Showing posts with label Dard Shairy. Show all posts
Showing posts with label Dard Shairy. Show all posts

Saturday, 2 February 2013

Mohabbat ki aseeri se rehayi mangtay rehna

Mohabbat ki aseeri se rehayi mangtay rehnaBuhut asaan nahiin hota judayi mangtay rehnaZara sa ishq karlena zara si aankh bhar lenaPhir us kay baab main saari khudayi maangtay rehnaKabhi mehroom honton per dua ka hurf rakh denaKabhi wehshat main uski narsayi mangtay rehnaWafaon kay tasalsal se mohabbat ruth jaati haiKahaani main zara si bay...
»»  read more

Wednesday, 26 December 2012

Jab tujhko paata hai

Jab tujhko paata hai Dil muskurata hai Kya tujh se hai waasta Kya tujh me dhoondu main Kya tujh se chaahu main Kya kya hai tujhme mera Jaanu na main tujhme mera hissa hai kya Par ajnabi apna mujhe tu laga...
»»  read more

Monday, 26 November 2012

Main khud zameen mera zarf aasmaan ka hai

Main khud zameen mera zarf aasmaan ka haiKe toot kar bhi mera hosla chittan ka hai,Bura na maan meray Hurf-o-Lafz zehar sahi,Main kia karoon ke yehi zaiqa zubaan ka hai,Meri sanjeedgi mash'hoor hai zamanay mein,Meri khamoshi bhi pehlu meray baaan ka hai,Har aik ghar pe musallat hai dil ki veerani,Tamaam shehr pe saaya meray makaan ka hai,Bichar...
»»  read more

Friday, 9 November 2012

Jo ham mehsoos kartay hain

Jo ham mehsoos kartay hainagar tum tak pohonch jayeTo bass itna samajh lenaye un jazbon ki khushboo haiJinhay ham keh nahi saktay...magar tum jo ijazat do...!To chand lafzon may keh daaloon.......Ktum bin marr to saktay hainTum bin jee nai sakta...
»»  read more

Thursday, 25 October 2012

Mohabbat Dukh Nahi Deti

Mohabbat Dukh Nahi DetiAgar Be-gharz Ho JazbaAgar Manzil baney RastaAgar Chahat k Pardey MainKoi Lalach Na Ho LiptaAgar Tum Sonp Do Sab KuchSilay Main Kuch Na MaangoAgar Sauda Na Ho KoiMohabbat Bas Mohabbat HoTu Phir Yea Sukh He Deti HaeKabhi Dukh Nahi DetiMohabbat Dukh Nahi D...
»»  read more

kabhi kisi bam k kinare

kabhi kisi bam k kinareugre huye per k saharemujhe mili hain wo mast ankhenjo dil k patal main utar kargaye dinon ki gufa main jhonkkabhi kisi ajnabi nagar mainkisi akele udas ghar mainparirukhon ki hasin sabhayenkoi bahar-e-gurez payenkabhi sar-e-rah sar-e-kukabhi pas-e-dar kabhi lab-e-jumujhe mili hain wahi nigahenjo ek lamhe ki dosti mainhazar...
»»  read more

Sunday, 14 October 2012

Tum Aarzoo K Diye Jala K

Tum Aarzoo K Diye Jala KKhuda Se Achi Umeed RakhnaKhizan K Mosam Ki Rukhsati PeBahar-e-Gul Ki Naveed RakhnaWo Tera RUB Hai, Wo Tera ApnaUsi Ko Apna HABIB RakhnaUsi Se Karna Tu Dil Ki BaatenTu Aankh May EK Nami Si RakhnaWo Tera RUB Hai, Wo Tera ApnaUsi Se Raaz-o-Niaz RakhnaUsi Se Gham Ki Kahani KehnaGhamon Ko Dil May Nihan Na RakhnaRAHEEM...
»»  read more

Friday, 5 October 2012

Kasam Di Thi Tumne Mujhko

Kasam Di Thi Tumne Mujhko, Juda Karo gae Na Mujhse Khudko, Jab Mana Tha Tumne Apna, Toda Phir Mera Kyon Sapna, Tumko Thi Mujhse Mohabbat, Kyon Sama Gayi Phir Tum Mein Nafrat, Yaadein Hain Dil Mein Uthti, Mujhko Hain Bechain Rakhti, Tumse Nahi Ab Shikwa, Nata Ye Mujhse Bikhra, Aaj Zindagi Ne...
»»  read more

Tuesday, 25 September 2012

Yahe Zindagi ka asol Hy

Yahe Zindagi ka asol Hy jo nahe mila usse bhool ja jo mila he usse dil se laga k rak jo nahe mila usse bhool ja na wo dhoop ta na wo chandni na charagh ta na wo roshni' wo khayal ta koye khawab tawo ta ayena usse bhool ja wo jo tere dil k kareeb ta USSE BHOOL JA USSE BHOOL...
»»  read more

Kuch aise ghao bhi hote hain

Kuch aise ghao bhi hote hain Jinhen zakhmi ap nahi dhoteBin roye huye ansuon ki tarah Sine main chupa ke rakhte hainAur sari umr nahi roteNinden bhi muhaiya hoti hainSapne bhi dur nahi hoteKyun phir bhi jagte rahte hainKyun sari rat nahi soteAb kis se kahen ai jan-e-vafaYe ahal-e-vafa kis ag main jalte rahte hainKyun bujh ke rakh...
»»  read more

Friday, 14 September 2012

apna har dard dil main daba kr chalo

apna har dard dil main daba kr chaloband palkon main aansu chhupa kr chalojis ne kholi zuban wohi mujhrim yahanapne honton pe taly laga kr chalokon hai ab yahan apna ghum ashnaapne ghum ko he apna bana kr chalodil to jalta hai is aatish e ishq mainhosla hai to dil ko jala kr chalozabt e ghum chahiy mehfil e saz mainmuskura kr chalo gunguna...
»»  read more

kaar-e-duniya main kuch ae dil nahin behtar tu bhi

kaar-e-duniya main kuch ae dil nahin behtar tu bhikoocha-e-ishq se chun laya hai kankar tu bhijab talak baam-e-falak par hai, sitara tu haiaur agar toot ke gir jaye tau pathar tu bhiye qanaa’t bhi muhabbat ki ataa hai warnashehr main aur buhat, aik gadager tu bhimere andazay se kuch barh ke thi zalim duniyapaaon rakh rah-e-tamanna pe sanbhal...
»»  read more

Aj main bohat udas tha

Aj main bohat udas thaApna na koi pass thaYadian ! kuch ayeen thiinAnso b sath Layi thinLehrain uthee thii Kuch ghum kiAlam bebasi Ka Kuch youn thaKashmakash hai samandar mainGhum tanhai k azab mainMuhabbaton k sarab mainAwaz mairy apno kiGhunjhati mairy kano mainSawal un ki ankho mainJwab mairy ansoo mainMousam-e-Dil bohat kharab thaAj Main...
»»  read more

us sham wo rukhsat ka saman yad rahega

us sham wo rukhsat ka saman yad rahegawo shahar wo kucha wo makan yad rahegawo tis k ubhri thi idhar yad rahegiwo dard k utha tha yahan yad rahegaham shauq k shole ki lapak bhul jayengewo shama-e-fasurda ka dhuan yad rahegakuch mir k abyat the kuch faiz k misreik dard ka tha jin main bayan yad rahegajan bakhsh si thi us gulbarg ki tarawatwo...
»»  read more

chal diye uth k su-e-shahar-e-wafa ku-e-habib

chal diye uth k su-e-shahar-e-wafa ku-e-habibpuch lena tha kisi khak basar se pehleishq pehle bhi kiya hijr ka gam bhi dekhaitne tarpe hain na ghabraye na tarse pehleji bahalta hi nahin ab koi saat koi palrat dhalti hi nahin char pahar se pehleham kisi dar pe na thithak na kahin dastak disaikaron dar the meri jan tere dar se pehlechand se...
»»  read more

Bujhnay lag jain to phr shamaiN jala di jaiN

Bujhnay lag jain to phr shamaiN jala di jaiNMeri aankhaiN me're dushman ko laga di jaiNBe-hunr loog kahaN, harf ki sachai kahaNAb kitabain kisi darya main baha di jainUn ki pehchaan ka dukh jaaN se guzr jata haiYe shabeehaiN sar-e-Aaina ganwa di jaiNAb bicharnay ka saleeqa hai na milnay ka hunrIshq main tuhmataiN aaiN to bhula di jaiNYa to...
»»  read more

Saturday, 8 September 2012

koi samJhega kya raz-e-gulshan

koi samJhega kya raz-e-gulshan jab tak ulJhe na kaanTon se daamaN yak-ba-yak saamne aa na jaana ruk na jaaye kahin dil ki dhaDkan gul to gul, khaar tak chun liye haiN pir bhi kHaali hai gulcheeN ka daamaN Itni aara'ish-e aashiyaana TooT jaaye na shaakh-e nashemaN Azmat-e aashiyaana badha dee barF...
»»  read more

log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyoon haiN

log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyoon haiN itna dartay hain to phir ghar say nikaltay kyoon haiN main na jugnu hoon diya hoon na koi tara hoon roshni vaalay meray naam say jaltay kyoon haiN neend se mera taa'lluq hi nahin barson se khawab aa aa kay meri chhat pay tehaltay kyoon haiN mod hotaa hai jawaani...
»»  read more

Friday, 7 September 2012

Waqt-E-RuKhsat kaheen taaray kaheen jugnu aaye

Waqt-E-RuKhsat kaheen taaray kaheen jugnu aayeHaar pehnanay mujhe phool say baazu aayeBas gayi hai meray ehsaas mein yeh kaisi mahekkoi Khushbuu main lagaaoon teri Khushbu aayeMain nay din raat Khuda say yeh dua maangi thiKoi aahat na ho dar pay meray aur tu aayeUs ki baatein kay gul-o-laala pay shabnam barsaySab ko apnaanay ka us shouKh...
»»  read more

Tuesday, 4 September 2012

yahi wada lia tha na. . .?

yahi wada lia tha na. . .?hamesha khush he rehna hailo dekho!dekh lo aakar,meri ankho ko dekho tum,yai kitni shokh lagti hainmera honto ko dekho tumhamesha muskuratay hainkoi bhi gham agar ayausa hans kar saha menamera cheray ko dekho tumkia tha menay jo tumsaywo wada kar dia puramagar ek baat hai janakabhi jo waqt mil jaito meri shairi parhnatumhay...
»»  read more