Main bhi khamosh nigahon sy usy dekhta hon
Wo bhi chupke sy kabhi aa ke sada deti hai
Kya khabar kal ki magar hamne suna hai aksar
Rafta rafta yeh ada pyar barha deti he
Mery Ban Jao
Kuch Din to baso mare aankhon main Fir Khuaab agar ho jaao to kia
Koi rang to do mery chehry ko Phir Zakham
agar mehkaao to kiya
Ik Ayna tha so toot gaya Ab khud se agar sharmaao to kiya
Me Tanha tha me tanha hon tum aao to kiya naa aao to kiya
Mery Ban Jao
Zikr-e-Ulfat jab chala ek hadsa yaad aagaya
Zakham dilke has diyee wo bewafaya yaad aagaya
Is tarha na guzri dardke maron ki raat
Dard kuch itna barha bas khuda yaad aa gaya
Mery Ban Jao
Ye zami ki fitrat hai har cheez sokh leti he
Warna in aankhon se girny waly aasouon
ka bhi ik alag samandar hota
Mery Ban Jao
Jiski talash hai usko pata hi nahi
hamari chahat ko usny samjha hi nahi
Hum Pochty rahy kia tumhe humse pyar hai
Wo khty rhy k hamy pata nahi
Mery Ban Jao
0 comments:
Post a Comment