Azabon se nikalna chahta hon
Me sara such ugalna chahta hon
samy ki door katti jaa rahi he
Me thora taiz chalna chahta hon
Na aay khuahishon ke gird mujh par
Hawa ka rukh badalna chahta hon
Kai din se ye khud sar ho gayi he
Ana ka sar kuchalna chahta hon
Kati he girty party umar khalid
Me ab thora sambhalna chahta hon
Mery Ban Jao
Wahi zindagi k hassen khuab tooty
Mery humsafar tum jaha se chooty
Sitaaron ne dekha bhaaron ne dekha
Kabi hum mily Thay nazaroon ne dekha
Khabar thi hum ko ye wady hain jhoty
Whi zindagi k hassen khuaab tooty
Wahi zindagi k haseeen khuaab tooty
Mery humsafar tum jaha hum se choty
Mita kar tamanaaon k har nishaan ko
Me hasrat se takta raha aasmaa ko
Chaman arzoon k khizaaon ne loty
Wahi zindgi k hasseeen khuaab tooty
Wahi zindgi k hasseeen khuaab tooty
Wahi zindgi k hasseeen khuaab tooty
0 comments:
Post a Comment