Showing posts with label Faraz Poetry. Show all posts
Showing posts with label Faraz Poetry. Show all posts

Monday, 31 March 2014

Ye kya kay sab say bayaan dil ki haalatain karni,

Ye kya kay sab say bayaan dil ki haalatain karni 'Faraz' tujhko na aain mohabbatain karni,Ye qurb kya hai kay tu saamnay hai aur hamain Shumaar abhi se judaai ki sa'atain karni,Koi Khuda ho kay pathar jisay bhi hum chaahain Tamaam umr usi ki ibaadatain karni,Sab apnay apnay qareenay say muntazir us kay Kisi ko shukr kisi ko shikaayatain karni,Hum...
»»  read more

Sunday, 23 February 2014

Faraz Poetry, Farz Urdu Poetry, Faraz Sad Poetry, Faraz Sms,

Wo apnay faiday ki khatir phir aa milay thay hum se FARAZHum nadan samjay k hamari duaon mein asar h...
»»  read more

Sunday, 15 December 2013

Faraz Poetry, Faraz Funny Poetry, Funny Urdu Poetry, Faraz Urdu Funny Poetry,

Aik he sad main karre hogaye mehmood o ayaazAur un ki jotiyan lay k bhag gaya Faraz,&nb...
»»  read more

Wednesday, 16 November 2011

Sarapa ashk hon main ab bikhar jaon to behtar hai

Sarapa-e-Ashk hoon main ab bikhar jaon to behtar haiJidhar jatay hain ye baadal udhar jaon to behtar haiYe dil kehta hai tere shehar mein kuch din theher jaonMagar halaat kehtay hain k ghar jaon to behtar haiDilon mein farq aayen ge taalluq toot jayen geJo daikha jo suna us se mukkar jaon tou begtar haiYahan hai kon mera jo mujhe samjhe "FARAZ"Main...
»»  read more

Sunday, 6 November 2011

Dil bhi bujha ho shaam ki parchaiyaan bhi hon

Dil bhi bujha ho shaam ki parchaiyaan bhi honMar jaiyae jo aisay mae tanhaiyaan bhi honAnkhon ki surkh laher hay moj-e-supurdgiYeh kiya zaroor hay k ab angraiyaan bhi honHer husan-e-sada loh na dil mae utar sakaKuch to mizaj-e-yar mae gahraiyaan bhi honDunya k tazkiray to tabiyat hi lay bujhayBaat is ki ho to phir sukhan araiyaan bhi honPehlay pehal ka ishq ab bhi yaad hay FARAZDil khud yeh chahta tha k ruswaiyaan bhi ...
»»  read more

Ruk jati hai nazar nazar-had tak

Ruk jati hai nazar nazar-had takDil to chahta hai jaha'n tum ho waha'n tak de...
»»  read more

Gila karein to kaise krein

Gila karein to kaise krein ”FARAZ”Wo bewafa sahi intikhab apna ...
»»  read more

Koi muntazir hy uska

Koi muntazir hy uska kitni shidat se”FARAZ”Woh janta hy pr anjan bna rehta...
»»  read more

Usay mie yad ata ho

Usay mie yad ata ho mager fursat k lamho mie “FARAZ”mager ye haqeeqat hy k usay fursat nhi milt...
»»  read more

Tuesday, 1 November 2011

Ye kon shakhs

Ye kon shakhs hy jo meri bat nai sunta? Ye kon shakhs hy jo meri bat nai sunta? Main chlta hun to wo mere sath nai chalta? Andheri rat main tanha baith kar? Mein jalta hun to wo mere sath nahi jalta? Mein is kabil to hun k wo mujh se baat kare? Mein khuwab dekhun to wo tabeer nai banta? Barson pehle us ne...
»»  read more