Showing posts with label Bewafai. Show all posts
Showing posts with label Bewafai. Show all posts

Tuesday, 12 February 2013

Subah Hote Hi Tere Shehr Se Jana Hai Mujh Ko

Subah Hote Hi Tere Shehr Se Jana Hai Mujh Ko","Aaj Ki Raat Zra Mujh Ko Mana Kar Sona","Agar Ho Sake To Lota De Mujh Ko Meri Hansi",... "Ya Saari Raat Mujh Ko Rula Kar Sona","Dia Yaad Ka Koi Bujh Na Jaye Kahiin","Koi Shama Piyar Ki Jala Kar Sona","Me Nahi Kehti Tu Reh Umar Bhar sath Mere","Bas Aaj Ki Raat Apna Bana Kar Sona","Umar Bhar...
»»  read more

Saturday, 2 February 2013

Fiza main jaisay koi khushbouon ka raqs jaaga hai

Fiza main jaisay koi khushbouon ka raqs jaaga haiSunheri titliyaan phir se gulaabon kay labon ko choo kar aayi hainDarakhton ki khuli banhon main saye baat kartay hainUdaasi ashak ankhon main liye ab door nikliIsi dhaltay hue din ki mundeeron perChiraagh-e-shaam jalta haiTu dast-e-meherbaan jaise..Meray aanchal kay konay se...
»»  read more

Friday, 9 November 2012

Main Ne Poocha Kaisay Ho?

Main Ne Poocha Kaisay Ho?Badlay Ho Yan Waisay Ho?Roop Wohi Andaz WohiYa Phir Is Main Koi Kami?Hijer Ka Kuch Ihsaas To Ho gaKoi tumharay pass to ho ga?Main bichra yeah majboori thiKab manzoor mujhe doori thiSath Hamara Kab chootaRooh ka rishta kab tootaAnkh se jo Aansoo behte hainTum ko khabar hai kia kehte hain?Main ne kaha awaz tumhariAaj...
»»  read more

Muhabbat Kernay Walay Tu

Muhabbat Kernay Walay TuHamesha Saath Rehtay HaiNMuhabbat Main Judaee KaKoi Mausam Nahin HotaZameen WalooN se Yeah Keh KerFalak se Dhall Gaya SoorajUjaala BaanT Dainay seUjaala Kam Nahin HotaMujhay Tum Chorr Ker Khud bhiTu Saari Umer Tarpe ho ...Koi Aesi Saza Datien,Tumhain Tu Gham Nahin H...
»»  read more

Thursday, 25 October 2012

Zakham muskurate hen ab bhi teri aahat par

Zakham muskurate hen ab bhi teri aahat par.Dard bhool jate hen ab bhi teri aahat par.Shabnami sitaron par phool khilne lagte hen.Chaand muskurate hen ab bhi teri aahat par.Umar kat di lakin bachpana nhi jata.Hum diye jalate hen ab bhi teri aahat par.Teri yad aye to neend jati rehti he.Hum khushi manate hen ab bhi teri aahat par.Ab bhi teri...
»»  read more

Wo mohabbat min ye kesi wafa de gaya

Wo mohabbat min ye kesi wafa de gaya.khush rahon use bhool kar ye dua de gaya.Koi raqeeb hota to min bhool jati use.Habib ban kar bhi wo mujhe jafa de gaya…..Chala gaya wo guzre hoe mosam ki trah.Mujhe tanhai min jine ki baqa de gaya.Chaand ban kar utarna tha mere aangan min…..Wo dard ki barish aur thandi hawa de gaya.Kitna mushkil he khud...
»»  read more

Sunday, 7 October 2012

Ye fakhar to hasil hai buray hain k bhalay hain

Ye fakhar to hasil hai buray hain k bhalay hainDo char qadam hum bhi tere sath chalay hainJalna to charagho k muqadar hai azal seYe dil k kanwal hain k bujay hain na jalay hainNazuk thay kahin rango baye saman seJazabat k adab k sanchay main dalay hainThay kitnay sitaray k sahar sham he dobayHangam sahar kitnay he khursheed dhalay hainJo...
»»  read more

گُریز شب سے، سحر سے کلام رکھتے تھے

گُریز شب سے، سحر سے کلام رکھتے تھےکبھی وہ دن تھے کہ زُلفوں میں شام رکھتے تھےتمھارے ہاتھ لگے ہیں تو جو کرو سو کرووگرنہ تم سے تو ہم سو غلام رکھتے تھےہمیں بھی گھیر لیا گھر زعم نے تو کھُلاکُچھ اور لوگ بھی اِ س میں قیام رکھتے تھےیہ اور بات ہمیں دوستی نہ راس آئیہُوا تھی ساتھ تو خُوشبو مقام رکھتے تھے نجانے کون سی رُت میں بھچڑ گئے وہ لوگجو اپنے...
»»  read more

Friday, 7 September 2012

Tere Pyaar Mein Rusva Hona Kitna Acha Lagta Hai

Tere Pyaar Mein Rusva Hona Kitna Acha Lagta Hai,Qadam Qadam Par Thokar Khana Kitna Acha Lagta HaiRoo Leta Hoon Hans Leta Hoon Tere Aane Jane Par,Tera ghar Mein Aana Jana Kitna Acha Lagta HaiMain Apna Fasaana Khud Hi Kehta Sunta Rehta Hoon,Achi Yaadon Ko Duhrana Kitna Acha Lagta HaiTere Hi Raste Par Chalna Teri Hi Manzil Ko Jana,Tera Hi Har...
»»  read more

Monday, 6 August 2012

Wafa Ruswa Nahi Karna

Wafa Ruswa Nahi KarnaSuno Aisa Nahi KarnaMai Pehlay Hi Akela HoonMujhay Tanha Nahi KarnaJudai Aa Bhi Jaye ToYe Dil Chota Nahi KarnaBahut Masroof Ho JanaMujhay Socha Nahi KarnaBharosa Bhi Zaroori HaiMagar Sabko Nahi KarnaMuqaddar To Muqaddar HaiKabhi Shikwa Nahi KarnaMeri Takmeel Tum Se HaiMujhay Aadha Nahi Kar...
»»  read more

Tuesday, 31 July 2012

us K Nazdik Gham-e-Tarke wafa kuch b nahi

us K Nazdik Gham-e-Tarke wafa kuch b nahi.Mutmin aise hai wo jesy hua kuch b nahi.Ab To Hatho Se Lakirein Bhi Mite jati hain.Us Ko Khor Kar To Mere Pass Raha Kuch b nahi.Kal Bicharna hai To Ahd-e-wafa soch k bandh.Abi Agaz-e-Mohabat hai Giya Kuch bhi Nahi.Mai To is waste Chup Hoon K Tamasha Na Bane.Tu Samajta hai Muje Tujse Gila Kuch B N...
»»  read more

Thursday, 12 July 2012

MeIn KehTa HoOn Yeh DuNIya HaI

MeIn KehTa HoOn Yeh DuNIya HaI ......YaHaN Har ShakS MatLub Ki ....HadOoN Tak Sath Chalta Hai ...JunHi MauSam BadaLTa Hai ....MuHabbaT K SaBhi DaaWaaY ....SaBhI QaSmEin ...SaBhI WaaDaY ....AcHaNak TooT JaTay HaIn ...MeIn KehTa HoOn Yeh DuNIya HaI ......YaHaN HaR MooR Pay ApnI ...SaDa AaNkHeIN KhuLi Rakhna ...Koi KitnA BhI AcHa Hoooo ....KoI...
»»  read more

Friday, 6 July 2012

dil kabhi soorat-e-halaat sy bahir nahi gaya

dil kabhi soorat-e-halaat sy bahir nahi gaya.men mohabat main bhi Oqaat sy bahir nahi gaya.aik too hy k jahaN bhr sy ta'aluq tera,aik men hon k teri zaat sy bahir nahi gaya.soch na koi teri soch sy hutt kar sochi,tuzkiraa koi teri baat sy bahir nahi gaya.murhala tujh sy judai ka bhi aa puhncha mager,men bhi pehli molaaqat sy bahir nahi gaya.aao...
»»  read more

Monday, 21 May 2012

Kitni saji hai bewafai tere masoom chehre par

Kitni saji hai bewafai tere masoom chehre par,hum bhi pagal thay ke iss ada pe marr gay...
»»  read more

Monday, 14 May 2012

chandani chat pe chal rahi hogi

chandani chat pe chal rahi hogiab akeli tahal rahi hogiphir mera zikr aa gaya hogawo barf-si pighal rahi hogikal ka sapana bahut suhana thaye udasi na kal rahi hogisochata hun ki band kamare maiek shama-si jal rahi hogitere gahanon si khankhanati thibajare ke fasal rahi hogijin havaon ne tujh ko dularayaun mai meri gazal rahi h...
»»  read more

Saturday, 5 May 2012

Kaheen Milay Tu Us Say Yah Kehna

Kaheen Milay Tu Us Say Yah KehnaFaseel E Nafrat Ghera Raha Ho…Main Gayee Dino Ko Bhoola Raha Ho.Woh Apnay Waday Say Phir Gaya Hai..Main Apnay Waday Nibha Raha Rahoo..Kahee’n Milay Tu Us Say Yah Kehna..Na Dil May Koi Malal Rakhay Hamesha Apna Kheyal Rakhay…Apnay Saray Ghum Mojko Day Day…Or Tamam Khushiyan Sambhal Rakhay…Kahee’n Milay...
»»  read more

Wednesday, 2 May 2012

jab gardishon mein jam the

jab gardishon mein jam thekitne hasin ayyam thehum hi na the rusava faqatwo aap bhi badnam thekahate hain kuch arsa huaqabe mein bhi asanam theanjam ke kya sochatena-vaqif-e-anjam theahad-e-javani mein “adam”sab log gulandam ...
»»  read more

Sunday, 22 April 2012

jis tarah shabnam

jis tarah shabnamraat k ghup andheray mainanjaani raahon par chal karkissi phool ki saij pe sajti haibilkul ussi tarahmain bhi deis, deis ka pardesiteray naam ki surkhi ban-na chaahonyeh jantay huwaye bhik subah hotay hiyeh shaffaaf mootiyun ka sheharbaad e naseem main ghum ho jayegaaur suraj ki pehli kiran semom ka shehar pighal jayeg...
»»  read more

Friday, 20 April 2012

Log kya khoob wafaoon ka silla detey hein

Log kya khoob wafaoon ka silla detey hein Har ek moor per zakham niya detey hein Tum sey tu khair ghari bhar ki mulaqat rahi Log sadiyoon ki rafaqat ko bhula detey hein Kaisey mumkin hai dhuaan bhi na ho aur dil bhi jaley *** perti hai tu pather bhi sada detey hein Kaun hota hai museebat mein kissi ka ai dost! Aag...
»»  read more