
Aaj bhi bahta ha uska diya howa zakhamMain chah kar bhi usey see na paayaBas kahny keliye hi zinda hon main to yaaroPar marzi ky saath kabhi ji na paaya...!!!Dard mein is dil ko tarrapty dekhaSamny har rishty ko bikharty dekhaKitny piyar sy sajayi khawabon ki dunyaUsey aankon sy apny ujarrty dekha...!!!Kiun mery dard sy tum bechain rahty...