Mohabaat karny waaly kam na hongy
Teri mehfel me leken hum na hon ge.
Mery Ban Jao
Mohabaton k nisaab jesa
woh ik chehra kitaab jesa
Mehkta hai mere qalb-o-jaan My
woh shaks khilty gulab jesa
yaqeen bhi hai woh mery dill ka
Gumaan bhi hai saraab jysa
woh bansuri hai jo hont rakhon
jo dekhon choo k Rubab jesa
Mery Ban jao
Uski masoom nigahain jaisy meri nazron se mili
uske hothon py khamosh si harkat thi
Aab-e-deed se meri bebasi yun byan hoi
Zamaany k shor mein yun aakhri mulaqaat anjaam hui
Mery Ban jao
Tum jo khwaabon main keh gaye thy roz aany ko
mot aati he baarhaa mujhy sulaany ko
Yon to gunchah bhi bikharney key liye khiltaa hai
Log kahty hain khatawaar par zamaany ko
Mery Ban Jao
Aaj jo tanha hai wo pardes main zaroor mujh ko us ny socha hoga
Khuabon our khyaalon main
mera hi chehra taraasha hoga
Raah chalty jo us ko
Mera khyaal aaya ho ga
Mery ban jao
Humesha bataty behty ashkon ka sabab
kay derd-e-dill dill main kis ny jagaaya
Mery Ban Jao
0 comments:
Post a Comment