
peena haraam hai na pilana haraam hai isake bagair mastonka jeena haraam hai likha hua hai peer-e-muagar ki dukaan par kamzarf ko sharaab pilana haraam hai ek jaam mein gire the kam zarf ladakhadake peene gaye the chalake -laaye gaye uthake sehbaa ki aabru par paani na pher saaki - main khud hi pee raha...