Tuesday 4 December 2012

Be bas Urdu Shayri Broken heart Poetry Collection

Jany kiun woh sanso ki dor totny nhi deta
bas Qadam or chalne ka wasta dekr mjy rokny nahi deta

bat kehta hai woh muj se hans hans kr ji leny ki
ajeeb shaks hai mujh ko chain se rony nahi deta

shayad janta hai woh bhi in ankhon main ansuon ka selaab he
jany kiun phir wo in ansoun ko girny nahi deta

Mujh se kehta hai main to mar jaon ga tumhary bina
main zinda hon ab tak woh mujy marny nahi deta


(Mery-ban-Jao)

Me tera aitbar karta hn is liye intezaar karta hun
raaz rakhna tha teri chahat ko tazkary bar bar karta hn
bhool sakta nahi agar chahon kyn k me tumsy pyaar karta hn

(Mery-ban-Jao)


Mohabaton k nisaab jesa wo ik chehra kitaab jesa
Mahakta he mere Qalb o jaan my wo Shakhs Khilty gulaab jesa

Yaqeen bhi hai woh mery dill ka gumaan bhi hai saraab jesa
Woh bansuri hai jo hont rakhon jo dekhon chhoo k Rubaab Jesa


(Mery-ban-Jao)
Uski maasoom nigahy jaisy meri nazron se mili
Uske Honton py khamosh si harkat thi

AAB-E-Deed se meri bebasi yon byan hoi
Zamaany k shor meain youn aakhri mulaqaat anjaam hui


(Mery-ban-Jao)


Tum jo khuaabon me kh gye thy rooz aany ko
Mout aati hai baarhaa mujy sulaany ko

Yun to gunchah bikarny ke liye khiltaa hai
Log kahty hain khtwaar par zamaany ko

(Mery-ban-Jao)

0 comments:

Post a Comment