tujhy Jaan Le Tu Us Ki jaan Le

Mery Ban Jao

Ishk Karna He To Dard Sehna Sekho
Warna Esa Karo Oqaat Me Rehna Sekho

Mery Ban Jao

Ye Jo har Mor Py Aa milti he mujh se
Ye Badnaseebi Bhi Kahi Meri Diwani To Nahi

Mery Ban Jao

Zamany Ka Sahara To Bzahir Ik dikhawa he
Haqeeqat me mujhy Mera Khuda Girny Nahi deta

Mery Ban Jao

Smait rkhi hain apny dill me uski yaadain
Kbhi tanha hota houn to brra dard deti hain

Mery Ban Jao

»»  read more

Tuesday, 2 April 2013

Meri Or Uski Arzo Main Bas Yahi Farq Tha


Meri Or Uski Arzo Main Bas Yahi Farq Tha
Muje Bas Wo, Or Usay Sara zamana chahiye tha

Mery Ban Jao

Yehi Aarzo Rahi Umar bhar ke
Muhabatain mere saath hon

Kabhi easa Ishq kiya nahi ke
Nidamatein mere sath hon

Koi easa haraf likha nahi ke
ho sharamsaar qalam mera

Koi easa jurm kiya nahi ke
Wazahatein mere saath hon

Faqat Ik Shakhs Ki AArzoo Main
Guzer Rahe he ye zindagi

Yeh talab nahi ke tamam shehar ki
Chahtain mere sath hon....?

Mery Ban Jao

Tasweer me Zroor aao
Mager Tairna to seekho

Tum aksar Doob jaty ho
Mery Ashkon Ke Paani me

Mery ban Jao

»»  read more

Wednesday, 6 February 2013

Huzoor aapka bhi ahtaraam karta chaloon


Huzoor aapka bhi ahtaraam karta chaloon
Huzoor aapka bhi ahtaraam karta chaloon
Huzoor aapka bhi ahtaraam karta chaloon

adhar se guzra tha socha salaam karta chaloon
Huzoor aapka bhi ahtaraam karta chaloon

Nigah ho dill ki yhi aakhri tamana he
Nigah ho dill ki yhi aakhri tamana he
Nigah ho dill ki yhi aakhri tamana he

Tumhari zulf ke saaye me shaam karta chaloon
huzoor aapka bhi ahtaaram karta chaloon

Unhain ye zid k muje dekh kr kisi ko na dekh
Unhain ye zid k muje dekh kr kisi ko na dekh
Unhain ye zid k muje dekh kr kisi ko na dekh
Unhain ye zid k muje dekh kr kisi ko na dekh

Mera ye SHOOK k subse KALAAM krta challon
Idhar se Guza tha socha salaam krta chaloon
Huzoor aapka bhi ahtaaram krta challon

Ye mery khuaabon ki dunya nhi leakin
Ye mery khuaabon ki dunya nhi leakin
Ye mery khuaabon ki dunya nhi leakin

Ab aa gya hon to Do Din Qayyam krta chaloon
Idhar se guzra tha socha Kalaam krta chaloon

HUZOOR AAPKA BHI AHTARAAM KRTA CHALOON

Mery Ban Jao

»»  read more

Thursday, 29 November 2012

Mery Ban Jao

To ne Dekha he kabhi chaand py Behta hoa pani?

Meny Dekha he ye manzar uske Rukhsaar Pe aksar


(Mery-ban-jao)


Suna he wo kh ke gye hain k abto ham sirf
Tumhary khabon me aayn ge

Koi keh de unsy k wo wada kar le hmse
Zindagi bhar k liye so jayn ge


(Mery-ban-jao)


Muje aaj tak na khabar hoi k me kis diye ki aag hon?
Muje jis ne chaha Jala diya Jis ne chaha bhuja diya

(Mery-ban-jao)

Tum muje roh me basa lo to acha he
Ye dil-o-Jan k rishty aksar toot jaya karty hain

(Mery-ban-jao)

»»  read more

Thursday, 22 November 2012

Hmain koi tum sa mill jay ye naamumken hi sahi lekn

Zindagi tuj py boht ghor kia he meny
Tu rangeen khayalon k siwa kuch bhi nahee

(Mery-ban-jao)

Is udaas rahon par is akely dill k sath
Kar liya safar kitna or kitna baaqi he??

Wo jo ik taraa se door jhilmilata he
Rasta dikhata he or dhob jata he

Tab akely pan se dill ye sawaal karta he
Jugnoon ki khuwaahish me titliyon ki chahat me

Kar liya safar ktna or kitna baqi he??

(Mery-ban-jao)

Boht naayaab hoty hain jinhain hm apna khty hain
Lo tumhain bhi di ijaazat k tum anmool ho jao...

(Mery-ban-jao)

Hmain koi tum sa mill jay ye naamumken hi sahi lekn??
Tumhain bhi hm sa mill jay mushkel sa lagta he.
»»  read more