Showing posts with label Judai Poetry. Show all posts
Showing posts with label Judai Poetry. Show all posts

Sunday, 16 November 2014

Judai Sad SMS Shayari With Sad Images, For Mobile Wallpaper And FB Post

Kesi ajeeb tujh sy ye judai thiKy tujhy alwida bhi na kah sakyTeri saadgi mein itna faraib thaKy tujhy bewafa bhi na kah saky...!!!Guftago unsy roz hoti haiMudaton saamna nahi hota...!!!Gila aapsy koi nahi haiGila apni majborion sy karty hainAap aaj hamary qareeb na sahiMuhabbat to aapki dorion sy bhi karty hain...!!!Kitna chahaton hon tujhy...
»»  read more

Tuesday, 15 April 2014

Sad Judai Mohabbat Shayari in Hindi SMS Kisi Ko Chahne Ka Koi Bahana Nahi Hota

Kisi Ko Chahne Ka Koi Bahana Nahi HotaDil Lagaane Se Koi Deewanaa Nahi Hota,Aashiqui Seekhni Ho To Seekho HumseHumain Pata Hai Mohabbat Ka Matlab Pana Nahi Hota......
»»  read more

Monday, 14 April 2014

Yaad and Judai Shayari SMS Tumse Doori Ka Ehsaas Jab Satane Laga

Tumse doori ka ehsaas jab satane lagaTere saath guzra har lamha yaad aane laga,Jab bhi tumhain bhulne ki koshish kiAey dost tu dil ke aur paas aane laga......
»»  read more

Sad Judai Ghazal Shayari Kamal-e-Zabt Me Main Khud Ko Aazmaon Gi

Kamal-e-zabt me, main khud ko aazmaon giMain apnay hathon say us ki dulhan sajaon gi,Sapurd kar ke usay chandni ke hathon meMain apnay ghar ke andheron ko lot aaon gi,Mery badan ke karb ko woh bhi samajh na paye gaMain dil me ro'on gi, aankhon main muskuraon gi,Woh kiya gaya RAFAQAT ke saray rang gayeMain kis say rooth sakon gi, kisay manaon...
»»  read more

Love Sad Judai Shayari SMS Hazaar Rung Barey Zindagi Ke Khaakey Me

Hazaar Rung Barey Zindagi Ke Khaakey Me,Tere Baghair Yeh Tasveer Na'mukammal Hai......
»»  read more

Friday, 11 April 2014

Hindi Sad Judai Ghazal Baha Ke Ansu Usne Muj Se Ek Sawal Kiya

Baha Ke Aansu Usne Muj Se Ek Sawal KiyaKiun Akhir Tum Ne Is Qadar Mujse Pyar Kiya?Kuch Aise Uske Sawal Ne Mujhe Tadpaa DiyaaKe Badi Mushkil Se Mene Apne Ansuon Ko Chupa Diya?Usne Apni Qasam De Ke Kaha Meri Shadi Me Zarur AanaMene Hans Ke Us Waqat Han Me Sar Hila Diyaa,Meri Hansi Ne Use Kuch Aise Tadpa DiyaaUsne Phir Se Rote Huey Mujse Wahi...
»»  read more

Wednesday, 26 March 2014

Love Shayari: Main Us Ky khayal Se Jaon To Kahan Jaon

Main Us Ky Khayal Se Jaon To Kahan Jaon,Woh Meri Sonch Ke Har Raste Par Nazar Ata Hai......
»»  read more

Friday, 21 March 2014

Wada Shayari Zindagi Ko Piyar Hum Aapse Ziyada Nhi Karty

Zindgi Ko Piyar Hum Ap Sey Ziyada Nhi KarteKisi Pe Aitbar Aap Sey Ziyada Nhi Karte,Ap Jee Sakain Mere Bin To Achi Baat Hai,Hum Jee Lainge Aap Key Bin Yeh Waada Nhi Karte......
»»  read more

Saturday, 25 February 2012

Jab tak na milay thay

 Farewell Poetry | Judai Poetry  Jab tak na milay thay  to judai thi qayamatsahil say bicharnay ka gham  yaad rahay...
»»  read more

Sunday, 12 February 2012

Bicherne Ki Azyat Ko

Bicherne Ki Azyat Ko Agar Tum Jan'Na Chaho....TO Kuch Pal Ko.....Zara Ye Sans Apni Rok Kr DekhoTumhein Mehsoos Ye Hoga"BICHARNA"Mout Jesa hai.....
»»  read more

Sunday, 11 December 2011

Khwab Posh Aankho main Aansu'on ka bhar jana

Khwab Posh Aankho main Aansu'on ka bhar janaHasrato'n kay Sahil per Titliyo'n ka mar jana,Habs ki Hawaao'n main,Khushbuo'n ka darr jana,Dill kay garm sehra main, Hashr ka bipa hona,Dard La-Dawa hona,Kya bohot Zauri tha, Yun, Tera Juda hona......
»»  read more

Monday, 5 December 2011

KYA BOHUT ZARURI HAI?

Khawab Posh Aankhon Main..Aaansuo'n ka Bhar Jana..Hasrato'n K Sahil Per..Titliyo'n Ka Mar Jana..Habs Ki Hawao'n Main..Khushbuo'n Ka Dar Jana..DIll K Garm Sehra Main..Hashr Hi bapa Hona..Dard La-Dawa Hona..Kya BohUt Zaruri  Hai??Ab Tera Bichar Jana....
»»  read more

Tuesday, 22 November 2011

Hawa jab zard patton ko

Hawa jab zard patton ko juda shaakhon se karti hain.. Mujhe tumse bichhar jaana bohot yaad aata hai....
»»  read more