Bat din ki nhi ab rat sy dar lgta he
Ghr he kacha mera barsaat se dar lgta he
tere tohfay ne to bas khoon k anso hi diye
zindagi ab teri saughaat se dar lagta he
Pyaar ko chor ker tum or koi baat karo
Ab mujhy pyar ki har bat se dar lagta he
Meri Khatr na wo bandnam khe ho jaien
Is liye un ki mulaqat se dar lgta he
-----------
Mery Ban jao
-----------
Bas ik zara khayal is dosti ka he
Warna bht gila teri berukhi ka tha
mujko laga me be teri zindagi me hoon
Par ye to koi Dhoka meri saadgi ka tha
-----------
Mery Ban jao
-----------
Tumhain rusva karun aisa tu hargiz ho nai sakta
tumhari yad hi dil ko bht be-chain rakhti he
Tumhain pany ki ak mohum si umeed rehti he
Mai apni sargazishton se tumhain agah kr beth
-----------
Mery Ban jao
-----------
Udas nahi hona kyonki me sath hn
Same na sahi par as paas hn
palko ko band kro jab bhi dill me dekhoge
Me har pal tumhare sath sath hn.
-----------
Mery Ban jao
-----------
Jo haadsy ye jaha mery naam karta he
Mera shouoor unhain Nazar-e-Jaam krta he
Hamary chak greiban se khailny walo
Humein bahaar ka sorj salam karta he
-----------
Mery Ban jao
-----------
Usko Juda hoy bhi zmaana boht hoa
ab kya kahen ye qisa purana boht hua
Dhalti na thi kisi bhi jatun se shab-e-Firaq
Ae marg-e-Nagahan Tera ana Boht Hua

0 comments:
Post a Comment