Showing posts with label Afsurda Poetry. Show all posts
Showing posts with label Afsurda Poetry. Show all posts

Friday, 26 September 2014

Sad Urdu Poetry

Yaad kar k mujhy nam ho gyi ho gayi hon gi ankhainAankh me par gya kuch kh kar ye tala hoga.Sad Urdu poetryPhir nahi basty wo dill ik bar ujar jaty hainqabrain jitni bhi sanwron wha ronak nhi hoti.Sad Urdu poetryEid k chand ko dekhy na koi mery siwaIs k deedar ko ik saal guzara me neSad Urdu poetryKisi dushman ne ye izat mujhy ab tak nahi bakhshihamesha dost hi ka hath pohncha he gareban takSad Urdu poetryWafa ki talash to be...
»»  read more

Tuesday, 16 September 2014

Sad Urdu Poetry, Romantic Poetry, love poetry for her

Koi agar khalos-e-Dill se parhy mujhyMe sar basar kitab tamanna dikhai doonHar aeb shi mujh me magar aaj bhi mujh koApno se khafa hony ka andaaz na aaya.Mery Ban JaoMear kia hall he tery bina kabhi dekh to leJi rha hon tera bhula hoa wada ban kar.Mery Ban JaoKal tak tha ahsaas kisi k hony kaAaj he sirf dard us ko khony kaHum dono ka nahi tha qasoor is meTaqdeer ka fesla tha juda hony kaMery Ban JaoSamjh jata hon lekin dair se...
»»  read more

Wednesday, 21 May 2014

Ahmed faraz best urdu poetry

Ab k rut badli to khushbo ka safar dekhy ga konZakham pholon ki tarha mehkain ge par dekhy ga konDekhna sub raqas bismil me magan ho jayn geJis tarf teer aay ga udhar dekhy ga konZakham jitny bhi thy sab Mansub qatil se hoyTery hathon k nishan ae chara gar dekhy ga konWo hawas ho ya wafa ho bat mehromi ki heLog to phal phol dekhain ge shajar...
»»  read more

Monday, 5 May 2014

Sub se juda lagti ho

Sub se juda lagti hoSub me shamil ho magar sub se juda lagti hoSirf hum se nahi khud se bhi khafa lagti hoAankh uthti he na Jpakti he kisi ki khatirSans charhti he na rukti he kisi ki khatirJo kisi dar pe na thry wo hawa lagti hoZulf lhray to aanchal me chupa leti hoHont thrtray to danton main dab leti hoJo kabhi khul kar na barsy wo ghata lagti hoJagi jagi nazar aati ho na soi soiTum jo ho apny khyalat me khoi khoiKisi mayus...
»»  read more

Sunday, 4 May 2014

Mujhy Shel ho gyi Manzalain

Mujhy Shel ho gyi ManzalainMujhy shel ho gyi manzalain wo ha k rukh badal gyeTera hath hath me aa gya k charagh rah me jal gyeWo ljay mery sawal par k utha saky na juka k sarUri zulf chehry py  is tarha k shobon k raz machal gyeWhi baat jo na wo kh saky mery shairo naghma main aa gyiWhi lab na main jinhain chu saka kadar sharab main dhal gyeWahi Astaa he whi jabee whi asak he whi asteeDill zar tu bhi badal khi k jha k tor...
»»  read more

Tumhary chahny waly bhi sog karty hain

Tumhary chahny waly bhi sog karty hainFalak Pey Chand ka haly bhi sog karty hainJo to nhi to ujaly bhi sog karty hainNagar nagar main wo bikhry hain zulm k manzarHamari roh k jaaly bhi sog karty hainUsy kaho k sitam me wo kuch kami kar deK zulm torny waly bhi sog karty hainTum apny dukh pe akely nahi ho afsurdaTumhary chahny waly bhi sog karty h...
»»  read more

Wednesday, 23 April 2014

Best Urdu Ghazal

Aadhi raat k shayed sapny Jhoty thyAadhi raat k shayed sapny Jhoty thyYa phir pehli bar sitary toty thy              Jis din ghar se bhag kar sher me pohnchi thi              Bhagbari K bag Usi din photy thyMazhab ki bunyaad py kia Taqseem hoiHumsayon ne humsay hi loty thy              Shokh Nazar Ki chutki Ne Nuqsaan Kiya ...
»»  read more

Tuesday, 22 April 2014

Sad Poetry, poems about love, Two line Poetry

Khi tum bhi na ban janaKhi tum bhi na ban jana Mazmoon Kisi Kitaab kaLog Bary shok se parhty hain kahaniyan bewafaon kiMehsoos kar rha hon meMehsoos kar rha hon main jeeny ki talkhiyanShayed kisi se muhabat nhi rahiKabhi Takreer Ka matamKabhi Takreer Ka matam kabhi mehboob se shikwaAe manzile Muhabat Tery Har Mor Py Rona aayaKitni Choti Si dunya heKitni choti si dunya he meri ZAIDIk main hon Ik muhabat T...
»»  read more

Saturday, 19 April 2014

2 line Best Urdu Poetry

Pyaar Dill Main Hona ChahiyePyaar Dill Main Hona Chahiye Sirf lafzon main nahiNarazgi Sirf Lafzon me honi chahiye dill main nahiNaseeb Walon Ko Naseeb walon ko Hoti he Wafa naseebHum khud bad naseeb to Muhabat ka kia kasoorNa us ne Poch kar choraNa us ne poch kar chora na main ne usy chorty sochaUsy aadat thi chorny ki mujhy Shok Tha Khony kaAanso Bahany Se BhiAanso Bahany Se kabhi koi apna nhi bantaJo dill se piyar karty...
»»  read more

Tuesday, 15 April 2014

New Two Line Urdu Poetry

Meny to wo khoya jo mera tha hi nahi''Meny to wo khoya jo mera tha hi nahiUsny wo khoya jo sirf usi ka tha''Udaas Ruton MainUdaas Ruton main tez kafi ki talkhiyon mainWo kuch Ziyada Yaad Aata he sardiyon mainHar Ik mosam me Roshni Si bikherty hainTumhary Gham K chraagh meri Udasiyon meKhuabon K darakhtMeny ye soch k boy nahi khuabon k darakhtKon Sehra Me Lagy Pair Ko pani De Ga...Ye Tajarba Bhi Hoa HeYe tajarba bhi Hoa He Bhujy...
»»  read more

Sunday, 13 April 2014

Jal Jao Kari Dhoop me Lekin

Jal Jao Kari Dhoop me LekinApno Se kabhi saaya diwar na mangoMery ban JaoTum bin udaas honDukh hon Dard Hon Saaz HonYa Beety dino ki aawaz honMe Jo kuch Bhi HonTum Bin Udaas HonMery Ban JaoPochta He Jab Koi K dunya Me Muhabat He kahaMuskura deta hon me or yaad aa jati he Maa.Mery Ban JaoKia he ishk shikwa na karBya hoa to gya husn is fasaany kaSaza k tor py hum ko mila qafs jaalebBoht tha shok humy aashiyan banany kaMery Ban ...
»»  read more

Friday, 11 April 2014

Wafa Ki Qadar to aaj bhi boht he faraz

Jurty Hoy Dekha Na Totty hoy dill koGir jaain aanso to Uthay nahi jaatyMery Ban JaoWafa Ki Qadar to aaj bhi boht he farazFaqat mit chuky hain toot k chahny walyMery Ban JaoDill me hota to kisi tor nikal bhi jaataAb to wo shakhs boht dor talak he mujh meMery Ban JaoTujh se bichar k hum bhi mukadar ho gyePhir Jo bhi dard mila he usi dard k ho gyeMery Ban JaoWo hamary paas bethy hain Kho lamhon se tham jayKabhi bhi dor nazron se...
»»  read more

Urdu Love Poetry

Tumhari Aankh Se dill Tak safar karna he bas hamkoYe kitni khobsurat manzilon ka rasta hogaUrdu Love Poetry-------------------------MERY BAN JAO-------------------------Mat kaho mujh izhar muhabat zaba se bayan karny koSuna he zamany se k hoty hain kaan divaron k bhiHony do ye qisa byan aankhon se SAHERK ye kar deti hain har baat khamoshi se bhiUrdu Love Poetry-------------------------MERY BAN JAO-------------------------Tu lakh...
»»  read more

Friday, 4 April 2014

Ab to ye bhi nhi rha ahsaas

Ab to ye bhi nhi rha ahsaasDard Hota he ya nahi hotaIshk jab tak na kar chuky ruswaAadmi kaam ka nahi hotaToot Parta he daftan jo IshkBeshtar derpa nhi hotaWo bhi hota he ak waqt jabMasua Masuaa nahi hotaHay kiya hogya tabiyat koGham bhi Rahat Fiza Nahi HotaDill hamara he ya tumhara heHam se ye fesla nahi hotaJis pey teri nazar nhi hotiIs ki janeb khuda nhi hotamain k be raz umar bhar k liyeDill k dam bhar juda nhi hotaWo hamary...
»»  read more

Thursday, 3 April 2014

Best two line Poetry

Collection of best 2 two line urdu Poetry for Broken HeartsI hope You Will Like my collection of best urdu PoetryWo mujh se bichr kar kab tak nhi royaKoi to hamdard he jo usy rony nahi detaMery Ban JaoItni shidat Aansuon me pehly kabhi naa thiDekha Apny Naseeb ko to sare aam ro diyeMery Ban JaoJo Bhi manga wohi manga jo muqadar me na thaApni har aaik tamana se shikayat he mujhyMery Ban JaoBadal jaaty hainNa muhabat na dosti hamay...
»»  read more

Two Lines Urdu Poetry

Wo kesy log thy yarab jinhon ne paa liya tujhkoHamain to ho gya dushwar ik insaan ka milnaMery Ban JaoMain tumhari hi hon meri fiqar na karna AeniMain jaha bhi jaon gi lot kar tumhary hi pas aon giMery Ban JaoPehly socha tha k ik safa ho khani byan karny ko AeniPhir khayal aaya k uska naam hi kafi he is dastaan k liyeMery Ban JaoAaj Ki raat bhi mumkin he na so sakon mohsinYaad Phir aai he neendon ko urany waliMery Ban ...
»»  read more

Wednesday, 2 April 2014

Inteha ho gyi intezar ki

Naz He takte guftar pa insano koBaat karny ka sleka nhi nadono koMery Ban JaoMe taba hon tery piyar me tujhy dosron ka khayal hekuch Mery Masly par Ghor kar Meri Zindagi ka sawal heMery Ban JaoInteha ho gyi intezar kiAyi na kuch khabar mery yar kiYeh Hamaain he yaqeen bewafa wo nhi phir wajhkya he intezar ki?????Mery Ban JaoKanch jesy Hoty Hain hum jesy tanha logon k dillKabhi Toot Jaty hain kabhi tor diye jaty hainMery Ban JaoItna...
»»  read more

Monday, 31 March 2014

Jinhain khuab dekhna acha lagta he

Mukhlis har kisi k sath rehta honShayed isi liye khali hath rehta honMery Ban JaoJo main sar bsajda hoa kabhi to rme se aany lagi sadaTera Dill to he sanam aashna tujhy kia mily ga namaz meMery Ban JaoJinhain khuab dekhna acha lagta heUnhain ratain choti lagti hainJinhain khuab pora karna acha lagta heUnhain Din choty lagty hainMery Ban JaoMain fana ho gya wo badla phir bhi nahiMeri Chahat se bhi sachi thi nafrat us kiMery Ban...
»»  read more

Saturday, 29 March 2014

Rainy Day Sms

Aaj bhi wesa hi mosam heAaj bhi wesy hi badal hainAaj bhi wei hi barish heJab ham pehli bar mily thyk yad he hum ne ye socha thahum ko milty dekh kar mosamitna khush he itna khushk iski aankhain bhig gai hainMagar aaj ye jaan gaye hainMosam is din ku roya thaMery Ban JaoIs barish k mosam main ajeeb si kashish heNa chahty hoy bhi koi shidat se yaad aata heMery Ban JaoWo to kuch hogi tum se muhabat warnaHum wo khud sar hain k apni...
»»  read more

Thursday, 27 March 2014

Parween shakir Urdu Poetry

Meri talab tha ik shakhs wo jo nahi mila to phirHath dua se yon gira bhul gya sawal bhiUski sukhan taraziyan mery liye bhi dhal theenUski hansi me chup gya apny ghamon ka khiyal bhiGahe qreebe shahrag Gahe baede whemo KhuaabUski rafaqaton me raat hijar bhi tha wisal bhiUsky bazon me pr us ko hi sochty rhyjism ki khuahish pe the roh k aor jaal bhiSham ki nasamjh hawa poch rhi he ik pataMojh hoy koi yar kuch to mera khyal bhiMery...
»»  read more