
Aaj naa jane kyun rone ka mann kiyaMaa ke anchal me sar chhupa ke sone ka mann kiya,Duniya ki is bhag daud me kho chuka the riste sabAaj phir un riston ko ek sire se sanjone ka mann kiya,Kisi din kisi bheed me dekhi thi kisi ki ankhenAaj fir un ankhon me khone ka mann kiya,Roj sapno se baatein karta tha mainAaj na jane kyun unse muh modne...