Saturday 1 February 2014

Zindagai me Insaan ko aadat zroor sekh leni chahiye

Insaan par bharosa kar bhi liya jaay to Waqat or halat
par nahi kia jaa sakta

Waqat or hallat wo chiz hain jo har jazba har rihshta
badal dety hain

Mery Ban Jao

Ishk ka apna gharoor tha husan ki apni anaa
Un se aaya nhai gya hum se bhulaya nahi gaya

Mery Ban jao

Uon khatam kar chukay ho tum rasmy muhabat Hm se
Jesy tumhain yaad hi na aayn ge phir kabi

Mery Ban Jao

Zindagai me Insaan ko aadat zroor sekh leni chahiye
Jo chiz hath se nikal jay usy bhul jany ki aadat
Ye aadat boht si taklifon se bacha leti he.

0 comments:

Post a Comment