
Wahi ahal e karwaan hain wahi behisi ka aalamNa kisi ko mazil na gham e shikasta pani...!!!Na zaat mein koi manzil na kainat mein haiSafar karon to kahan mera koi apna nahi...!!!Umeed to manzil py pohanchny ki bari thiTaqdeer magar janay kahan soyi pari thiKhush thy ky guzarein gy rafaqat mein safar abTanhayi magar baahon ko phir kholy khari...