Qurbat bhi nahi dill se utar bhi nahi jata
Wo shakhs koi fesla kar bhi nahi jaata
Aankhan Hain k khali nahi rehti laho se
Or zakham Judaai he k bhar bhi nahi jaata
Best Of Ahmed Faraz
Wo rahat jaan he magar Us darbadary me
Aesa he k ab dihaan udhar bhi nahi jaata
Hum dohri aziyat k girftaar musafir
Paon bhi hain shall shook safar bhi nhi jata
Dill ko teri chahat py bharosa bhi boht he
Or tujh se bicharny ka dar bhi nahi jaata
Paagal hoy jata hon faraaz Us se milny ko
Itni si khushi se koi Mar bhi Nahi Jaata
Mery Ban Jao
Best Of Sahir Ludhyanwi
Badla to Aesa badla he kuch range Gulistan
Ik phool py bahar he ik phool par khizaan
Zindagi Bhar Gham judaai mujhy tarpaay Ga
har naya mosam purani yaad ly kar aay ga
Me wahi rahain whi kalyan gar sunsaan hain
To nahi to to dill ki saari bastiyan weran
Dill me he jo gham tera wo jaan ly kar jaay ga
Hon mubarak tujhko khushiyan or Mujhe ruswaiyan
Tujh ko tera ghar slaamat Or mujhy Tanhaaiyan
Marty Marty Bhi tera Hi Naam Lab Py Aayga
Mery Ban Jao
0 comments:
Post a Comment