Best Urdu Poetry Collection
Mujhe hukam hua kuch or mang us ke siva
Mai Dast-e-Dua se uth gya k dua kuch bhi nahi usky siva
Mery Ban Jao
Kar dijiye maaf agar ho gayi ho koi khata
Is Kadar meri chahat ka imtahan na lijiye
Kyn ho khafa ye bayan to kijiye
Kar dijiye maaf Agar ho gayi koi khata
Yun yaad na karke saza to na dijye
Mery Ban Jao
Aaj wo lamhy yaad aagaye jab hum khush rehty thy
Aaj usi hum rahi ny rula diya jo humain hasatey they
Mery Ban Jao
Aaj meny talash kiya us ko apny aap me
Wo mujhy har jaga mila ik meri taqdeer k siwa
Mery Ban Jao
Zindagi me kisi ka sath kafi hai
Hatho me kisi ka hath kafi he
Dur ho ya paas fark nahi parta
Pyar ka to bas ehsas hi kaafi he
Mery Ban Jao
Tanhaiyon me muskurana ishk he
Ek baat ko sub se chupana ishk he
Yon to need nahi aati raat bhar
Magar soty soty jaagna or jaagty jaagty sona ishk he
Mery Ban Jao
Zarori to nahi jo khushi de usi se pyaar ho
Sachi muhabat to aksar dill torny waly se hi hoti he
Mery Ban Jao
0 comments:
Post a Comment