Showing posts with label Ghazal's. Show all posts
Showing posts with label Ghazal's. Show all posts

Sunday, 19 October 2014

Ishaq or taj mahal

"عشق اور تاج محل"یہ صدیوں سے جاگتا عشق یہ زمانوں سے بے خواب عشقیہ بیتابیوں میں ڈوبا ہوا سنگ۔ مر مر کا تاج عشقیہ یادگار کہ فن کا اوج_ کمال کسی کی صنعائی شہکار عشقتاج سے روح_ محبت جھلکتی ھے سفید چاندنی کے در و دیوار عشقیہ سانس لیتا ہوا تاج محل مر مر کی رگوں میں دوڑتا عشقدلوں کی آرزؤں کا مجسم ھجر و فراق کی یادگار عشقحقیقت کا روپ دھارے ہوئے جگمگاتا...
»»  read more

Wednesday, 8 October 2014

kabi zulmaton say gabray kabi haqeqaton say shnasai

کبھی ظلمتوں سے گبھرائےکبھی حقیقتوں سےشناسائی کبھی شوق نے گرویدہ بنایا کبھی آرزو نہ بھر آئیکبھی درد سے لبریز ہوا جام_ دل کبھی شدت_ پیاس کہ دشت_ صحرائیعطا ہو نظر کو بینائی دل کو سوز مبتلائے ہوس جو ہے وە سودائیڈوبتے ہیں ستارے کسں تمنا میں سحر یہ کس کا ہے پیغام لائیموجزن ہے اک طوفان سینے کے اندر اس کے گرداب میں سمندر...
»»  read more

Tuesday, 7 October 2014

Eid es bar joo pardash main i ho gi

عید اِس بار جو پردیس میں آئی ہوگییار نے ہچکیاں لے لے کے منائی ہوگیچاند بھی بام پہ ماتم کناں آیا ہوگابزمِ غم قطبی ستارے نے سجائی ہوگیرَنگ تو میرا پسندیدہ ہی پہنا ہوگانام کی مہندی بھی غلطی سے لگائی ہوگیسابقہ عید کا منظر کوئی یاد آتے ہیلاج کے مارے نظر اُس نے جھکائی ہوگیمیرے معیار پہ گھر سارا سجانے کے بعدایک ڈِش میری پسندیدہ بنائی ہوگیپھر غزل...
»»  read more

Thursday, 6 February 2014

Umer Raaigaan Kardi...

Umer Raaigaan Kardi Tab Ye Baat Maani HaiMout Aur Mohabbat Ki Ek Hee Kahani HaiKhail Jo Bhi Tha Jaana.n Ab Hisaab Kia KarnaJeet Jis Kisi Ho Ham Ne Haar Maani HaiVasl Per Bhee Naadim Thay Hijr Per Bhi SharmindahWo Bhi Raaigaani Thi Ye Bhi Raaigaani HaiYe Mera Hunar Teri Khusbuoun Se WaabastaMere Saaray Lafzon Per Teri Hukmarani HaiJaanay Kon Shehzaadah Kab Chura Ke Le JaayeWo Jo Apne Aangan Mein Khusbuoun Ki Rani ...
»»  read more

Ye Naam Mumkin Nahi Rahay Ga...

Ye Naam Mumkin Nahi Rahay Ga, Muqaam Mumkin Nahi Rahay GaGharoor Lehjay Mein Aa Gaya Tou Kalaam Mumkin Nahi Rahay GaYe Barf Mausam Jo Sheher-e-Jaa.n Mein Kuch Aur Lamhay Theher Gaya TouLahoo Ka Dil Ki Kisi Gali Mein Muqaam Mumkin Nahi Rahay GaTum Apni Saanson Se Meri Saansain Alag Tou Karnay Lagay Ho LaikinJo Kaam Aasaan Samajh Rahay Ho Wo Kaam Mumkin Nahi Rahay GaWafaa Ka Kaaghaz Tou Bheeg Jaye Ga Badgumaani Ki Baarishon MeinKhaton...
»»  read more

Meri tanhai barhate hain...

Meri tanhai barhate hain chale jate hain,Hanss talaab pe ate hain chale jate hain,Is liye ab mein kisi ko nahin jane deta,Jo mujhe chorr ke jate hain chale jate hain,Meri ankhon se bahaa karti hai un ki khushu,Raftgaa’n khawb mein ate hain chale jate hain,Shadi-e-marg ka mahol banaa rehta hai,Aap aate hain rulate hain chale jate hain,Kab tumhe ishq pe majboor kiya hai hum ne,Hum to bass yaad dilate hain chale jate hain,Ap ko kaun...
»»  read more

Pani ankh mein bhar ker...

Pani ankh mein bhar ker laya jasakta haiAb bhi jalta sheher bachaya ja sakta haiAik mohabbat aur woh bhi nakam mohabatLekin is se kaam chalaya ja sakta haiDil per paani peeney ati hain umeedienIs chashmey mein zeher milaya jasakta haiMujh gumnaam se poochte hai farhaad o majnoonIshq mein kitna naam kamaya ja sakta haiYeh mehtab yeh raat ki peshani ka ghaoEsa zakham to dil per khaya jasakta haiPhatta purana khawb hai mera phir...
»»  read more

Paikar tha wafa ka...

Paikar tha wafa ka, mohabbat ka khuda tha,Woh shakhss zamaney mein sab se hi juda tha,Chahat ke khazaney they har lafz mein us ke,Daaman mera us ne duaaon se bhar tha,Mujh ko nahin dekha karri dhoop ne chu kar,Baba mera duniya main mujhe aesa jo mila tha,Fikrain na zamaney ki kabhi paas bhi ayin,Hard dard meri hasti se dartaa hi raha tha,Jab taka raha saanson ka basera mere baba,Tab tak main ghamon se bachta hi raha tha,Us shaam...
»»  read more

Kal yeh likhti theen...

Kal yeh likhti theen bicharna tumhe manzoor nahin,Ab yeh kehti ho “mere khat mujhe wapis kar do”,Main safaayi koi doon ga na wazaahat doon ga,Tum ko wapis main tumhari yeh amaanat doon ga,Phir kabhi tumse na milney ki zamanat doon ga,Bas tumhe tark-e-marasim pe yeh zehmat doon ga,Tum ho bechain to mein bhi koi masroor nahin,Kal yeh likhti theen bicharna tumhe manzoor nahin,Ab yeh kehti ho “mere khat mujhe wapis kar do”...
»»  read more

Judaa honay ka andheshaa...

Judaa bhi honay ka andheshaa seh nahin saktey,Hum aik sheher mein ab khush bhi reh nahin saktey,Yeh roz-o-shab hain hamarey ke aik dusrey se,Chupaye phirtey hain ehwaal, keh nahin saktey,Shakist-e-zaat ka izhaar chahtey bhi nahin,Ajeeb haal hai, hum chup bhi reh nahin saktey,Haqeeqton ki chattanain bhi apni raah main hain,Khayal-o-khawb ke daryaa main beh nahin saktey,Woh be’qasoor hai, aesi bhi koi baat nahin,Qasoor’waar hain...
»»  read more

kabhi mujh ko sath lekar...

kabhi mujh ko sath lekar, kabhi mere sath chal karvo badal gaye achanak meri zindagi badal karhuye jis pe meharaban tum koi khushnasib hogameri hasraten to nikalin mere ansuon main dhal kteri zulf-o-ruKh k qurban dil-e-zar dhundta haivahi champai ujale vahi surmai dhundalakekoi phul ban gaya hai koi chand koi tarajo chirag bujh gaye hain teri anjuman main jal kmere dosto Khudara mere sath tum bhi dhundovo yahin kahin chupe hain...
»»  read more

Tujh se gilay karoon...

Tujh se gilay karoon tujhe janaa’n manaaon main,Ik bar apne aap mein aaon to aaon main,Dil se sitam ki be’saro kaari hawaa ko hai,Woh gard urraa rahi hai ke khud ko ganwaaon main,Naadim hoon woh ke jis pe nadaamat bhi ab nahin,Woh kaam hain ke apni judai kamaaon main,Kyon’kar ho apne khawab ki aankhon mein wapsi,Kis taur apne dil ke zamamon mein jaaon main,Ik rang si kamaa’n ho khushbu sa ik teer,Marham si ik wardaat ho aur zakham...
»»  read more

Mujh Ko Begaana Kar Gaye...

Mujh Ko Begaana Kar Gaye Mere DinMujh Se Ho Kar Guzar Gaye Mere DinAb Na Koi Din Mere Ghar Jaye GaJaanay Kis Ke Ghar Gaye Mere DinAb Nahi Hain Mere Koi Din RaatKe Mujh Hee Ko Basar Gaye Mere DinSaari Raatain Gayin Meri Be-HaalMere Din ! Be-Asar Gaye Mere DinKhosha Ab Intezaar Hai Na UmeedYaar Yaaran ! Sudhar Gaye Ab DinAb Mein Bas Reh Gaya Hun Raaton MeinMar Gaye “Jhon” ! Mar Gaye Mere ...
»»  read more

Kaisa dil aur uske kya gham jee...

Kaisa dil aur uske kya gham jee,Yu’n hee baatain banaatey hain, hum jee,Kya bhalaa aasteen aur daaman,Kab se palkein bhi ab nahi nam jee,Ussey ab koi baat kya kerna,Khud se bhi baat kije kam-kam jee,Dil jo dil kya tha, ek mehfil tha,Ab hai darham jee aur barham jee,Baat be-tour ho gayi shayad,Zakhm bhi ab nahi hai, marham jee,Haar duniya se maan le shayad,Dil, hamaare mein ab nahi, dam jee,Hai yeh hasrat ke zibah ho jaun,Hai shikan...
»»  read more

Tere mehndi lage hathon pe mera naam...

Tere mehndi lage hathon pe mera naam likha hai,Zara se lafzz main kitna paighaam likha hai,Yeh teri shaan ke shayaa’n nahin lekin majboori,Teri masti bhari ankhon ko mene jaam likha hai,Main shayar hoon, magar agey na barh paya riwayat se,Labon ko pankhrri*, zulfon ko mene shaam likha hai,Mujhe maut aaye gi jab bhi tere pehluu main ayegi,Tere gham ne bohat acha mera anjaam likha hai,Meri qismat mein hai ik din griftaar-e-wafaa...
»»  read more

Lamha Bhar Apna Hawaon Ko...

Lamha Bhar Apna Hawaon Ko Bananay WaalayAb Na Aayein Ge Palat Kar Kubhi Jaanay WaalayKia Milay Ga Tujhe Bikhray Howay Khwaabon Ke Siwa ?Ay Rait Pe Chaand Ki Tasveer Banaanay WaalaySab Ne Pehna Tha Baday Shoq Se Kaghaz Ka LibaasJis Qadar Loog Thay Baarish Mein Nahaanay WaalayMar Gaye Hum Tou Ye Qutbay Pe Likha Jaye GaSo Gaye Aap Zamaanay Ko Jagaanay WaalayDar-o-Deewaar Pe Hasrat Si Barasti Hai “Qateel”Jaanay Kis Dais Gaye Pyaar...
»»  read more

Teri khushbuu meri saanson main...

Teri khushbuu meri saanson main basaaney aye,Dil ki dunya mein baharon ke zamaney aaye,Yeh alag baat hai ke tabeer na de sath mera,Khawb to jitne bhi aaye woh suhaaney aye,Woh hai maghroor magar pyar se majboor bhi,Khud hi naraaz kare khud hi mananey aaye,Kyon tarss aya hai us ko meri tanhai par,Woh mujhe meri nazar se na giraaney aye,Woh bataye na mujhe apne bicharne ka sabab,Us se keh do woh mera dil na jalaney aye,Pyaar kya...
»»  read more

Siskian Leti Howi Ghamgeen Hawaon...

Siskian Leti Howi Ghamgeen Hawaon, Chup RahoSo Rahain Hain Dard, In Ko Mat Jagao, Chup RahoRaat Ka Pathar Na Pighlay Ga Shuaaon Ke BagairSubaah Honay Tak Na Bolo Ham Nawao, Chup RahoBand Hain Sab Mai Kaday, Saaqi Banay Hain MohtasibAy Garajti Goonjti Kaali Ghataaon,Chup RahoTum Ko Hai Maaloom Aakhir Kon Sa Mausam Hai YeFasl-e-Gul Aanay Talak Ay Khushnawao, Chup RahoSoch Ki Deewaar Se Lag Kar Hain Gham Baithay HowayDil Mein Bhi...
»»  read more

Sadmaa to hai mujhe bhi...

Sadmaa to hai mujhe bhi ke tujhse judaa hoon main,Lekin yeh sochta hoon ke ab tera kya hoon main,Mein khudkushi ke jurm ka karta hoon aitraaf,Apne badan ki kabr mein, kab se garrhaa hoon mein,Kis kis ka naam laaon zubaan par ke tere saath ,Har roz ek shaks neya dekhta hoon ,Kyaa jaane kis adaa se liya tu ne mera naam ,Duniyaa samajh rahi hai, ke sab kuch tera hoon main,Le mere tajrubon se sabak, aye mere raqeeb,Do-chaar saal umar...
»»  read more

Hijr Ki Pehli Shaam Ke Saaye...

Hijr Ki Pehli Shaam Ke Saaye Door Ufaq Tak Chhaaye ThayHam Jab Os Ke Seher Se Niklay Sab Raastay Saath Laye ThayJaanay Wo Kia Soch Raha Tha Apne Dil Mein Saari RaatPyaar Ki Baatain Kartay Kartay Os Ke Nain Bhar Aaye ThayMere Andar Chali Thi Aandhi Theek Osi Din Pat Jharr KiJis Din Apne Jorray Mein Os Ne Kuch Phool Sajaaye ThayOs Ne Kitnay Pyaar Se Apna Kufar Dia Nazraanay MeinHam Apne Emaan Ka Sodaa Jis Se Karnay Aaye ThayKaisay...
»»  read more