Showing posts with label Judai. Show all posts
Showing posts with label Judai. Show all posts

Saturday, 2 February 2013

Aankhein tanha ho jaati hain

Aankhein tanha ho jaati hainDard ka sehra ho jaati hainDil ka kya hai dil ki baateinAksar ruswaa ho jaati hainTu hota hai laiken shaameinKaisay tanha ho jaati hainTeray bin yeh chandni raateinGhum ka naksha ho jaati hainAsal ki janib laut kay akhirNaslein ik ja ho jaati hainKyun har baar safar ki shameinTera chehra ho jaati h...
»»  read more

Wednesday, 26 December 2012

Ye Safar Nahi Azaab Hai

Ye Safar Nahi Azaab Hai, Yahan Her Kisi Pe Naqaab Hai, Yahan Bad-Gumaani Ka Raaj Hai, Yahan Be-Wafaai Rivaaj Hai, Abhi Hosh Khoney K Din Nahi, Abhi Tere Roney K Din Nahi, ABHI WAQT HAI INHEY CHORR JA, Abhi Saari Nagri Andhair Hai, Abhi Din Nikalne Main Dair Hai, Abhi Bahaar-e-Ishq Main Na Utar, Abhi Shehar Sara Hai Be-Khabar, ABHI...
»»  read more

Monday, 26 November 2012

Wo dilawar jo siah shab k shikari nikle

Wo dilawar jo siah shab k shikari nikleWo b charhte hue sooraj k poojari nikleSab K hontoon pe mere baad hain batein meriMere dushman mere lafzon k bhikari nikleIk janaza utha maqtal se ajab shaan k sathJese saj kar kisi fateh ki sawari nikleBehte ashkon se shuaoon ki sabelein photenChubhte zakhmon se fan-e-naqsh nigari nikleHum ko har doar...
»»  read more

Woh apne ghar chala gaya afsos mat karo

Woh apne ghar chala gaya afsos mat karoItna hi us ka saath tha afsos mat karo Insaan apne aap main majboor hai bohatKoi nahi hai bewafa afsos mat karoIs baar tum ko aane main kuch dair ho gayiThak haar ke woh sogaya afsos mat karo Duniya main aur Chahne wale bhi hain bohatJo hona tha so hogaya afsos mat karoIs Zindagi ke mujh pe kayi qarz...
»»  read more

Thursday, 25 October 2012

Raqs min jugnu, duaon ka safar

Raqs min jugnu, duaon ka safar.Neem shab ki khamoshi or chasham-e-tar.Phir teri yadon ki qandilen jalin.Jagmaga utha mera phir khwab ghar.Har taraf hen barzakhon k munh khule….Zindagi he ya koi andhi qabar….Din dhale ye kanpti chiryon ka shor.Kat gira hoga koi burha shajar.Min bhatakti rooh hon or char soo.Rat, tanhai, hawa, anjan na...
»»  read more

Sunday, 14 October 2012

Tum Se Zaroori Baat Kerni Hay

SunoTum Se Zaroori Baat Kerni HaySamandar K Kinary ParChaly Aao Bahany SayMujhy Tum Par Bhrosa HayTumhain Mujh Par Bharosa HayMujhy Tum Se Mohabbat HayTumhain Mujh Se Mohabbat HayMagar Yeh Bhi Haqeeqat HayHamary Darmiyan Jab BMilny Ki Baat Hoti HayKabhi Main Taal Deta HunKabhi Tum Rooth Jaty HoHai Aisa Is Lye ShayadTumhain Main Paa Nahi SaktaMujhe...
»»  read more

Sunday, 7 October 2012

Ker leya hai faisla kehna ussay

Ker leya hai faisla kehna ussay Ab na hoga rabta kehna ussayJis pe hum chalte rahen hain SAATH SAATH Kho gaya woh Rasta kehna ussayTeri YAADEN dil se rukhsat ho gain Ho chuka yeh saneha kehna ussay Ab na dekhay ga tumhara rasta Dil ko main samjha chuka kehna ussay Chain se sone na dega Ghum tujhe Raat bher...
»»  read more

Tuesday, 25 September 2012

Youn teri tammana mere dil ko dukhaati rahi jab bhi muskuraana chahaa aankh bhar aati rahi umeedon ne banaa-banna ke tode mere khwaab baharon mein dil ki kali khil ke murjhaati rahi.... thar-rati rahi ye sard palken garm ashqon se.... aag paani se mil ke dhuven khoob udaati rahi na milaa koi saharaa hi na thaama...
»»  read more

Sunday, 9 September 2012

Kitnay parwanay jalay raaz yeh panay ke liye

Kitnay parwanay jalay raaz yeh panay ke liye,Shama jalnay ke liye hai ya jalanay ke liye.Ronay walay tujhe ronay ka saliqa bhi nahi,Ashq peenay ke leye hain ya bahanay ke liye.Aaj keh donga shab-e gham ki shararat un say,Roz aa jati hai kambakht satanay ke liye.Mujh ko maloom tha aap aingay merey ghar lakin,Khud chala aya hoon main yaad dilanay...
»»  read more

Tuesday, 4 September 2012

bichra hay jo aik baar to miltay nahi dekha

bichra hay jo aik baar to miltay nahi dekhais zakham ko hum nay kabhi siltay nahi dekhaaik baar jisay chaat gai dhoop ki khwahishphir shakh pay us phool ko khiltay nahi dekhayak lakht gira hay to jarain tak nikal aainjis pair ko aandhi main bhi hiltay nahi dekhakanton main ghiray phool ko choom aaigi lakintitli kay paron ko kabhi chubtay...
»»  read more

Friday, 24 August 2012

Har sham uussse milne ke aadat se ho gai

Har sham uussse milne ke aadat se ho gai phr rafta rafta usse mohabbat se ho gaishayad ye taza taza judai ka tha aasar har shakal yak-bayak teri surat se ho gaiek nam jhilmilane laga dil ke tak parek yad jaise bai se rahat se ho gaikhud ko saja sawar ke rakhne ka shuk thaphr aapne aapse mujhe wehshat se ho gaimaine kabhi koi bayane...
»»  read more

Monday, 6 August 2012

Daikho Woh Shaks Judaai Ke Zamaaney Laaya

Daikho Woh Shaks Judaai Ke Zamaaney LaayaDoor Jaaney Ke Nitt Naye Bahaaney LaayaaHum Jiss Ke Lams Say Gulshan Ki Tarha MehkeyAbb Wohi Humarey Liye Khandar Viraaney LaayaGunaah Ke Dar Say Barrha Dhoya Daaman Ka DaagAbb Maathey Per Naya Daag Woh Sajaaney LaayaJin Jazbon Ki Qadar Na Kar Saka Tha WohAaj Wohi Jazbey Hum Per Lotaaney LaayaJiss...
»»  read more

Thursday, 2 August 2012

koi mujhko aisi daleel de

koi mujhko aisi daleel dek main toot ker tere naqsh apniaankh kiputlion se mita sakoonkoi mujhko aisi daleel dek main dil sephir teri umer bher kirafaqaton ko mita sakoonkoi mujh ko aisidaleel dek main umer bher teri yaad kakoi jashn hi na manasakoonager aisi koi sabeel haito phir Aazmaa !jo nahin tophirmujhe yaad kermujhe yaad...
»»  read more

Tuesday, 31 July 2012

Kisi Ke Youn Bichrne Se

Kisi Ke Youn Bichrne Se Kisi Ke Yaad Anay Se Bohat Se Loog Rotay HainKeh Rona Ek Riwayat HaiRiwayat Toor Jata HonTumhari Yaad Anay PerMein Aksar Muskerata Ho...
»»  read more

Chehre Parhta Ankhein Likhta Rehta hoon

Chehre Parhta Ankhein Likhta Rehta hoonMai bhi kesi batein likhta rehta hoon.sarey jism darkhto jesy lagte hainaur banho ko shakhein likhta rehta hoo.teri zulf ke saye dhiyaan main rehte hainmai subho ko shamein likhta rehta hoo.tujh se milkar sare dukh dohraoo gaHijar ki sari batein likhta rehta hoo.uski beeghi palkein hansti rehti hainmohsin...
»»  read more

Sunday, 29 July 2012

Hain Ghar Ki Muhafiz Meri

Hain Ghar Ki Muhafiz MeriDehki Hoi AnkhainMain Taaq Me Rakh Aya HonJalti Hoi AnkhainEk Pal B Ksi Moor Pe Rukny Nahi DetiKaanton Ki Trah Jism Me Chubhti Hoi AnkhainRasty Me Kadam Phoonk KRakhna Mere PyaroHain Chaaron Traf Shehr Me Bikhri Hui AnkhainYon Us K Bichar Jany Pe Anso Na BahaoManzar Ko Taras Jaain gi Bhigi Hoi AnkhainQatil K Siwa...
»»  read more

Sunday, 22 July 2012

Ana Ki Baat Hai

Ana Ki Baat Hai Warna Mohabbat Ab B Baki HaiUsay Meri Mjhe Uski Zarorat Ab B Baki HaiKoi Mushkil Agar Darpaish Aye Laut Ana TumTumhare Waste Dil Mie Aqeedat Ab B Baki HaiBala Ki Sard Mehri Hai Meri Har Baat Mie LekinMere Seenay Mien Chaht Ki Hararat Ab B Baki H...
»»  read more

Friday, 6 July 2012

saqoot-e-lub meri baat sy ziyada hy

saqoot-e-lub meri baat sy ziyada hy.tera firaaq teri mulaqat sy ziyada hy.ye ak shikust jo hum ko hoi mohabat main,zamany bhar ki fatoohat sy ziyada hy.umeed tery aaj aany ki kum hy lekin,mery dil ka dard kal raat sy ziayada hy.men tum sy mohabat to kar betha hon magr,ye silsila meri aoQaat sy ziyada ...
»»  read more

Monday, 2 July 2012

Kya Baat Hai Jis Ka Gham Bohat Hai

Kya Baat Hai Jis Ka Gham Bohat Hai ?Kuch Din Se Yeh Aankh Nam Bohat HaiMil Leta Hai Guftugu Ki Had TakItna Hee Tera Karam Bohat Hai Ghar Aap Hi Jagmaga Uthe GaDehleez Pe Ik Qadam Bohat HaiMil Jaye Agar Teri RafaqatMujh Ko Tou Yehi Janam Bohat Hai Kya Shab Se Humein Sawaal Karna ?Hona Tera Subha Dam Bohat HaiKyon Bujhne Lage Chiraagh...
»»  read more

Friday, 22 June 2012

Socha tha k kisi say payar na karen gay

Socha tha k kisi say payar na karen gay, Badal gya irada tujhy dakhny k bad. ღ Chain say so jata tha mein in sohani ratoon me,Nendain urh gain meri tujhy dakhnny k ...
»»  read more