Tuesday 7 May 2013

Nahi tha zor uski sitam nawaziyon ka







Ye bhiga mosam Barasty hoy
Hamari aankhon ko bhi Barsa gaya

Or Is Bhigy mosam me ko bhula
bhatka Achanak yaad aa gya

Mery Ban Jao

Nahi tha zor uski sitam nawaziyon ka
Magar mujhe bhi hosle mery khuda se mile

Meri Amma khu khti hai bar bar mujhse
Wo muhabat hi kia jo iltijaa se mile

Mery Ban Jao

Mujhy tum se shikaayat he
K tum umar bhar mujhko

Khabar ye bhi na hony di
Tumhain mujh se muhabat thi

Mery Ban Jao

Tumhain rusva karun aisa tu hargiz ho nahi sakta
Tuhari yaad hi dill ko boht be chain rakht hy

Tumhain pany ki aik mohum si umeed rehti hy
Mai apni sargazishton se tumhain agah kar betha

Mery Ban Jao

Udaas nahi hona kyonki my saath hu
Saamne na sahi par aas paas hon

Palko ko band karo jab bhi dill me dekhoge
Main har pall tumhary sath sath hon

Mery Ban Jao





0 comments:

Post a Comment