Showing posts with label Mery ban jao tanha. Show all posts
Showing posts with label Mery ban jao tanha. Show all posts

Friday 14 February 2014

Two Line Urdu Poetry

Koi hunar koi rosh koi tareeqa to batao
K dill toty bhi na wo mily bhi na or CHEEN AA JAY


Mery Ban Jao

Boht thy hamary bhi is dunya me apny
phir ishk hoa or hum lawaris ho gye

Mery Ban Jao

Teri Yadon ki ulfat se to saji he zindagi meri
Me pagal hon? Jo tujhy bhool k weran ho jaon

Mery Ban Jao

Chupky se le kar naam tera guzar dain ge zindgi
Be khabar zamany ko batayn ge piyar aesy bhi hota he
»»  read more

Wednesday 19 December 2012

Me tanha tha me tanha hon

Tumhain rswa kru aesa to hrgiz ho nhi sakta
Tumhari yad hi dill ko bht be chain rakhte he

Tumhain pany ki aik mhm si umeed reht he
mai apni sargaziston se tumhe agah kr betha

Mery ban jao

Udas nhi hona kynki me sath hn
samne na shi par as pas hn

Palko ko bnd karo jab bhi dil me dekhogi
me har pal tumhare sath hon

Mery ban jao

Usko juda hoy bhi zamana boht hoa
ab kya khain ye qisa purana boht hoa

dhalti na thi kisi bi jatun se shab-e-firaq
ai marg-e-nagahan tera ana boht hua

Mery ban jao

Tum our fareb khao bayan-e-Raqib se
tum sy to kam gila bhe zyada naseeb se

Goya tmhari yad hi mera ilaaj he
Hota he pahron zikar tumhara tabib se

barbaad-e-dill ka akhri saramaya thi umid
vo bhi to tum ne cheen liya mujh garib se

dhndla chali nigah dam-e-wapsi hai ab
aa paas a ke dekh lu tujh ko qarib se

Mery ban jao

Chand nikle kisi janib teri zebai ka
rang badle kisi surat shab-e-tanhai ka

daulat-e-lab se phir ai khusraw-e-shirin-dahan
aaj riza ho koi harf shanasai ka

dida-o-dill ko sambhalo k sar-e-sham-e-Firak
saz-o-saman baham puhuncha hai ruswai ka

Mery ban jao

Me bhi khamosh nigahon se usay dekhta hoon
Wo bhi chupke se kabhi aa k sada deti hai

kya khabar kal ki magar hamne suna hai aksar
rafta rafta yeh ada pyaar barha deti hai,,,,

Mery ban jao

Zikr-e-ulfat jab chala ek hadsa yaad aagaya
Zakham dilke has diye wo bewafa yaad aagaya

Is tarha na guzri dardke maron ki raat
Dard kuch itna bara bas khuda yaad aagya

Mery ban jao

Doste ghazal he gungunany k liye
Doste naghma he sunany k liye

Ye woh jazba he jo sub ko mita nahin
kiyon k hosla chahiye dosti nibhany k liye

Mery ban jao
Kuch din to baso meyree aankhon me

fir khwaab ager ho jao tou kiyaa
Koee rang to do mery chehry ko

fir zakham ager mehakao to kiyaa
ik aiyeena tha so toot gayaa

ab khood se agaer sharmaao to kiyaamein tanha tha mein tanha hoon
tum aao to kiyaa na aao to kiyaa

Mery ban jaao
»»  read more