Showing posts with label ek Umeed. Show all posts
Showing posts with label ek Umeed. Show all posts

Tuesday, 12 February 2013

Terey Ekhlaass Say Mohabbat Ki Hai

Terey Ekhlaass Say Mohabbat Ki HaiTerey Ehssaas Say Mohabbat Ki HaiTu Merey Pass Nahin Hai Phir BhiTeri Yaad Say Mohabbat Ki HaiKabhi Tu Nay Bhi Mujhay Yaad Kya Ho GaMain Nay Un Lamhaat Say Mohabbat Ki HaiJin Main Ho Sirf Teri Aur Meri BaatainMain Nay Un Auqaat Say Mohabbat Ki HaiAur Jo Mahekay Ho Sirf Teri Hi Mohabbat SayMain Nay Un Jazbaat...
»»  read more

Us-Ki Aankhon Main Muhabbat Ka Sitaara Ho Ga

Us-Ki Aankhon Main Muhabbat Ka Sitaara Ho Ga,Aik Din Aaye Ga Wo Shakhs Humaara Ho Ga.Tum Jahan Meray Liye Seepiyan Chunti Hogi,Wo Kisi Aur Hi Duniya Ka Kinaara Hoga,Zindagi Ab Kay Mera Naam Shamil Na Karna,Gar Ye Ta'y Hai Kay Yahi Khail Dubaara Ho Ga.Jis Kay Honay Say Mere Saans Chala Karti Hai,Kis Tarha Us-Kay Baghair Apna Guzaara Ho Ga.Ye...
»»  read more

Saturday, 2 February 2013

Bas ik shab kay liy wasal-e-yaar main rehna

Bas ik shab kay liy wasal-e-yaar main rehna Phir uskay baad reh-e-intizaar main rehna Kabhi sukon kabhi khalafshaar main rehna Humein azeez teray ikhtiyaar main rehna Woh bay iraada teri khushbouon ko choo lena Phir ik ajeeb se kaif-o-khumaar main rehna Woh ik pal kay liye arzoo mohabbat ki Phir ik umar safar kay ghubaar main rehna Meri...
»»  read more

Wednesday, 26 December 2012

Suno Tum Maan Jao Na

Suno Tum Maan Jao Na Hamay Ab Yun Satao Na Tumharay Bin Hamay Jena Gawara Ab Nahi Hota Tumhay Kaisay Kahun Tum Bin Guzara Ab Nahi Hota Hamay Apna Bana Lo Tum Tumhara Ban K Rehna Hai Mujhe Dukh Hijar Ka Janum Nahi Ab Or Sehna Hai Kayi Sapnay Sajaey Hain Ab In Me Rang Bhar Do Na Tumhay Meri Kasam Jannah Tum Meray Sang Chal Do Na Mujhay...
»»  read more

Thursday, 25 October 2012

hai aur kya jisay dekhien teray jamaal key baad

hai aur kya jisay dekhien teray jamaal key baadtamam umr katti intezar mein apniikoii bhi dukh na milla phir teray malal key baadjawaab mil gya mujhey teri khamoshi seytumharey lafz kyoun khoye meray sawaal key baadtumharey meray ta’aluq pey youn khizaa’n chaiikbhii urooj nahii hai jisay zawaal key baadmain teri yaad key chehray ko dhaanp...
»»  read more

Sunday, 7 October 2012

Haakim-e-Shehr bata!

Haakim-e-Shehr bata!Waqt k Shikanjon ne,Khawhishon k phoolon ko,Noch noch tora hai,Kaya ye zulm thora hai...?Dard k jazeeron ne,Aarzu k jeevan ko,Maqbaron mein dala hai,Zulmatton k daaeray hain,Log sab luterey hain,Maut rooth bethi hai,Zaat reza reza hai,Taar taar daman hai,Dard dard jeewan hai,Shabnami si Palkain hain,Qurb hai na doori hai,Zindagi...
»»  read more

Monday, 3 September 2012

Hum to saya tera ban jaen, agr tu chahe

Hum to saya tera ban jaen, agr tu chahe.Ya kabhi bhi na nazar ayen, agr tu chahe.Tu jo chahe to sar-e-aam Karen ehd-e-wafa.Yon hi dunya se guzar jaen, agr tu chahe.Mujh se milne min to janaan teri ruswai he.Hum teri yad se mil ayen, agr tu chahe.Tu jo keh de to pukaren sar-e-bazar tujhe.Ajnabi ban k guzar jaen, agr tu chahe.Zindagi varain...
»»  read more

Friday, 17 August 2012

um sadh ke daikhon tujhay, jhapkoon na palak bhi

dum sadh ke daikhon tujhay, jhapkoon na palak bhiankhon main samau loon tere lehjay ki damak bhiae ishq agar mujh ko tera izn ho mumkinaaghosh main le loon tere paikar ki mehak bhiae zikr mere fikar ki taqdeer badal deae noor mere nutaq ke kaase main jhalak bhiae qatra-e-khoon mushaf-e-rukhsaar pe til bunae setar-e-tapan kaghaz-e-saada pe...
»»  read more

Tuesday, 14 August 2012

ye jo nang thay ye jo naam thay mujhey kha gaye

ye jo nang thay ye jo naam thay mujhey kha gayeye khayal-e-pukh'ta jo khaam thay mujhey kha gayekabhi apni aankh se zindagi pe nazar na kiwohi zaawiye ke jo aam thay mujhey kha gayemein ameeq tha ke pala hua tha sakoot meinye jo log mehv-e-kalam thay mujhey kha gayewo jo mujh mei aik ikaayi thi wo na jurr sakiyehi reza reza jo kaam thay mujhey...
»»  read more

Tuesday, 24 July 2012

Meri Aarzu Hai

Meri Aarzu Hai,Tujhe Pyar Doon,Tujhe Chahaton Se Nikhar Doon,,,Kahin Aansuon Main Doob Kar,,,Tujhe Har Ghari Main Qaraar Doon,,,Main Junoon-e-Ishq Mein Jhoom Kar,,Tujhe Qurbaton Ka Hisar Doon,,,Mujhe Tumse Kitna Pyar Hai,,Taaron ka Kaise Shumar Doon,,,,Mere Har Taraf Teri Soch Hai,,,Kaise Main Khud Ko Karar Doon,,,,Aa Kar Phir Tum Kahin Jao...
»»  read more

Sunday, 8 July 2012

Sab Ka Ehsaan Uthaney Ki Zaroorat Kya Hai

Sab Ka Ehsaan Uthaney Ki Zaroorat Kya Hai Saath Tum Ho To Zamaney Ki Zaroorat Kya Hai Dil Se Tae Kar K Kisi Roz Alag Ho Jao Chorna Hai To Bahaaney Ki Zaroorat Kya Hai Kya Hua Uss Se Jo Pehla Sa Taaluq Na Raha Shehar Ko Chorr K Jaaney Ki Zaroorat Kya Hai! Masla Dono Ka Hai Tae Bhi Karen Ge Dono Shehar Ko...
»»  read more

Sunday, 1 July 2012

Bohat samjhaati hun dil ko

Bohat samjhaati hun dil koshabon ko jaag k aksar“ARAY NADAAN”mohabbat kon krta hai…mohabbat kis ko hoti hai?sbhi apbi zaroorat ko“MOHABBAT” naam dete h...
»»  read more

Thursday, 28 June 2012

Kah!n Milay To Usay Yeh Kehna

Kah!n Milay To Usay Yeh KehnaFaseeL ' E ' Nafrat Gira Raha HoonGa'ay Dinon Ko Bhula Raha HoonvVoh Apnay vVaday Se Ph!r Gaya HaiMa!n Apna vVaada Nibha Raha HoonKah!n Milay To Usay Yeh KehnaNa DiL Ma!n Ko'i MaLaaL RakhayHamesha Apna KhayaL RakhayvVoh Saray Gham Mujhe De DayTamaam Khushiyaan SambhaaL RakhayKah!n Milay To Usay Yeh Kehna....
»»  read more

Tuesday, 19 June 2012

Adhori Kooshish

Adhori Kooshish...! Tumhain Dil Say Bhulane Ki Shaa'oori Koshish Kar K Tumhain Na Yaad Karne Ki Zarori Koshish Kar K Main Khud Hee Thaak GayE Hon Ab Adhori Koshsih Kar K......
»»  read more

Tuesday, 29 May 2012

Tere Aane Ki Jub Khabar Mehke

Tere Aane Ki Jub Khabar Mehke, Teri Khushbu se saara ghar mehke, Sham Mehke tere tasavvur se, Shaam ke baad phir seher mehke, Tere Aane Ki Jub Khabar Mehke, Teri Khushbu se saara ghar mehke, Wo grahi do grahi jahaan baithe, wo jagah mehke wo seher mehke, Tere Aane Ki Jub Khabar Mehke, Teri Khushbu...
»»  read more

Wednesday, 23 May 2012

Har Haar Ke Baad Aik Jeet Hoti Hai

Har Haar Ke Baad Aik Jeet Hoti Hai,Main Us Jeet Ka Intzaar Karon Ga,Us Ne Tou Kabhi Ehsaas Nahi Kiya,Phir Be Main Uska Ehsaas Karon Ga,Jitni Be Dard Main Gehrai Bhadhay Gi,Main Usi Shiddat Se Khushi Ko Talash Karon Ga,Har Haar Ke Baad Aik Jeet Hoti Hai,Main Us Jeet Ka Intzaar Karon ...
»»  read more

Wednesday, 16 May 2012

hath choote bhi to rishte nahi choda karte

hath choote bhi to rishte nahi choda kartewaqt ke shakh se lamhen nahi toda kartejis ke aavaz mein silvat ho nigahon mein shikanaisi tasvir ke tukde nahi joda karteshahad jine ka mila karta hai thoda thodajane valon ke liye dil nahi thoda kartelag ke sahil se jo bahata hai use bahane doaisi dariya ka kabhi rukh nahi moda kartewaqt ke shakh...
»»  read more

Saturday, 5 May 2012

Kabi Tum Apni Mohabbat

Kabi Tum Apni Mohabbat Ka Aitbaar To DoMai Chahoon Toot K Tum Ko Ye Ikhtiyaar To DoGuzarti Hi Nahi Mujh Se Ye Zindagi TanhaSahara Pyaar Ka Deker Isey Guzaar To DoMai Sochti Hoon Tumhare Bagair Kya Hoga?Dil-o-Dimaag Per Ek Bhoj Hai Utaar To DoMere Khayal Ki Raahon Ko Keh-Kishaan Kar DoK Roshni Se Meri Zindagi Sanwaar To DoUmeed-e-Wafa Ghum-e-Hijar...
»»  read more

Thursday, 3 May 2012

Peshaniyon pe likhe muqaddar nahi mile

Peshaniyon pe likhe muqaddar nahi miledastar kahan milenge jahan sar nahi mileaavaragi ko dubate suraj se rabt haimagrib ke bad hum bhi to ghar par nahi milekal aainon ka jashn hua tha tamam raatandhe tamashbinon ko pathar nahi milemain chahata tha khud se mulaqat ho magaraaine mere qad ke barabar nahi milepardes ja rahe ho to sab dekhte...
»»  read more

Wednesday, 2 May 2012

Ek tamanna hai

Ek tamanna hai fakat mujh pey meharban rahotum kisi aur ko dekho to bura lagta haiMery chahat ka takaza hai mere sath rahoghair ka hath jo thamo tu bura lagta haiArzo hai tere her roop ko her pal dekhontum mere pas sey utho tu bura lagta haiRoz-e-shab aaj b perwa hai tumhari mujh kotum kisi aur ko socho tu bura lagta haiYe mery rooh tarasti...
»»  read more