Showing posts with label Sahir Ludhianvi. Show all posts
Showing posts with label Sahir Ludhianvi. Show all posts

Monday, 29 July 2013

Sangay mar-mar se tarasha hua ye shokh badan

Sangay mar-mar se tarasha hua ye shokh badanItna dil kash hai ke apnanay ko ji chahta haisurkh honton mein terkti hai ye rangeen sharaabjisay pe kar bhahak janay ko ji chahta hainaram seenay mein darktay hain woh nazuk tufaanjin ki lahroon mein utar janay ko ji chahta haiTum se kya rishta hai, kab se hai, yeh maloom nahin,Lekin is hussn pe mar janey ko jee chahta hai,Rakh ley kal ke liye yeh doosri pazeb dil,Kal is bazzm mein...
»»  read more

Dil Se Mila Ke Dil Pyar Kijiye

Dil Se Mila Ke Dil Pyar Kijiye!Koi suhana iqrar kijiye,O sharmaana kesa, ghabrana kesa,Jeene se pehle mar jaana kesa,Aanchlon ki chaaon mein,Ras bhari fizaon mein,Is zindagi ko gulzar kijiye,Dil Se Mila Ke Dil Pyar Kijiye,Aati baharain, jaati baharain!Kab se khari hain bandhey qatarain,Chaa rahi hai bekhudi,Keh rahi hai zindagi,Jee ki umangain beidaar kijiye,Dil Se Mila Ke Dil Pyar Kijiye!Dil se bhula ke ruswaayion ko,Jannat bana...
»»  read more

Hawas naseeb e nazar ko kahien qarar nahi

Hawas naseeb e nazar ko kahien qarar nahi,Main muntazir hun magar tera intazar nahi,Humi say rang e gulistan humi say rang e bahar,Humi ko nazm e gulistan pey ikhtayar nahi,Abhi na cher mohabbat kay geet ay matrab,Abhi hayat ka mahool khushgawar nahi,Tumharey ehad e wafa ko main ehad kya samjhon,Mujhey khud apni mohabbat ka aitbar nahi,Na janey kitney giley is me muztarib hain nadeem,Wo ek dil kisi ka gila guzar nahi,Gurez ka...
»»  read more