Showing posts with label Urdu Ghazal Sms. Show all posts
Showing posts with label Urdu Ghazal Sms. Show all posts

Tuesday, 12 August 2014

Meri chahat ka sar-e-aam to charcha na karo

Meri chahat ka sar-e-aam to charcha na karoKam to pehle bhi nahin aur to ruswaa na karo,Kabhi jugnu, kabhi taarey, kabhi nargis keh karTum meri aankhon ko is tarah chairra na karo,Bhaamp* jaye na kahin dil ki lagi yeh dunyaaYu’n shafaq ban ke mere chehre pe thehra na karo,Baat choti si bhi afsaana bana deti haiTum kitaabon pe mere naam ko...
»»  read more

Friday, 1 August 2014

Urdu Ki Behtareen Ghazal,

 Dil Ne Gham K Pahaar Ko DekhaMain Ne Khud Mein Daraar Ko Dekha,Dasht Kehta Hai Mujh Se Hairat SeMain Ne Tujh Mein Ujaar Ko Dekha,Khauf Aasaib Ban K Aa BethaDil Ne Khud Ro Se Jhaar Ko Dekha,Ban Gaya Hai Khala Mere AndarMain Ne Apni Pichaar Ko Dekha,Main Khudi Se Nikal Gaya BahirJo'n Hi Nafrat Ki Aar Ko Dekha,Naqsh Chehray K Dhul GayeJab...
»»  read more

Monday, 16 June 2014

Wafa Kis Ko Kehte hay

Wafa Kis Ko Kehte...
»»  read more

Sunday, 15 June 2014

Ek gazal tere liye zaroor likhuga

Ek gazal tere liye zaroor likhugaBehisaab us mein tera qasoor likhuga,Toot gye bachpan k tere sare khiloonyAb Diloon se khelna tera dastoor likhuga.Raha ishq ka daava tujhe tamam umarWafa ki dehleez se tujhe mafroor likhuga.Tera wajood mera wajood mujhe ek sa lagePar tujhe main khud se bohat door likhuga.Urdu Ghazal, Urdu Image Poetry, Urdu...
»»  read more

Monday, 9 June 2014

Mere khwabon mein aata hai tumhara chand sa chehra

Mere khwabon mein aata hai tumhara chand sa chehraMeri neendain churata hai tumhara chand sa chehra,Keh jub bhi zikr hota hai kisi hoor-o-shumail kaMujhay phir yaad aata hai tumhara chand sa chehra,Falak k in sitaroon ko main sari raat ginta hoonMujhay shub bher jagata hai tumhara chand sa chehra,Main jub bhi dard ki tughyanioun mein doob...
»»  read more

Sunday, 8 June 2014

Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hon

Na Kisi Ki Aankh Ka Noor Hon Na Kisi Ke Dil Ka Qarar HonJo Kisi Ke Kaam Na Aa Skay Main Wo Aik Musht-e Ghubar Hon,Mera Rang Rop Bigar Gya, Mera Yar Muj Se Bichar GayaJo Chaman Khazan Se Ujar Gaya, Main Usi Ki Fasal-e Bahar Hoon,Na To Main Kisi Ka Habib Hon,Jo Jur Gya Wo Dyar HoonPye Fatih Koi Aye Kun, Koi Char Phol Charhaye Kun,Koi Aa Ke...
»»  read more

Sunday, 1 June 2014

Tera kasoor nahi mera tha

Tera kasoor nahi mera thaMaine tujhko apna samjha tha,Dekh ke tere badle tewarMain to usi din ro beitha tha,Ab main samjha ab yaad aayaTu us din kyo chup chaap sa tha,Tujhko jaana hi tha lekinMile bagair hi kya jaana tha,Ab tujhe kya kya yaad dilaoonAb to woh sub kuchh hi dhoka tha,Wohi hui hai jo honi thiWohi mila hai jo likha tha,Dil ko...
»»  read more

Thursday, 29 May 2014

Masoom mohabbat ka bus itna fasana hai

Masoom mohabbat ka bus itna fasana haiKagaz ki haveli hai,Baarish ka zamaana haiKya shart-e-mohabbat hai,Kya shart-e-zamaana haiAwaz bhi zakhmi hai aur Gaana bhi gaana haiUss par utarne ki Umeed bahut kam haiKashti bhi purani hai,Tufaan ko bhi aana haiSamjhe ya na samjhe wo Andaaz mohabbat keEk shaks ko aankho se Ek sher sunana haiBholi si...
»»  read more

Sunday, 25 May 2014

Phira hu saare zamane mein darbadar kaisa

Phira hu saare zamane mein darbadar kaisaMain tere baad bhi zinda raha magar kaisa,Wo janta tha k kuch roz wo nahi tha to mainPukarta raha usko idhar udhar kaisa,Main jis k hijr mein roya hu paglo ki tarhaWo kal mila to hansa mere haal pe kaisa,Aziztar thi jise neend shaam-e-vasl mein bhiWo tere hijr mein jaga hai umar bhar kaisa,Bas ek shakz...
»»  read more

Saturday, 24 May 2014

Lab khamosh hain aankhon se baat hoti hai

Lab khamosh hain aankhon se baat hoti haiLab khamosh hain aankhon se baat hoti hai,Aise hi mohabbat ki shuruwat hoti haiTere hi khayalon me khoye rehte hai humPata nahi kab din kab raat hoti h...
»»  read more

Friday, 23 May 2014

Tumko hum dil mein basa lenge,

Tumko hum dil mein basa lenge tum aao to sahiSaari duniya se chhupa lenge tum aao to sahi,Ek waada karo ab humse na bhichhadoge kabhiNaaz hum saare uTha lenge tum aao to sahi,Yun to jis simt nazar uThati hai taarikhi haiPyaar ke deep jalaa lenge tum aao to sahi,IKhtalaafaat bhi miT jaayenge rafta raftaJis tarah hoga nibha lenge tum aao to...
»»  read more

Wo apne chehre mein sau aaftaab rakhte hai

Wo apne chehre mein sau aaftaab rakhte haiIsi liye to wo rukh pe nakaab rakhte hai,Wo paas baithe to aati hai khushbuWo apne hothon pe khilta gulab rakhte hai,Har ek waqt mein tumhi tum ho jaan-e-mohabbatHum apne dil mein kuch aisi kitab rakhte hai,Jahan-e-ishq mein Sohni kahi dikhayi deHum apni aankh mein kitne Chenab rakhte hai,Wo apne...
»»  read more

Saturday, 17 May 2014

Apni Mohabbat Ki Akhri Shaam

Aakhri Shaam - Apni Mahobbat KiYaad He Muje Wo Aakhri Shaam Apni Mahobbat KiTute Khwab Aur Reh Gayi Tamanna Adhuri Chahat Ki,Ki Yaad He Muje Rote Hue Usne Mera Hath Thama ThaAur Kar Rahi Thi Intezaar Wo Meri Aakhri Izazat Ki,Najane Kyu Chahkar Bhi Hath Uska Me Chor Na PaayaUsne Rote Hue Mujse Fir Ek Baar Jane Ki Riwayat Ki,Chor Diya Hath...
»»  read more

Apnay hone pay na hone ka ghuma hota hy

Apnay hone pay na hone ka ghuma hota hyLamha lamha mujhe ehsas-e-ziyan hota hy,Koi hota hy jo karta hy kahin pay sazishTer ki pusht pay qirdar-e-kaman hota hy,Bhool jana usay muskil tu nahi hy laykinKam assan bhi magar hum say kahan hota hy,Main nay dekha hy kisi khuf ka khadsha dil mainRaat k pechlay pehar barh kay jawan hota hy,Dil main...
»»  read more

Wednesday, 14 May 2014

Shehr-e-Muhabbat hijr ka mousam,ehed-e-wafa or mein

Shehr-e-Muhabbat hijr ka mousam,ehed-e-wafa or meinTu to is basti se khush khush chala gaya, or mein,Tu jo na ho to jaise sab ko chup lag jati haiApas mein kya batein kertey raat, diya or mein,…Sair-e-chhaman adat thi pehley ab majboori haiTeri talash mein chal pertey hein bad-e-saba or mein,Jisko dekho teri hava mein pagal phirta haiWerna...
»»  read more

Meri Aankhon Ko Soojhta Hi Nahi, Noshi Gelani Poetry, Urdu Ghazal, Urdu Ghazal Sms, Urdu Poetry, Heart Touching Poetry, Heart Touching Sms,

Meri Aankhon Ko Soojhta Hi NahiYe Muqadar Mein Raasta Hi Nahi,Wo Bharey Sheher Mein Kisi Se BhiMere Baaray Mein Poochta  Hi  Nahi,Phir Wohi Shaam Hai Wohi Ham HainHaan Magar Dil Mein Honsla  Hi  Nahi,Ham Chale Uski Bazm Se Uth KarAur  Wo Hai  Ke Rokta Hi Nahi,Dil Jo Ik Dost Tha Magar Wo BhiChup Ka Pathar Hai...
»»  read more

Noshi gilani, Noshi Gelani Poetry, Koi mujhko mera bharpoor sarapa la de,

Koi mujhko mera bharpoor sarapa la deMere bazoo mmeri aankhen mera chehra la de,Aesa darya jo kisi aur samandar mein gireyIs se behtar hai ke mujhko mera Sehra la de,Kuch nahin chahiye tuhj se ae meri umre rawanMera bachpan mera jugnoo meri Gurya la de,Nayya mosam meri beenai ko tasleem nahiMeri aankhon ko wahi khwab purana la de,Jiski aankhen...
»»  read more

Tuesday, 29 April 2014

Wo Be Hjab Jo Pe Ke Kal Shrab Aya, Bahadur Shah Zafar, Bahadur Shah Zafar Poetry, Heart Touching Poetry by Bahadur Shah Zafar,

Bahadur Shah ZafarWo Be Hjab Jo Pe Ke Kal Shrab AyaAgarcha Mast Tha Main, Par Muje Hijab Aya,Idhar Kyal Mere Dil Main Zulf Ka GuzraUdhar Wo Khata Hoa Dil Mai Pecho Tab Aya,Khyal Kis Ka Smaya Hai Deeda-o Dil MainNa Dil Ko Chain Muje Aur Na Shab Ku Khawab A...
»»  read more

Saturday, 26 April 2014

Baat Karni Mujhe Mushkil Kabhi Aisi Tou Na Thee, Bahadur Shah Zafar, Bahadur Shah Zafar Best Poetry, Urdu Poetry By Bahadur Shah Zafar,

Baat Karni Mujhe Mushkil Kabhi Aisi Tou Na TheeJaisii Ab Hai Teri Mehfil Kabhi Aisii tou Na thee,Le gaya Chhiin Ke aaj kaun tera sabr-o-qararBeqarai tujhe ai dil kabhi aisii tou na thee,Un kii aankhon ne khuda jaane kia kya jaaduKe tabiyat meri maa_il Kabhi aisi tou na thee,chashm-e-qaatil merii dushman thii hameshaa lekinjaise ab ho ga_ii...
»»  read more

Tuesday, 15 April 2014

Tumhare bin nahi rehna mujhe TUMSE mohabbat hai

Tumhare bin nahi rehna mujhe TUMSE mohabbat haiHai TUMSE bas yahi kehna mujhe TUMSE mohabbat hai,Zaban to keh nahi sakti TUMHAIN ehsas to hogaMeri Aankhon ko parh lena mujhe TUMSE mohabbat hai,TUMHARE naam kar di hai ye pori zindagi apniBhalay hi dukh paray sehna mujhe TUMSE mohabbat hai,Hamain ehsas hai TUMKO bhi humse pyar hai lekinYe mere...
»»  read more