Kia Zaroori Ha K Hm Haar K Jeetien TabishIshq Ka Khel Baraber Bhi To Ho Sakta Hai...
Showing posts with label Abbas Tabish. Show all posts
Showing posts with label Abbas Tabish. Show all posts
Thursday, 6 February 2014
at 01:14 | 0 comments | Abbas Tabish, Ghazal's
Meri tanhai barhate hain...
Meri tanhai barhate hain chale jate hain,Hanss talaab pe ate hain chale jate hain,Is liye ab mein kisi ko nahin jane deta,Jo mujhe chorr ke jate hain chale jate hain,Meri ankhon se bahaa karti hai un ki khushu,Raftgaa’n khawb mein ate hain chale jate hain,Shadi-e-marg ka mahol banaa rehta hai,Aap aate hain rulate hain chale jate hain,Kab tumhe ishq pe majboor kiya hai hum ne,Hum to bass yaad dilate hain chale jate hain,Ap ko kaun...
at 01:13 | 0 comments | Abbas Tabish, Ghazal's
Pani ankh mein bhar ker...
Pani ankh mein bhar ker laya jasakta haiAb bhi jalta sheher bachaya ja sakta haiAik mohabbat aur woh bhi nakam mohabatLekin is se kaam chalaya ja sakta haiDil per paani peeney ati hain umeedienIs chashmey mein zeher milaya jasakta haiMujh gumnaam se poochte hai farhaad o majnoonIshq mein kitna naam kamaya ja sakta haiYeh mehtab yeh raat ki peshani ka ghaoEsa zakham to dil per khaya jasakta haiPhatta purana khawb hai mera phir...
Subscribe to:
Posts (Atom)