Showing posts with label best Urdu Ghazal. Show all posts
Showing posts with label best Urdu Ghazal. Show all posts

Sunday, 31 August 2014

Tum Ajeeb Larki Ho

Tum Ajeeb Larki...
»»  read more

Sunday, 8 June 2014

Aaj Bi Us Ki Aankhon Mein Raaz Wohi Tha

Aaj Bi Us Ki Aankhon Mein Raaz Wohi ThaChehra Wohi Tha Chehra Ka Libas Wohi Tha,Kese Us Ko Bewafa Keh Doon YaroAaj Be Us Ke Dekhne Ka Andaaz Wohi Tha.best Urdu Ghazal, Urdu Ghazal, Urdu New Poetry, Urdu Sms, Urdu Image Poetry,&nb...
»»  read more

Hay Zindagi Yeh Lamha Ji Lene De

Hay Zindagi Yeh Lamha Ji Lene DeOh Pehle Se Likha Kuch Bhi NahinRoz Naya Kucch Likhti Hai TuJo Bhi Likha Hai Dil Se Jiya HaiYeh Lamha Filhaal Ji Lene De,Maasoom Si Hasi Bewaja Hi KabhiHoton Pe Khil Jaati HaiAnjaan Si Khushi Behti Huvi KabhiSaahil Pe Mil Jaati HaiYeh Anjaana Sa Darr Ajnabee Hai MagarKhoobsurat Hai Ji Lene DeYeh Lamha Filhaal...
»»  read more

Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hon

Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hon Na Kisi Ke Dil Ka Qarar HonJo Kisi Ke Kaam Na Aa Skay Main Wo Aik Musht-e Ghubar Hon,Mera Rang Rop Bigar Gya, Mera Yar Muj Se Bichar GayaJo Chaman Khazan Se Ujar Gaya, Main Usi Ki Fasal-e Bahar Hoon,Na To Main Kisi Ka Habib Hon,Jo Jur Gya Wo Dyar HoonPye Fatih Koi Aye Kun, Koi Char Phol Charhaye Kun,Koi Aa Ke...
»»  read more

Sunday, 1 June 2014

Tera kasoor nahi mera tha

Tera kasoor nahi mera thaMaine tujhko apna samjha tha,Dekh ke tere badle tewarMain to usi din ro beitha tha,Ab main samjha ab yaad aayaTu us din kyo chup chaap sa tha,Tujhko jaana hi tha lekinMile bagair hi kya jaana tha,Ab tujhe kya kya yaad dilaoonAb to woh sub kuchh hi dhoka tha,Wohi hui hai jo honi thiWohi mila hai jo likha tha,Dil ko...
»»  read more

Us Ka To Har Andaaz Nirala Sa Lagta Hai

Us Ka To Har Andaaz Nirala Sa Lagta HaiQatil Hai Mera Aur Masiha Sa Lagta Hai,Wo Jis Se Koi Khaas Ta’aruf Bhi Nahi HaiJub Bhi Nazar Aa jaye to Apna Sa Lagta Hai,Hum UsKe Bina Jaise Mukammal Hi NahiJo Kaam Bhi Karte Hai Adhura Sa Lagta Hai,Main UsKi Har ek Baat Ko Kis Tarha Na ManoonWo Jhoot Bhi Bole To Sachcha Sa Lagta Hai,Ek Umar Hui Toote...
»»  read more

Tuesday, 27 May 2014

Mujhe Apnay Badan Ki Khusbhu Se Masroor Kardo

Mujhe Apnay Badan Ki Khusbhu Se Masroor KardoMujhe Apni Nazuk Bahon Mein Mehsoor Kardo,Seenay Se Laga K Saaray Gham Door KardoMain Tumse juda Na Ho Paon Itna Majboor Kardo,Surkh Honton Se Pilao Ya In Mast Ankhon SeMain Tere Jism Se Lipta Rahun Itna Choor Kardo,Leke Bahon Mein Tujhe Honton Se Itna Choom LonFaslay Sharam-o-Haya K Tum Bhi Door...
»»  read more

Thursday, 22 May 2014

Labon pe Phool khilte hai kisi ke Naam se pehle

Labon pe Phool khilte hai kisi ke Naam se pehleDilo ke Deep jalte hai Chiragh-e-Shaam se pehle,Kabhi Manzar badalne par bhi kissa chal nahi pataKahani khatam hoti hai kabhi Anjaam se pehle,Ye hi Taare Tumhaari Aankh ki Chilman mein rehte theYe hi Suraj nikalta tha Tumhare Baam se pehle,Hui hai Shaam Jangle mein Parinde laut-te hongeAb inko...
»»  read more

Saturday, 17 May 2014

Apnay hone pay na hone ka ghuma hota hy

Apnay hone pay na hone ka ghuma hota hyLamha lamha mujhe ehsas-e-ziyan hota hy,Koi hota hy jo karta hy kahin pay sazishTer ki pusht pay qirdar-e-kaman hota hy,Bhool jana usay muskil tu nahi hy laykinKam assan bhi magar hum say kahan hota hy,Main nay dekha hy kisi khuf ka khadsha dil mainRaat k pechlay pehar barh kay jawan hota hy,Dil main...
»»  read more

Wednesday, 14 May 2014

Shehr-e-Muhabbat hijr ka mousam,ehed-e-wafa or mein

Shehr-e-Muhabbat hijr ka mousam,ehed-e-wafa or meinTu to is basti se khush khush chala gaya, or mein,Tu jo na ho to jaise sab ko chup lag jati haiApas mein kya batein kertey raat, diya or mein,…Sair-e-chhaman adat thi pehley ab majboori haiTeri talash mein chal pertey hein bad-e-saba or mein,Jisko dekho teri hava mein pagal phirta haiWerna...
»»  read more

Noshi gilani, Noshi Gelani Poetry, Koi mujhko mera bharpoor sarapa la de,

Koi mujhko mera bharpoor sarapa la deMere bazoo mmeri aankhen mera chehra la de,Aesa darya jo kisi aur samandar mein gireyIs se behtar hai ke mujhko mera Sehra la de,Kuch nahin chahiye tuhj se ae meri umre rawanMera bachpan mera jugnoo meri Gurya la de,Nayya mosam meri beenai ko tasleem nahiMeri aankhon ko wahi khwab purana la de,Jiski aankhen...
»»  read more

Wednesday, 7 May 2014

Adhuri Baatein Jo Kar Gye Ho

Adhuri Baatein Jo Kar Gye HoMerey He Dil Mei Utar Gye Ho,Kis Ki Chahat Ka Ye Asar HyKe Raiza Raiza Bikhar Gye Ho,Tum Hi To Ho Jo Hamary Dil KiHadoN Ko Chu Kr Guzar Gye Ho,Hamara Thaamo Ge Haath Kia TmAbhi Se Dunya Se Dar Gye Ho,Chaley Gye Ho Nazar Jhuka KHumein Deewana Sa Kr Gye Ho,Bhool Bethy Ho Ehed SaaryAbhi Se Kiu Tm Mukr Gye Ho,Dhoondtee...
»»  read more

Saturday, 3 May 2014

Koi raat poonam to koi hai amavas,

Koi raat poonam to koi hai amavasChandani uski jo chand pana seekh le,Yun to sabhi aaye hain rote huye jahan mePar sara jahan hai uska jo muskurana seekh le,Kuchh bhi najar na aaye andheron me rah karRoshni hai uski jo shama jalana seekh le,Har gali me mandir, har raah me maszid haiPar khuda hai uska jo sar jhukana seekh le,Har seene me dil,...
»»  read more

Tuesday, 29 April 2014

Lagta Nahi Je Mera Ujra Dyar Main,

Bahadur Shah ZafarLagta Nahi Je Mera Ujra Dyar MainKis Ki Bni Hai Aalm-e Na Paydar Main,Bulbul Ko Pasban Se Na Sayad Se GilaQismat Mai Qaid Thi Lakhi Fasl-e Bhar Ne,Keh do In Hasraton Se Khain Aur Ja BsainItni Jga Kahan Hai Dil-e Dagh Dar Ma...
»»  read more

Saturday, 26 April 2014

Baat Karni Mujhe Mushkil Kabhi Aisi Tou Na Thee, Bahadur Shah Zafar, Bahadur Shah Zafar Best Poetry, Urdu Poetry By Bahadur Shah Zafar,

Baat Karni Mujhe Mushkil Kabhi Aisi Tou Na TheeJaisii Ab Hai Teri Mehfil Kabhi Aisii tou Na thee,Le gaya Chhiin Ke aaj kaun tera sabr-o-qararBeqarai tujhe ai dil kabhi aisii tou na thee,Un kii aankhon ne khuda jaane kia kya jaaduKe tabiyat meri maa_il Kabhi aisi tou na thee,chashm-e-qaatil merii dushman thii hameshaa lekinjaise ab ho ga_ii...
»»  read more

Sunday, 20 April 2014

Haqeeqat Hai Yaqeen Kar Lo

Haqeeqat Hai Yaqeen Kar LoMain Us Ko Bhool Kar Khush Hon,Mohabbat Mar Chuki Ab ToMain Us Ko Bhool Kar Khush Hon,Badalti Rut Ki Wajah Se Tabiat Kuch Bojhal Si HaiYoun Mera Haal Mat Poocho,Main Us Ko Bhool Kar khush HonMere Lehjay Par Mat Chonko,Meri Aankhon Mein Mat JhankoYoun Hairat Se Na Dekho Main,Us Ko Bhool Kar Khush HonTumhain Kia Weham...
»»  read more

Pooch ankhon se Kiya kitna intezar tera

Pooch ankhon se Kiya kitna intezar teraBan k dharkan dil mein basa piyar tera,Apni palkon ki Chaaon mein saja le mujh koMaar dale na Qasam se ye khumar tera,Mera mehboob khila hai aaj pholon ki tarahKaron shukriya main kese aye bahar tera,Rukh_e_Mehtab se zara zulf hata kar to dekhoThehra hai aaj waqt bhi karne deedar tera,Yunhi saya ban...
»»  read more

Abhi to raat baqi hai ye dhal jaye to so jana

Abhi to raat baqi hai ye dhal jaye to so janaGhari bhar ko dil-e -nadan sambhal jaye to so jana,Ye jalte hont or ye neend mein doobi hui ankhenZara tehro mujhe bhi neend aa jaye to so jana,Haseen ho tum tumhein kia gham tumhe to neend pyari haiHamara haal mat poocho k hum par raat bhaari hai,Hamare sar pe Qayamat hai ye tal jaye to so janaAbhi...
»»  read more

Sunday, 13 April 2014

Aaj Kuch Waqt K Liye Paas Meray Kash Tum Aa Jao

Aaj Kuch Waqt K Liye Paas Meray Kash Tum Aa JaoBahut Tanha Hon Main Aaj Kash Tum AaJao,Kabhi Khud Ko Itna kamzor Na Honay Dia MainePar AaJ Bikhar Gya Hon Main Kash Tum Aa Jao,Kaafi Din Se Ji Raha Hon Bin TerayAaj Nai Guzar Raha Ek Pal Kash Tum Aa Jao,Waqat Ki Raftar B Jaisay Tham Si Gai HaiTham Na Jain Meri Saans Kash Tum Aa J...
»»  read more

Zakhmon Se Gosha-e-Dil-e-Veeran Saja Liya, Mohsin Naqvi, Mohsin Poetry,

Zakhmon Se Gosha-e-Dil-e-Veeran Saja LiyaHum Nay Khizan Men Jashn-e-Baharan Mana Liya,Suraj Se Chaal Chal k Bayaban Ki Dhoop NeEk Bay Kafan Darakht Ka Saya Chura Liya,Barbadiyon Ki Raat! Meri Bebasi To DekhGirtay Huay Makan Nay Mera Aasra Liya,Yaaron Ka Zikr Kiya k Wafa Ki Talash MenHum Nay To Dushmano Ko Bhi Dil Men Basa Liya,Aahat Suni...
»»  read more